jaiza : khoof ke waja sy hum kam sahe sy nahi kar paty
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : khoof ke waja sy hum kam sahe sy nahi kar paty
    hamy khof ko avoid kar ky forex mai kam karna chahey pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex jasa koi or business nahi hain agar hum dar dar ky kam kary gy to hmy loss ho jy ga forex kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai part time be kam kar saky hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hmy loss ho jy ga forex mai talib ilam be kam kar sakty hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to be hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hian or hamy ache earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : khoof ke waja sy hum kam sahe sy nahi kar paty

    Forex business se best business hamy aur kahi be nahi mil sakta hay ye bat to 100% correct hay aur Forex trading business me loss ka dar be traders ko bahot hota hay agar market ko proper understand kia jaye aur Forex business ko study kia jaye to traders key mind se loss ka dar khatam be ho sakta hay loss ka khoof esy traders ko hi ho sakta hay jo blind trading karny par depend kar sakty hey agar blind trading na ki jaye aur proper learning key bad trading start ki jaye to loss ka dar traders key mind aur dil se hamesha key ley khatam ho sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : khoof ke waja sy hum kam sahe sy nahi kar paty

      G han loss ka khoof aur dar trader ko zaror hota hay magar trading me traders ko har condition me successful hony key ley khoof aur dar ko khatam karna ho ga jo traders khoof aur dar key sath trading karty hey esy traders kabi be kamyab nahi ban sakty, agar trading ka acha experience hasil ho jaye aur knowledge power be achi ho to traders ko loss ka dar aur khoof kabi be nahi hota, loss ka dar aur khoof esy traders ko zeyda hota hay jo market ko bilkul be understand nahi karty aur learning karny ki koshish bilkul be nahi karty esy traders ki trading planing be achi nahi hoti esi waja se loss ka dar aur khoof trading me hona yakeeni ho jata hay.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : khoof ke waja sy hum kam sahe sy nahi kar paty

        Dear jab banda ais market mai kaam karta hai to aus time bandy ko ais market mai ye dar ni hona chaye k wo ais market mai loss kar dey ga kun k jab hum ko pata hai k ais market mai kisi bhi trade par loss ho sakta hai aor hum sath stop loss use kary gay to aus k baad darny ki zarort ni hai agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai trade lagaty hoye apny analysis par yaqeen hona chaye aor ais mai agar hum darty rahy gay to ais market mai achi trades choar dey gay ais liay hum ko agar ais market mai acha profit banana hai to hum ko ais market mai dar k baghair kaam karna pary ga aor ais market mai agar humry analysis achy hoty hai to hum ais market mai kamyab ho sakty hai.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : khoof ke waja sy hum kam sahe sy nahi kar paty

          Forex ek bahut achcha business hai is mein risky to hota hai kyunki jab hamen trade lagate Hain to usmein loss or profit ke chances donon hote hain agar hamare pass experience achcha hai to Ham ismein yah canal profit hasil karenge aur is mein hamen ful confidence ke sath kam karna chahie agar hamen ismein dariya Koi dusra khauff to ismein Ham acche tarike sar trading nahin kar sakenge ismein hamare last ke chances badh jaate isiliye hamen ismein darna nahin chahie aur na hi ismein copper trading karni chahie Bal cable confidence ke sath Express ke sath trade karni chahie itna achcha aapke pass experience hoga utna hi acche se update kar sakenge isiliye jo bhi ismein successful hai vah is mein khwab se Kam nahin karta aur na hi ismein darta hai vah apna natural work karta hai aur ismein achha khasa profitous karta hai
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : khoof ke waja sy hum kam sahe sy nahi kar paty

            Forex trading business ek risky business hain hum forex may trade lagty hoe huMsha khofff or depressed hi rahTy hain Kay kahi loss na ho jiye jis ki waja say hum apna behtreen trade pair select nahi kar party humain chahye Kay hum apne experience or learning pay ziyda focus rakhain or koshish karain Kay ziyda sy ziyda knowledge hasil kiya jiye jab humre pas ziyda knowledge or information hoti hai about forex market tu hum kabi bhi khofff may nahi aty balky full confidence say trade lagty hain or in case agr loss ho jiye tu apni mistakes say kch nah kuch sikhty hain or acha profit earn karne Kay liye or ziyda struggle karty hain ta Kay future my kamyabi hasil ki jiye shukria...
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : khoof ke waja sy hum kam sahe sy nahi kar paty

              Forex mai khoof ka bohat kirdaar hai. Jo traders forex mai khoofzada ho kay trading kertay hain wo kabhi bhi achi trading nahi ker saktay hain kiyu kay unhain uherwaqt loss ka khatara aur darr rehta hai. Aisay traders iss baat say khoofzada rehtay hain kay kahi account wash nahi ho ajey. Aisay traders kabhi bhi kaamyab nahi ho saktay hain kiyu kay jo traders loss say dartay hain wo trader profit bhi nahi earn ker saktay hain. Kiyu kay busines koi bhi ho uss mai tou profit aur loss aik laazmi hissa hai . Agar khoof ki wajah say trade he open nahi hogi tou loss nahi hoga magar profit bhi nahi hoga. Traders apnay khoof pay achi pracice say qaabu paa saktay hain. Instaforex kay demo accounts mai bohat achi pracice hoti hai aur apnay khoof pay qaabu panay kay liye bohat acha tareeka bhi demo account mai practice kerna he hai
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : khoof ke waja sy hum kam sahe sy nahi kar paty

                Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha main ap sy mutafiq hon k forex trading main jab humy aik bar loss ho jay to hum log darna sharu kar daty han k loss ho ga loss ho ga isi dar ki waja sy humy or loss hota ha
                Forex trading main jab bi trade open karny to humy pehly analysis karny chae han or isi hessab sy stop loss or take profit lagana chae ha ta k humara account safe ho or humara dar khatam ho jay k loss ho ga jab hum stop loss set karny gy to humy itna loss ni ho ga or take profit sy humy maximum profit ho ga is ley humy forex trading main darna ni chae ha balky safe trading karni chae or sakun sy ache earning karny loss profit business ka hesa hoty han is ley darna ni chae ha
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : khoof ke waja sy hum kam sahe sy nahi kar paty

                  Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex aik bot bara wasee or profitable business hy is m ham bot sa profit hasil krty han agr ham confuse ni hoty pory confidence k sath trading krty han to forex hmary liay aik bot acha business sabit hota hy hamy khof ni hona chaiy ham khof ki wja sy hmasha pechy ry jaty han jany is m greed sy b bachna chaiy q k greedy traders kbi b successful ni ho sakty Forex aik acha business hy ham is m part time b kam kr skty han or full time bi kr skty han ham ghr byth kr is m kam krty han hamy ghr sy bhr jana ni prta forex aik asa business hy jo hamy earning or learning dono sath dyta hy hmari achi mehnat hamy ye dono chezan frahm krti hy

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X