Ager market conditions ziada uncertain ho tu iss trah kay halalat mai trading nai karna chaiye . experienced traders uncertain market ke time per apny app ko market say door he rakhty hain.
Aur sirf market ko observe karty hain aur jab market ke koi b clear direction milti hai tu phir iss kay baad he trading karty hain. Iss kay muqablay mai new traders bar bar trading karny kay chakar mai loss he kar rahy hoty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим