forex main jink pass knowledge nai hota hay wo isay bad luck ka blame q daitay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex main jink pass knowledge nai hota hay wo isay bad luck ka blame q daitay ha

    Assalamu Alaikum dear friend Forex trading member market ko aapko bahut hi risky hai hi Jab members ko loss hota hai aur account was Hota Hai To Sab Ko Gussa aata hai isliye Sab Apna gussa nikaalte Hain isko blame Karte Hain Main yah samajhna Agar Ham forum mein jo knowledge yahan se land karte hain usko proper tarike se use karen to yah Hamare liye bahut fayde ki baat sabit ho sakti hai jisse Ham Kamyab ho sakte hain market Mein liquid aur analysis ko samajh Le market ko technical ke sath aur fundamental ke sath understand karna sikhe to aapko Yahan per bahut acche trader Ban sakte ho galtiyan kar sakte sikhane wale Jyada acche trader banta hai market Mein technical analysis aur Market mein Main chart pattern Ko Jisne Puri Tarah Se padha aur Sanjay Ho Vahi Kamyab ho sakta hai Forex Mein Jinke pass knowledge Nahin Hota han vah Forex ko bad luck ka blame karte hain unhen Aisa nahin karna chahie Agar vah pahle hi shuru Mein mehnat Karte aur Forex Karu Usko follow karke aur Achcha experience Hasil Karke kam karen to unhen uthana Nahin Padta Agar Ham Forex ke rule ko follow Karen To Ham Kamyab ho sakte hain aur acchi earning kar sakte hain aur ek profitable Businessman Ban sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex main jink pass knowledge nai hota hay wo isay bad luck ka blame q daitay ha

      g han dear ap ny bilkul sahi bat ki hai forex trading main jin ko trading krna nahi ati hai wo bad main apni qismat ko blame karny lag jaty hain k jub k forex main kamyab wohi hoty hain jin ko trading ka knowledge hai or jo trading krna janty hain forex main ayse log kbhi bhi kamyab nahi ho skty hain q k ayse log apni mahnat se zyda apni qismat par yakeen rakh kar kam karty hain ayes log kbhi bhi apny kam main perfect nahi ho paty hain tu hmain chahye k hum aghr forex main kamyab hona chahty hain tu hmain sub se pahly forex ka baisic knowledge ko gain krna hoga or yah dekhna hoga k forex kiya hai or es main hum kis trha se kamyab ho skty hain forex main achi trading kar k he hum kamyab ho skty hain warna kbhi hmain acha profit bhi nahi mily ga

      اب آن لائن

      Working...
      X