markeet main permanent in rehnay k liye hamko konsay method say kaam krna chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: markeet main permanent in rehnay k liye hamko konsay method say kaam krna chaye?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
    markeet main permanent in rehnay k liye hamko konsay method say kaam krna chaye?<br />dear forum members main aap sab say yeh poochna chaunga k agar ham markeet main permanent reh kr kaam krtay hain to hamko har haftay har din aur har lamaha markeet ki moove ka pata chalta rahega aur agar ham is main aik month in rahaingay aur 2 haftay out rahaingay to hamko markeet ki moove ki kuch samjh nai anewali hay is liye maira aap sab say yahi sawal hay k agar ham is baat ki koshish krtay hain k ham markeet main permanent in rehnay k liye hamko konsay knowledge konsa method aur konsi tricks ka use krna chaye jis say ham markeet main acha earn bhi kr sakain aur hamaisha in bhi reh sakain?
    Ji ap nay bohat acha question kia hay aor aik achi bat bhi ki hay main ap ki bat say agree bhi karta hoon. Bohat say aisay traders jo Forex market main permanent nahi reh patay un main say ziada quantity un traders ki hoti hay jo Forex trading ko poori taran understand nahi kar patay ya Forex trading ka poori taran knowledge and experience nahi rakhtay aor jald bazi main trading kartay hain aisay traders main say ziada new emotional traders and greedy traders hotay hain. Forex trading main permanent rehnay kay liay pehli bat to yeh hay k Forex ka poori taran knowledge hona chahiay aor achi and strong learning honi chahiay aor ziada say ziada Forex trading ka experience hona chahiay es kay bad kabhi bhi over trading na ki jay aor na ki big lot kay sath trade open ki jay kun k aksar big lot size ki wajah say ki big loss hota hay es liay mini ya micro lot size kay sath trade open karni chahiay aor aik dam ziada profit ki nisbat normal profit hasil kar kay kamyab honay ki koshish karni chahiay aor koi bhi trade without analysis open nahi karni chahiay aor kabhi bhi market trend kay against trade nahi lagani chahiay en chand aik osoolon pay amal kar kay Forex market main permanent reha ja sakta hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: markeet main permanent in rehnay k liye hamko konsay method say kaam krna chaye?

      aagr hum forex ko apna life time career benana chatey hain to hamy pahly learning gain karne ho ge hamy aik time table bana ar kam karena ho ga hamy analysis ko use karna ho ga pher he hum pasisa kama skay gy forex aik acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex jasas koi or business nahi hain hum is mai part time be kam kari sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex jasa koi or busines nahi hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex pakistan mai legal ban cuka hain is mai haamara koi be boss nahi hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: markeet main permanent in rehnay k liye hamko konsay method say kaam krna chaye?

        Uske liye Ham Logon Ko demo account istemal karna hoga ham log demo Kaun ko istemal kar sakte hain ismein Ham Logon Ko investment ki bhi jarurat Nahin Hoti lekin Hamara experience increase hota rahata hai Ham Logon Ko demo account Jyada Se Jyada istemal karna hoga

        اب آن لائن

        Working...
        X