Lot size ki ahmiat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size ki ahmiat
    Lot size ki ahmiat tb pta chalti ha jb aik trader k pass bht acha experience ho wo market se profit kama sakta ho but us k pass account berha na ho. Q k aik trader ko risk to reward ratio ka bht khayal rakhna perhta ha tu es liye wo choty account pe big risk le sakta usy achy profit k lye achy account size ka hona zruri hota ha es liye traders ko account size berhany k lye shuru din se hi mehnat krni chaye ta k jb wo es level pe pnchy tu us k pass acha account size ho aur wo achi lot utha sakta ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size ki ahmiat

    jbb hmara oss ak acha expereincee hO jata hai airr markett meiin kaam.krtaio howaii hmaiin bhhtt timee ho jataa haii too hmaiiin.iss kee ahmiaat ka andaza hO jata haii tm.hum bare lott lgaa k achaa kaam.kr sktaii hain jldii se jldii hmaraa accnt bara hO jata aurr ...profit acha bna laitayy haii kaam waqt meionnn
    • #3 Collapse

      Re: Lot size ki ahmiat

      Lot size ki ehmeyat traders key ley bahot zeyda hoti hay trades me profit aur loss ka reason hamara lot size selection se hi ho sakta hay agar lot size lagany me kesi kisam ki mistake ho jaye to mery khayal me es ka effect hamary trading account balance par hota hay aur koi be trader jes ko ghalat lot size lagany ki waja se loss howa ho wo bilkul be acha feel nahi kary ga.
      • #4 Collapse

        Re: Lot size ki ahmiat

        G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bilkul he thek kha hai dear mery kheyal me lot size ko kam limit me use karny waly bhot he zeyada faidy me rahty han ek to un ka account wash nhe hota loss bhot kam hota hai or account save rahta hai agr kesi trade me loss ho bhi jata hai to baki ka un ka oitna balance bacha jata hai kah wo or trade open kar saken
        • #5 Collapse

          Re: Lot size ki ahmiat

          Dear apne bilkul sahi kaha hy or me agree krta hun apki bat se kun k lot size bht important hota hy kisi bhe trade me or lot size hamesha bonus k hisab se lgaya jata hy or jitna kam lot size hoga hamara account utna hi safe ho ga kun k agr lote size kam hoga to phr hamen loss bhe kam hi hoga
          • #6 Collapse

            Re: Lot size ki ahmiat

            Lot siz zeada hoga to hamra zeada loss our prodit hoga agr hamri lot soz kam hogi to ham kam profit kry gy agr ham saji kam krna chaty hy to phr apni lot siz ko bhot zeada cuntrol my rakhna choya our is ka zeada isyamala zeada loss krwa sgta hy hamy is liya hamy lot soz ko countrol my rakhna chiya sahi trha sy
            • #7 Collapse

              Re: Lot size ki ahmiat

              agar hum lot size achy say manage kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay humay chahiye keh ziada earning kay lalach main badi lot size ko kabhi bhi use na karen kyun keh es trha humari trading achi nahi hoti esmain nuqsan ka khadsha ziada hota hay humay experience kay mutabiq he risk lena chahiye
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Lot size ki ahmiat

                G bhai ap bhot achi bat kr rahy hen lot size bhot zada important hai trading k doran is liye hmy chaye k km sy km lot size rkh k trading kryn ta keh hmy zada loss na hon is liye thora khayal sy trading krni chaye hmyn or lot size km rkhna chaye
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size ki ahmiat

                  forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasail kar sakty hain hamy is mai lot ko apny experience ky mutabik lagana chahey lot ke forex mai bohat ahmeyat hain hamy isy kabe be ignore nahi karna chahey forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar saky hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size ki ahmiat

                    DEAR FRIEND ham ko chahiy hai kee ham as main hamesha lot size km hi rkhe q k agar ham as main lot szie hamesha km rakhe gee tu ham as main kamyab ho gee q k ham as main ziada oss nahi ho gaa aor ham ko km profit ho gaa tu ham ko us ko kabil kar lena chahiy hai as trha se ham km profit hasil kar kee ham as main bohat acha earning kar sake gee as main se month main
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size ki ahmiat

                      lot ache ho ge to he hum acha munafa kama saky gy lot ke forex mai bohat ahmeyat hain hamy isy kabe be ignore nahi karna chahey agar aik lot pance jy to hamy is ke jaga new lot laga dene chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size ki ahmiat

                        Dear is mein lot size ki buhut ihmiyat hota haion aor ham ko is mein kam tarde open kar ne cheiy ham ko is mein over size k trade open nahi karna chaiye aur is mein ham ko kam taerde hi oepn kar ne cheiy agar ap is mein zyada tarde oepn kar te hain to apkois mein zyada loss ho sakta hain aor ham ko is mei kamybi hasil kar ne ki koshsh karna chaiye to hi ap is mein earn kar sakte hain.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size ki ahmiat

                          G sirb me app k bat se agree kerta ho or app ne sahi kaha he k traders k lei lot size ki ihmit bohot zayada he wo lot size k mutabq loss or profit gain kerta he ager kisi tradee k pass experince zayada hi to use bara lot size lena cahyi weena nhi lena chahyi

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X