Is investment effect on profit?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Is investment effect on profit?
    Mera sawal yeah hay kay kia forex trading trading say honay walay profit per koe asar kerti hay ya nahi?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Is investment effect on profit?

    bhai forex trading main jo hum apni trdaing se profit eran karty hain wo hmari trdaing par asar andaz hoti hai q k jub tak hum apni trading main profit eran karty hain tu hum apni strong ability k sath he earning kar skty hain tu hmain chahye k aghr hum apni trading main achi eraning krna chahty hain tu hmain apni trading ko bahtr krna hota hai apni trading ability kos atrong krna hota hai hard work se he hum apni trdaing ka knowedge gain kar skty hain or sath main apni trading main loss hony k factor ko bhi kam kar skty hain tu hmain chahye k hum apni trdaing main boht sara knowledge gain karen or es k liye demo account bhi use karna hmary liye bahtri paida kar skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Is investment effect on profit?

      forex trading main investmnent boht effect karty hain q k hmari invest par he hmari trading depend karti hai q k jub hum trading karty hain tu hmain os main invest ko ahtiyat se krna hota hai q k aghr hum bari invest karen tu hmain loss hony k chances bhi otny he hoty hain risk ka factor bhi hmari invest par he hota hai kam invest se hmara risk bhi kam hota hai jub k big invests e risk bhi bra hota hai tu hmain apni trading ko balnce main rah kar karny k liye small invest ks ath apni trdaing karni chahye jis se aghr hmain loss bhi hota hai tu humara account save rhta hai jub k big invest ks ath loss hony ki soart main account bhi wash ho jta hai jis k bad apni trading ko jari rakhna mumkin nahi hota hai tu risk k sub he factors ko avoide krna he achy trador ki nishani hai
      • #4 Collapse

        Re: Is investment effect on profit?

        Forex trading main investment ka account say honay walay profit per bara sara hota hay. que kay ager business kay baray main bat karen gay to hamen pata chalay ka kay kisi bhi business main ki gai invest us business say honay walay profit kay directly proportional hoti hay. mean kay ager ham kisi karobar main 1000 invest kertay hain to hamara profit kam ho ga bajaye is kay kay ham apnay karobar main 10000 invest karen aur zyada profit earn karen. isi tarah forex main bhi chotay account say kam aur baray account say zayada profit earn hota hay.
        • #5 Collapse

          Re: Is investment effect on profit?

          je investment ka profit pe bilkul asar hota ha q k jitni ziadha ap ki investment ho gi osi hisab se ap lot size select karian to os lehaz se ap ko profit hasil ho ga, is lye ap ko trading bohat hi care k sath karni chaye q k ap ki choti ghalti se ap ko boaht ziadah loss ho skata ha is lye apna lot size ko apany account k according select karian ta k trades ko manage karna asan ho, is lye jitna ziadah profit kamayain gay os se ap k trust ziadah ho ga uar aur profit earn karnay ki koshish karian gy, to ziadah investment se ap ko profit increase ho ga, to jitna bada account ho ga utna ziadah profit ho ga aur thoday capital aur investment se thoda profit earn ho ga is lye jitna ho sakay risk se bachain
          • #6 Collapse

            Re: Is investment effect on profit?

            Je ye lazim hay kay investment profit par asar andaz hoti hay. Investment ka kici bhi business mn main kirdar hota hay aur investment he business ke back bone hoti hay. Agar trader kay pas achi investment hai aur us ka account balance strong hay to wo big lot size kay sath trade open kar sakta hay aur multiple trades bhi open kar sakta hay aur agar us kay pas investment kam ho ge to wo hamesha double minded rahy ga aur loss kay khauf say kabhi bhi khul kar bold tareeqy say trading ni kar saky ga aur na he multiple trades open karny kay liye us ka account us ko ijazat dy ga. Strong ivestment agar ho ge to agar trade loss main bhi jati hain to wo easily recover ho sakti hain. Market ke wapsi ka wait ho sakta hay.
            • #7 Collapse

              Re: Is investment effect on profit?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aminasif570 پيغام ديکھيے
              Mera sawal yeah hay kay kia forex trading trading say honay walay profit per koe asar kerti hay ya nahi?
              Assalamu Alaikum XE Forex trading Jaise critical Business mein investment ka bahut jyada roll hota hai aur wa aapke profit per bhi bahut jyada effect Karti Hai Kyunki Agar Apke Pas Ek Bada capital hoga to aap ki profit Dheere Se Bhi Jyada Ho Gayi aur aap Jyada Adnan bhi kar Sakenge isliye aapko chahiye ki aap ek small capital se a Chalte hue Apne capital ko bada Karen aur trading knowledge experience ko Hasil kar le
              • #8 Collapse

                Re: Is investment effect on profit?

                Nahi investment profit par asar nahi karti ap ki mehnat karti hai agar ap k pas kam balance hai or ap mehnat zeyada karty hai to ap acha profit bana lo gy lekin agar ap k pas balance zeyada hai or ap mehnat kam karty hai to ap ko loss ho jaye ga.
                Is liye mery kheyal sy to mehnat hi matter karti hai invest kam ya zeyada ho sakti hai lekin agar ap mehnat hi na kary to kuch nahi ho sakta ap ko loss hi hoga
                is liye ap apni trading behtar bnany ki koshish kary investment to kai dfa nai b hoti pr agar ap k pas knowledge huwa to ap acha earn kar sakty ho or apni trading sy profit ly sakty ho.
                • #9 Collapse

                  Re: Is investment effect on profit?

                  forex trdaing main trading karny se jo profit milta hai wo apki trading par kafi asar rakhta hai aghr tu tradors achi trdaing karengy tu acha effect parhta hai or aghr achi trdaing nahi karengy tu apk account main maojood balnce khatm hota rhta hai jis k bad ap ki trdaing bhi possible nahi hoti hai es liye aghr tu ap achi trdaing karen gy tu ap apni trdaing main apny account ko bhi strong bnaty hain jo k ap ki best trading k liye zarori hai q k jitna bara apka account hota hai otni he ap achi trading kar skty hain or ap es liye ap k account ko strong hona boht bahtr hai jis main ap apni trdaing ko profiatble bna skty hain es liye apni trading ko profotable bnaen or es business se kafi faida otha skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Is investment effect on profit?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aminasif570 پيغام ديکھيے
                    Mera sawal yeah hay kay kia forex trading trading say honay walay profit per koe asar kerti hay ya nahi?
                    Assalamu Alaikum ji bilkul bhai Hamare investment Mare profit aur Hamare laws donon Par Asar Andaz hoti hai Agar Hum Jyada invest Karte Hain To humare profit ke chances Bhi Jyada hote hain lekin Agar Hum can invest Karenge to hamare profit ke chances bahut kam ho Jate Hain aur loss ke chances bahut jyada ho Jate Hain lekin bhai Hamara profit aur Hamare last Mein sabse Jyada charandas Mari mehnat Hamare mind Hamari planning aur aur Hamara experience Hota Hai agar was experience practice Hogi to office nahi Hamari trade profitable trade Hogi otherwise nahi for example agar aap ko experience aur aapke paas practice hai tu agar aap dot 10 dollars Ji Le Jayenge invest Karenge to aapki trade profitable trade ho sakti hai lekin agar aap ke paas experience aur practice Dono hi nahin hai tu $10,000 bhi aapko loss hi Dilwa Enge Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Is investment effect on profit?

                      Hum Log Faraz market mein itna Jyada Karenge Hum Logo Ko Itna hi diya tha iska fayda Hoga isliye Hum logon ko chahiye ki hum log forex market mein jyada Se Jyada investment Karen Hum Logon Ko iska wider Hoga Aur Hum Log Kafi achha profit Hassan kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Is investment effect on profit?

                        Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main jtni humari investment ho ge hum trading utni he ache kar saken gy humary free margin ziada ho ga or hum ache trading kar saken gy wo bi money management k sath agr humari investment kam ho ge to hum trading bi dar dar k karty han jab hum free mind ho k trading ni karty Han to Ulta humara loss he hota ha is ley humy free mind sy trading karni chae ha or ziada sy ziada investment honi chae ha ta k ap ko ziada sy ziada profit ho saky
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Is investment effect on profit?

                          Sab log investment Karenge itna hi accha profit in ko mil sakta hai jitni Jyada investment Hogi Itna Bada profit Hoga isliye Diya Das Ada Ada investment karne ki koshish Karon Hum Sab Logon Ko Jyada Se Jyada investment Karni chahiye FIR Hum Logon Ko fayda Hoga
                          Removed by Moderator.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X