forex aik international business hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain forex kabe be katem na hony wala business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain or hum is mai amount be invest kar sakty hain forex ky siwa koi or business nahi hain jo hamary mulik ke economy ko mazbot bana saky forex jasa koi or business nahi hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful time be kam kar sakty hain hum is mai learning ky sat sat ache earning be hasial kar sakty hain forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain forex aik international business hain or is business mai hum apny boss kud ap he hoty hain
`
X
new posts
-
#1 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
jaiza : forex ky siwa koi asa business nahi jo pakistan ke economy ko mazbot banny -
InstaForex -
#2 Collapse
Re: jaiza : forex ky siwa koi asa business nahi jo pakistan ke economy ko mazbot bann
G han Forex business me trading kar key hi ham apni country ki economy ko strong kar sakty hey es key elawa aur koi be esa business nahi jes se ham apni country ki economy ko mazboot kar saken, es ki waja ye hay key Forex international business hay aur es ki market se ham jetni be money ko earn karty hey ye direct Forex market se hamari country key local bank me transfer ho jati hey bahot se traders profit earn karty hey agar es ko calculate kar leya jaye to ye profit bahot hi zeyda hota hay es waja se ham apni country ki economy ko strong karny me bahot help kar sakty hey. -
#3 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: jaiza : forex ky siwa koi asa business nahi jo pakistan ke economy ko mazbot bann
Assalamu alaikum my dear friend pyare bhaiya aap ki baat kisi had Tak bahut hi acchi hai mujhe bahut pasand hai aapki baat hai aisa hota bhi hai ke forex trading main agar hame kam hona hai to hamein is mein sabse pahle konsa karna hoga ki nahi sakte hain kya Pakistan ki baat kar sakte hain aur Pakistan mein laga sakte hain -
#4 Collapse
Re: jaiza : forex ky siwa koi asa business nahi jo pakistan ke economy ko mazbot bann
g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai or aghr dekha jay tu pakistan ki econmy ko strong aghr koi sources kar skta hai tu wo trdaing ka hai jis main aghr pakistan k log join ho jaty hain tu pakistan ki econmy strong ho skti hai or jub wo apni econmy ko ayse srrong kar skty hain tu un ko chahye k wo forex ko join karen or jo forex ko join kar chuky hain un ko chahye k wo un logon ko forex ki traf ly kar aen jin ko forex k bary main ilm nahi hai or wo apni trading se khud ki bhi help kar skty hain forex aik aysa business hai jis main hum gher behy he rupya kama skty hain or es main har koi kama skta hai kisi ko bhi koi skahti nahi hai or na he koi kisi ko rok skta hai tu hmain chahye k hum apni trdaing main acha profot gain karen or pakistan ki econmy ko strong karny main pakistan he help karen -
#5 Collapse
Re: jaiza : forex ky siwa koi asa business nahi jo pakistan ke economy ko mazbot bann
Bilkul sahi Kaha Agar Forex mein jyada Se Jyada log kam karen to Forex se bahut hi acchi aur kamyabi earning Kari Ja sakti hai aur for excessiveness Hai Joker International aur worldwide business hai isliye Agar Pakistan mein Zyada Se Zyada log isme interested ho aur isme apni sarmaya Kari Karen aur FIR is kaafi accha profit Haasil Karen tho Ja Pakistan ke liye bahut hi behtareen business hai aur jobless people ke liye bhi bahut hi Allah tareen business hai aur jo log Ghar Baithe Hain unke liye bhi aur jo disable person Hai unke liye bhi Forex Ek bahut hi behtareen aur accha Kaam Hai Jiski wajah se hua Ghar Mein Baithe hi acchi earning kar sakte hain aur iske liye Kisi bhi Jagah office Nahi Jana Padta aur yeh ek easy work hai lekin Agar Apke Pas achha experience maujud ho isliye Forex Mein achha experience Rakhna jaruri hai aur saath saath aap isme achi investment Rakhe tabhi aap Forex se bahut hi acchi earning kar sakte hain aur isliye Jyada Se Jyada logo ko Forex ki taraf invite Karen kay wo is say mustfeed ho sake -
#6 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: jaiza : forex ky siwa koi asa business nahi jo pakistan ke economy ko mazbot bann
G han Forex trading business me agar big investment ki jaye aur expert traders Pakistan me bahot zeyda ho jaye to ye possible hay key ham Pakistan ki economy ko kesi had tak strong kar len magar other koi be esa business nahi jes me zeyda investment agar ki be jaye to es se ham apni country ki economy ko behtar nahi kar sakty hey, Forex business ki international market se ham money ko apni country me transfer karty hey es ley ham ye keh sakty hey key es se Pakistan ki economy strong hony me help de sakti hay. -
#7 Collapse
Re: jaiza : forex ky siwa koi asa business nahi jo pakistan ke economy ko mazbot bann
Pyare dost Jaisa tu bahut Sare Kaam Hai Jiski wajah se Pakistan ki economic Ko Ka fayda Haseen ho sakta hai lekin Forex Bhi Ek accha Kaam Hai Jiski wajah se Pakistan Mein Aise log se fayda Hasil kar sakte hain aur Agar Hua Forex ko seriously Taur par ismein achha kaam Karen tho bahut hi Kavya aur achi earning Kar Ja sakti hai Kyunki Forex Aisa Desh Hai jis mein sirf aur sirf investment aur accha experience Hona chahie aur iske liye koi oye achi cheez Ki Zaroorat Nahin Jaise K Koi dukan banana ho ya Kisi Jagah Koi office Bana kar baithe ho ismein aap Ghar Baithe hi accha profit Hasil kar sakte hain isliye is main pahle aap ko experience Faisal karne ke liye mehnat karna jaruri hai Jab aapke paas achha experience manjur hoga to aap usse bahut hi acchi earning kar sakte hain aur Pakistan ko bhi fayda Hasil kar sakte hain isliye ke Jyada Se Jyada logo ko Forex ke bare mein bataen Taake wo is se Kafi accha istemal milen aur acchi earning kar sake -
#8 Collapse
Re: jaiza : forex ky siwa koi asa business nahi jo pakistan ke economy ko mazbot bann
G han bilkal ap ny tek kaha hy forex aik world online profitable business hy isy hr koi join kr skta hy is m umer ki koi qad ni isy man women's hr koi easily ghr byth k kr skta hy women's ko is m kam krny k liay ghr sy bhr jany ki zrort b ni hoti wo ghr byth kr b easily isy kr skti han forex aik wahid asa business hy jis k ilawa koi or business hmary mulk ki economy mzbot ni kr skta forex Aik wahid business hy jis m ham jb or jis tim chahy kam kr skty han ham isy full time bi kr skty han or part time k tor par b kr k profit hasil Kar sakty han forex trading main ham achi earning k sath sath achi learning b krty han ye hmary liay hr tra sy best hy -
#9 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: jaiza : forex ky siwa koi asa business nahi jo pakistan ke economy ko mazbot bann
G ha dear ye to hai kun k ais business mai hum jab acha kaam kary gay aor bahot zayda earning kary gay to aus se humry mulk mai dollor aye gay aor hum ais se apny mulk ki economy ko strong kar sakty hai ais mai ye hai k agar hum ais market mai kaam kar rahy hai to hum ko ais mai se jab bhi withraw lena ho to ais mai hum ko bank wire wala option select karna chaye aus se jitny bhi paisy aany hoty hai wo humry bank mai aaty hai jis se humry country ko faida hota hai agar hum ye paisa online processor k trugh mangwaty hai to aus mai dollor humry country mai ni aata jis se hum ko ais mai koi extra faida ni hai agar hum ais mai bank wala option use kary gay to tab hum ko ais mai zayda faida ho ga. -
#10 Collapse
Re: jaiza : forex ky siwa koi asa business nahi jo pakistan ke economy ko mazbot bann
Ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya aapki baat kuchh Arctic theek hai lekin mukammal taur per nahin Pakistan mein aur bhi bahut se business hai jinki vajah se Pakistan ki currency upar aa sakti hai lekin han forex bhi ek aisa kaam hai jiski vajah se Pakistan ki currency ka fayda hoga agar Ham ismein jyada se jyada kam Karen aur Pakistan mein jyada se jyada profit gain karen to vah Pakistan ki economy ko fayda hoga bahut jyada nahin lekin kuchh had Tak bate ho sakti hai isliye hamen ismein Pakistan ke liye bhi aur apne liye bhi kaam karna chahie isase hamare mulk ko bhi fayda hai aur hamen khud bhi fayda hai jitna jyada hamare pass experience hoga jitna jyada knowledge hoga utna hi acche se prapt kar sakenge aur khud bhi successful man sakenge aur Pakistan ki economy ke liye bhi pata hoga isiliye hamesha mein mehnat karni chahie or kamyab banen.. -
#11 Collapse
Re: jaiza : forex ky siwa koi asa business nahi jo pakistan ke economy ko mazbot bann
Forex trading business duniya ka waahid online business hai jo traders ko bohat ziada income daita hai. Koi bhi yaha forex ki learning ker kay trader bann sakta hai aur bohat achi earning ker kay faida haasil ker sakta hai. Pakistan mai forex bohat tezi say popular honay wala aisa business hai jo agar daikha jaey tou pakistan ki economy kay liye bhi bohat faida mand hai. Traders apnay profit ko dollars mai kamatay hain aur phir wo dollars haasil ker kay usay pakistani rupees mai convert ker laitay hain. Agar tamaam pakistani tarders sahi tareekay say apnay kamaey gaey dollars ko banks kay zariye milk mai laein tou iss say state ko bhi bohat faida ho sakta hai kiyu kay tax ki soorat mai hum banks ko fees daitay hain aur banks mai anay waley dollars zarr e mubadala mai count bhi hotay hain -
#12 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: jaiza : forex ky siwa koi asa business nahi jo pakistan ke economy ko mazbot bann
Forex trading business ek profitable business hai jis ko join kar Kay hum easily Gar bathy bathy achi earning kama sakty hain forex trading business ek wahid business hai jo humri economy ko mazbot karta hai jis may hum khud apne business Kay owner hoty hain hum kiisi Kay under kam nahi karty or forex may earning hmre khud ki mehnat pay depend karti hai hum jitna ziyda struggling karty hain or apne target 🎯 ko achieved karne ki koshish humain forex may kamyab karti hai forex may kamyab hone Kay liye humain khud ko motivate karna zarori hai or hir trader ka hardwork hona jitna ziyda hum mehnat karty hain humain utna ziyda acha return milta hai or humri earning Kay increase hone say humri economy increases hoti hai kyu Kay yah behtreen business hai earning kamane ka jis may koi bhi restrictions follow nahi karni parhti shukria.. -
InstaForex -
#13 Collapse
Re: jaiza : forex ky siwa koi asa business nahi jo pakistan ke economy ko mazbot bann
اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيےforex aik international business hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain forex kabe be katem na hony wala business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain or hum is mai amount be invest kar sakty hain forex ky siwa koi or business nahi hain jo hamary mulik ke economy ko mazbot bana saky forex jasa koi or business nahi hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful time be kam kar sakty hain hum is mai learning ky sat sat ache earning be hasial kar sakty hain forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain forex aik international business hain or is business mai hum apny boss kud ap he hoty hain
Forex trading main fayda humy hona ha lakin pasey q k bahir sy any han to Pakistan ko direct fayda hota ha q k bahir sy jtna pasey aay ga Pakistan ki economic grow karti jati ha or Pakistan ko bi fayda hota rehta ha
Jab humy loss ho ga to Pakistan ko loss ho ga q k Pakistan sy pasey ja rehe hoty han is k ley humy both ahtiyat sy trading karny ta k humy loss na or humy ziada sy ziada acha fayda ho ta k Pakistan ko bi fayda ho
اب آن لائن
ہم مواصلات کے پلیٹ فارم کے طور پر فاریکس فورم فاریکس پاکستان کے آپ کے انتخاب کی تعریف کرتے ہیں۔
موجودہ وقت 03:08 PM (GMT+5)۔
Working...
X
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим