Bitcoin trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bitcoin trading
    yahan kon kon say members bitcoin main trading kartay hain mera questions ye hai k kisi ko bitcoin k baray main jo information hain hain us k mutabiq hamaray pass kitna balancen hona chahiye k bitcoin main hum trading ka risk le sakain main ne jahan tak dekha hai to bitcoin ki movement or difference gold se bhi ziada hai ap logo ka kya khayal hai bitcoin trading k liye heavy amount ki zarorat hoti hai ya nai
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwanahmad
    dear to be Honest! mery pas $339 thay. jo main ny Gold and bitcoin main invest kr ky earn kye thy. but on 20-9-2017 gold ki Buy sy sell main itni tezi sy neechy gaya hai hai k, mery account main sirf $40 reh gaey hain aur account mukammal wash hony sy bachny k lye main loss main close kr di hain. aur Gold still neechy jaa rhi hai. so iss sy ap andaaza laga sakti ho. so bitcoin ki nisbat Gold main ek dramatic change aai hai hai.
    Rizwanahmed apki baat sahi hai is week main gold ne waqai bohat taizi se movement ki hai lekin gold main to 60pips ka different hai to bitcoin main kitna diffrence hota hai mujhe ye batain plz
     
    • #3 Collapse

      My dear hum bonus account say ager risky piars main trade karean gy to easa he hoo ga mera account bhe last month gold main he wash hoa hy so now i leave gold our currency ya my favourite oil main trade kerna gold ya bitcoin say better hy ager 1000 plus investment ho to pher gold ya bitcoin py trade kerni chahy
      • #4 Collapse

        App ny acha question kia hy but app ny BTC ka spread i think k check nahe kia hy us main insta k andar spread 2000 hy jo as compare gold 60 hy our silver ka 40 hy to BTC main trading k leay 5 k ka account hona chahy
        • #5 Collapse

          dear jaisy ap ne batya hai k ais k liay hum ko 5k ka account chaye to ye to phir bahot muskil hai kun k her koi to atna bara account ni bana sakta aor ais mai ap spread bahot zayda bata rhay hai atny spread waly pair par kam karna asan ni hai.
          • #6 Collapse

            Dear bitcoin per spread kafi zada hota hai is liay main to aap ko kabhi bhi mashwara nahi dun ga kay apnay chotay say bonus account say bitcoin ki lot purchase karain sirf hard currency per trading best raiti hai
            • #7 Collapse

              Buhat say loog insta par aa kar bitcoin may trafe lagana pasa d karty han is may trade laga kar ak auchy wala trader buhat jaldi he ameer baan skta ha is say kafi information b hasil ho skti ha or is say kaam may bara maza ataa ha is ko samjhana b asaan ha
               
              • #8 Collapse

                Bitcoin aik virtual currency hy..jjis ki fluctuation bhi gold ki trahbkafinteez hy...is main profit or loss ka margin bhi zayada hy...is ki trading ap utnybe peson sy start kr sktybho jitny gold k liye
                • #9 Collapse

                  Bitcoin may agat haam trading kartybhan tu ye hamaen kafi zayda faida day skti ha hamen is k bary may information hasil.karny k lye is k releated taam type k articals ko read karna parta ha k ye kesy hamen profit dah sktinha or kis hisab say day skti ha
                   
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwanahmad
                    dear to be Honest! mery pas $339 thay. jo main ny Gold and bitcoin main invest kr ky earn kye thy. but on 20-9-2017 gold ki Buy sy sell main itni tezi sy neechy gaya hai hai k, mery account main sirf $40 reh gaey hain aur account mukammal wash hony sy bachny k lye main loss main close kr di hain. aur Gold still neechy jaa rhi hai. so iss sy ap andaaza laga sakti ho. so bitcoin ki nisbat Gold main ek dramatic change aai hai hai.
                    ap jab be long term trade karty hain tu apney mind mai yeh setup zaror kar lain k ap ney money management ki howi hai ya nahi. ap apney capital ko mad e nazar rahk k money management karain nahi tu es tarha ap ka account wash be ho sakta hai stop loss ko b zaror use kia karain.
                     
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: misses naveed پيغام ديکھيے
                      yahan kon kon say members bitcoin main trading kartay hain mera questions ye hai k kisi ko bitcoin k baray main jo information hain hain us k mutabiq hamaray pass kitna balancen hona chahiye k bitcoin main hum trading ka risk le sakain main ne jahan tak dekha hai to bitcoin ki movement or difference gold se bhi ziada hai ap logo ka kya khayal hai bitcoin trading k liye heavy amount ki zarorat hoti hai ya nai
                      han bilkul bitcoin trading kay lea ap kay pass kam az kam 500$ honay chayen .. or bahtar yahe rahay ga kay ap bitcoin ko buy main trade karain jab bhi wo retracement pay ho ..
                       
                      • #12 Collapse

                        Dear brother aghr ap bitcoin PR trade krna hai tu apko risk management krna lazmi aana chahiye aghr ap money ko shi tarah stop loss aur take profit use krein tu apko loss nhi ho ga is mein
                        • #13 Collapse

                          Bahi Jan mein yeh nhi kehta bitcoin bahot zaida loss se skti hai bus yeh kaho ga aghr is PR trade krna hai tu pehly is ka experience hasul kro phir hi is PR trading kro
                          • #14 Collapse

                            Yes my dear Forex trader Bitcoin bahut He achi currency hai ok Saturday ko bhi open rehti hai sirf Sunday ko band hoti hai aap Saturday ko bhi trading kar sakte hain sirf ek din chutti Kar gaye aap enjoy kar sakte hain
                            If You Like My post ... Don't Forget to click "Thanks":cool:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X