dear forum members main aap sab say yeh poochna chaunga k agar ham markeet main permanent reh kr kaam krtay hain to hamko har haftay har din aur har lamaha markeet ki moove ka pata chalta rahega aur agar ham is main aik month in rahaingay aur 2 haftay out rahaingay to hamko markeet ki moove ki kuch samjh nai anewali hay is liye maira aap sab say yahi sawal hay k agar ham is baat ki koshish krtay hain k ham markeet main permanent in rehnay k liye hamko konsay knowledge konsa method aur konsi tricks ka use krna chaye jis say ham markeet main acha earn bhi kr sakain aur hamaisha in bhi reh sakain?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим