Jaiza: Week end pay Trading Ki Planning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Week end pay Trading Ki Planning
    Assalam o alaikum dear members.Umeed hai aap sub khariat sey hongay or aap sub kay rozay achay guzar rahey hongay.Mai aaj jis mozu pay baat kerna chahta hu wo yehi hai kay kia hum weekend waley din matlab jab trading market close hoti hai tou next opening ya monday ki apni trading ki planning ker saktay hai.Mairay khayal mai tou shayad aisa mumkin nahi hai.Kiyu kay trading ki planning tou tabh he ho sakti hai jab hum market ki movements ko daikh rahey ho or humey trends ka pata chal raha ho.

    Weekends pay market close hoti hai or hum kisi bhi tareekay sey ye undaza 2 din ya aik din pehlay nahi laga saktay kay monday ko jab market oen hogi or trading shuru hogi to kia hoga. Jaha tak mujhay samajh i hai hum agar trading ki planning sessions ko daikhtay huay sessionwise he ker lia karey to he faida mand hai.Week ends pay hum apnay accounts ko he daikh saktay hai or agar koi trade open hain tou unkay barey mai he soch saktay hai kay kisay kab kaha close kerna behtar rahey ga. Aap ka iss barey mai kia khayal hai kay monday ki trading ki planning hum saturday sunday ko ker saktay hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Week end pay Trading Ki Planning

    Brother hum week end pay planning ker sagty Hain us maen humean market to close milti Hy but humery pass charts k zareaya market ki last history to available hoti Hy hum un chart ki madad say next week k leay aik to ye planning ker sagty haen k next kis pair ki Kia move hoo gee our pher app us maen jesay acha profit bna pain Hy kon si trade theek rahy gee sell kerna hoo ga ya pher buy ki trade best rahy gee hum ye aik to plan ker sagty Hain dosara hum us maen apny account balance k mutabik next trade Leni Hy ya nahe would bhe plan ker sagty haen our alhumdollelah rozay achy ja rahy haen
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Week end pay Trading Ki Planning

      Agar Hum Log koi bhi trade open Karte Hain To is se pahle Hum logo ko planning kar leni chahiye Agar Hum Log planning Karke trading Karenge to Fir Hum logo ko iska bahut fayda Hoga isliye Hum logo ko sabse pahle planning Karni chahiye FIR trading Karni chahi FIR Hum logo ko iska bahut hi jyada fayda hoga
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Week end pay Trading Ki Planning

        forex aik online business hain ham is main trading karty hain ham is main amount be invest katy hain ham is maim weekly plning bana kar be kam kar sakty hain or acha acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain or bonus earn kar ky market main run kar sakty hain yai aik international business hain hamis main leaning ky sath earning be hasil kar sakty hain yai usa or china or new yourk jesy bary bary mumalik main tezi sy phel raha hain or yai pakistan main be legal business ban cuka hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Week end pay Trading Ki Planning

          Arabic Hum logo ko naya plan cricket karna chahiye jisse Hum Log Kafi achha bonus aur Usman se Kafi achha profit Hasil karne mein kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Hum Logon Ko Jyada Se Jyada kaam karna chahiye FIR Hum Log kamyabi Se Accha profit Hassan karne mein kamyabi Hasil kar sakte hain
          Removed by Moderator.

          اب آن لائن

          Working...
          X