dear forum members maira aap sab say yeh sawal hay k agar ham kisi aisay brokers ka choose krtay hain jis say hamko kabhi webinaar ki shakal main kuch knowledge milta hay kabhi uski meetings hoty hain aur kabhi us broker ka representative ham say rabta krta hay to hamari trading ki life aisa krnay say behtar ho sakty hay ya aisa sab kuch krnay ya honay say hamko forex ki liife main hamari trading main koi fark nai parr sakta hay is baat ki tafseel say wazahat kr dain ?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим