How to earn constantly in forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to earn constantly in forex?
    Ham forex trading say lagatar earning kaisay ker saktay hain. kia koe trick bata sakta hay laga tar earning kernay ka?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to earn constantly in forex?

    Forex trading say mustaqil kamany ky liye forex main mustaqil rehna parta hay. Forex ky business say hamesha acha profit kamany kay liye sabit qadmi boht zaruri hay aur wo sirf aik he surat main hasil ho sakti hay kay ap ko chahy profit ho ya loss ho ap kabhi forex say dil bardashta na hon aur forex ko choren ni. Ap trading kay sath sath learning process ko bhi jari rakhen aur sath sath ho saky to demo par practice bhi karty hain aur senior trader say to har waqt attach rahen aur un say guidance lety rahen. Boht ziada profit ka lalach hargiz mat kren aur jo mil jay usi par sabar aur shukar karen aur kabhi khuda nakhasta loss bhi ho jaen to preshan na hon aur apni mistakes say sabaq seekh kar dobara achy tareeqy say start kar dain.
    • #3 Collapse

      Re: How to earn constantly in forex?

      forex trading main mustkil eraning possible hai laken es k liye apko boht hard work krna parhta hai jis main sub se pahly tu apko apni nature main greed khatm karna hoga q k jub hum eraning k alalch main parh jaty hain tu hmain es bat pa sirf dehan rhta hai k hum ny apni trdaing se just eran krna hai jub k forex main apko loss bhi hota hai or lazmi hota hai es liye es business main kam karny waly har tador ko sub se pahly tu es ka bhi mind banana chahye k wo loss ko bhi face karen gy or osko positive soch main rakhty howe clera karen os k bad mustakil proft apko tab he milta hai jub ap apni trdang k liye achy analysis ko use karen q k jub ap achy analysis ko use kar k or rsk ko mange kar k trading karengy tu apko loss hony k chances boht kam hongy
      • #4 Collapse

        Re: How to earn constantly in forex?

        Dear aap nay achi baat ki hai kay agar forex mai koi trick mil jaey to mustaqil earning shuru ho jaey.Wesay mairay khayal mai aisi koi trick nahi hogi kiyu kay forex business koi dhaka chupa business to hai nahi .Yaha to sub kuch sub kay saamnay ho raha hota hai.Forex business mai constantly earning ki tricks mai bahtreen learning,excellent training,ideal practise or right time pay market mai trade open or close ker laina hai.

        Ab agar learning,training,knowledge or practise ki baat ki jaey to wo hum her waqt ker rahey hotay hai or her waqt aik trader apnay aap ko improve ker he raha hota hai to ye tricks pehlay sey chal rahi hoti hai.ab right time pay trade open or close kernay kay liye aik trader ko ziada sey ziada time market mai guzaarna hota hai or bohat sabar or patience sey kaam lay kay achay or right time ka intezaar kerna hota hai.Ju he kisi pair pay achi trade laganay ka moqa milay usay aval keray or phir usay aik munasib profit pay close bhi ker lain.Iss kaam kay liye patience ki zaroorat or greed sey bachna laazmi hai.

        Inn tricks ko use ker kay constantly earning ki jaa sakti hai
        • #5 Collapse

          Re: How to earn constantly in forex?

          forex trdaing main mustakil kamany k liye apko mustkil mahnt karna parhti hai q k jub tak hum es ko learn karty rahty hain tab tak hum es ain earn karty rahty hain or jub hum yah soch lety hain k hum ny kuj tricks sikh li hain hum hum osi k according eraning bhi kar engy tu apko kbhi bhi mustkil kamy ka moka nahi milta hai q k forex tading k es business main daily base par koi na koi knowledge add hota rhta hai jis tak pohnchty pohanchty boht waqt lag jata hai es liye es main earning k liye zarori hai k es ko daily base oar learn karty rahen or yah kosish karen k hum ny apni trdaing main kis trha loss ko kam or profit ko zayda se zayda karna hai ayse apka knowledge bhi gain hota rhta hai
          • #6 Collapse

            Re: How to earn constantly in forex?

            forex trdaing main lagatar earning k liye apko lgatar forex ko sikhna bhi parhta hai q k es ka know;edge boht huge hai es liye kuj month main es ki leraning se hmain proper knowledge nahi milta hai es liye pahly sikhna zarori hai or daily base oar koi na koi point es ka sikhty rahen ta k apko trading ka knowledge sath sath milta rhay aik or best oppertunity hmain fiorex deta hai wo hai demo account aghr hum demo account main trading ki practice karen tu hum boht achi trading kar skty hain or es k liye hmain expiernce bhi milta rhta hai or best expiernce ap ki trading k liye bahtr hota hai jo ka pko boht faida bhi deta hai
            • #7 Collapse

              Re: How to earn constantly in forex?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: forum1989 پيغام ديکھيے
              Ham forex trading say lagatar earning kaisay ker saktay hain. kia koe trick bata sakta hay laga tar earning kernay ka?
              Assalamu Alaikum Ji Bhajan waise toh bahut sari tricks Hai Jinke true aap se lagatar earning kar sakte hain lekin bahut jyada Jaroori Hai Jaise ke sabse pahle to aapko bhi posting par focus karna chahie aapko chahiye ki aap Jyada Se Jyada posting Karen Kyunki agar aap Jyada posting Karenge to aap ka bonus Bhi Zyada aayega aur Agar aapka bahut jyada aayega to office liye aap trade bhi acche se nikal Sakenge aur jo bhi aap trade open Karen tho aap Jan Baaton ka bahut jyada Dhyan rakhen Chinmay sabse Pehli Baat Hai analysis trade open karne se pahle aap achche se anaar message karne analysis different types ke hote hain aur aap ko chahiye ki aap sab ke samne analysis Karle dusri bahut Jo Apne Mann Mein rakhne hoti hai wahi hoti hai ki aap Shor Hoon confident Ho Zara si bhi double minded Hona aap ki date ke liye Santa sabit ho sakta hai aur koshish Karenge aap Jab Bhi trader pagari to AAP share ko avoid Karen Kyunki fair Se nuksan Hota Hai aur lalach bilkul Na Kare ISI Tarah aap forex business se lagatar earning kar sakte hain Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: How to earn constantly in forex?

                Agar Hum Logon Ko continuously profit Hasil Karna Hai To fir iske liye Hum logon ko bahut hi jyada hard work karna chahiye Jitna da Hum Log hard work kar sakte hain Itna Zyada Hum logo ko hard work karna chahiye FIR Hum Log continuously bahut hi accha aur bahut hi jyada profit Hustle kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: How to earn constantly in forex?

                  Forex ma mustaqil kamayi k lye hamain darj zail baton pe amal karan lazmi ha tab ja kar forex ma kamyabi milti ha is jasiay
                  == Mustaqil mizaji: forex trading ma asha profit gain karnay k lye hamain mustaqi mizaji ma muzahira karna padta ha tab hi ham aik expert aur professional trader ban saktay hain
                  == Trading strategy ko strictly follow karan chaye jaisay army k rules ko follow kia jata ha is lye k rules ko follow kye bagair ham is ma permament earning ni kar saktay hain aur hamain loss ka smana karna padta ha
                  == money management k hisab se trading karni chaye aur is k hisab se profit aur lot size ko use karna chey
                  == greed se mukamal avoid karna chaye
                  == jaldbazi ma order ni lagana chaye
                  == apni har entry se pehlay se kahin baar sochna chaye
                  • #10 Collapse

                    Re: How to earn constantly in forex?

                    Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main masalsal profit earn karna itna muskal ni ha sirf or sirf ap ko hardworking karni ho is k ley practice karni ho ge us k baad jab ap k pass knowledge aa jay ga or knowledge sy ap k experience main azafa ho ga to ap auto pe Trading seek jany gy AP ko pata ho ga market kase move karti ha or kase reaction karti ha to easily ache trading kar saken gy jab ap ache trading seek jany to ap masalsal profit hasil Karny lagny gy or ziada sy ziada profit earn kar saken gy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: How to earn constantly in forex?

                      Agar Hum Logon Ko Jyada Se Jyada running karni hai to iske liye Hum logo ko hard work karna chahiye FIR Hum Log Kafi Jyada onion kar sakte hain Kyunki earning ke liye hard work Jaroori hota hai aur ISI Waqt Hoti Hai Jab Hum Log hard work Karte Hain
                      Removed by Moderator.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X