forex trading ko seekhna hy to consistency paida kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading ko seekhna hy to consistency paida kren
    dear forum members forex trading aik worldwide aur most profitable online business hy forex trading profession koi easy profession ni ager ap forex trading ko seekhna chahty hn aur forex ko hi aona future bana chahty hn to phir firex learning main consistency paida kren
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading ko seekhna hy to consistency paida kren

    Achi bat hay hamay hmesha consistency learning karni chahiye fail honay ki koi reason he baki nahi rahay gi agar consistent profit chahiy so consistent trading skills ko achay sey acha karnay mei hamari full effort bhi honi chahiye tab hamay bohat he achi success mil sakti hay hamesha best trading karain.
    • #3 Collapse

      Re: forex trading ko seekhna hy to consistency paida kren

      consistency learning karni chyia humay humay effort karni chyia ku kay jab tak hum struggle effort nahi kran gay learning mein tab huma tread b nahi kar skta hein koi b business ho start mein humay learning karni hotu hay then practics asay he instra Forex par hum learning karta hein sath hum damo account par smj len Practic karta hein.
      • #4 Collapse

        Re: forex trading ko seekhna hy to consistency paida kren

        Forex mein agar aap seekhna chahty hain to consisgant hard work karyn. yeh nah ho ky ek din kaam kia pr bhot se din rest kar lia agar aap musalsal mehnag jari nahin rkhyn gy to agly din wo sb bhul jyen gy agr ap ne kam se chuti ki to. ap ko chahye k roz ka kam roz karyn roz practice krhn ta k mehnag ka silah mil sky.
        • #5 Collapse

          Re: forex trading ko seekhna hy to consistency paida kren

          g han bhai apki tb blkl thk ha forex ko skelhna h atu apko is bt ka kyal rkhna hoga kae ap consistancy kae sath kam kro or agr ap forex pr consistancy kae sath kam ni krty ho tu ap forex pr axe trah learing ni kr skty ho or axe trah forex sae kamyabi ni hasil kr skty ho is lyae pako hmesha mhnt sae akm krna cheyae
          • #6 Collapse

            Re: forex trading ko seekhna hy to consistency paida kren

            Ji bikul forex trading ko seekhna to her koi chahta hy magar forex trading ko seekhne k lie apne andar consistency paida krain or lagan k sath forex ko seekhain or forex trading ko apna furure bnain takay app is mukhlisi k sath is ki learning ker sakain or app ko achi earning mil sakay or app mukhlisi knsath apna kaam krain
            • #7 Collapse

              Re: forex trading ko seekhna hy to consistency paida kren

              G bilkul theek Kah rahy hain forex ko agr him seekhna chahty haain to Hume chahye k hum learning aur experience ko seekhny main consistency paida karain na k hum ik dafa learning Kar k chor day is tara hum kamyab nahi ho sakty haain kosish karain k consistency lain apny kaam main.
              • #8 Collapse

                Re: forex trading ko seekhna hy to consistency paida kren

                Forex trading business ki learning hi sab kuch hy kiok agr learning nhi hy tu ap forex trading business ko kar hi nhi saktay aur learning karna zaroori hy forex trading business ko samjh kar sekh kar karain gay tu hi kaamyaab ho saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading ko seekhna hy to consistency paida kren

                  slow and steady wins the race ,english ki kahawat hy jis ka matlab hay aahista lagay raho or mustaqil mazaji say kaam karty rehnay say kaamyabi zaroor milti hay jin logon mn mustaqil mizaagi jesi aadat hay woh log pursakoon rehty hen ic liye aap kaam thora karen lekin rozana karen uc jessa koi kaam nahin hay . forex trading mn jo thora karta hay lekin daily karta hay woh kaamyab hota hay ic mn kaamyabi ka yeh wahid formula hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading ko seekhna hy to consistency paida kren

                    forex ko sihk kar he is mai kam kiya ja sakta hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik bohat bara business hain yai pakistan mai legal ban cuka hain
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading ko seekhna hy to consistency paida kren

                      yws brother AP ney boht achi bat kahi hai forex main success hona hai tu app ko is main regular triky say kam karna ho ga ager ap iss main regular triky say kam nahi karain gy tu ap kabhi bhe iss main success nahi ho sakin gay forex main ager ap chor kar kuch din bad kam karain gy tu ap ko newbei trader ki taarah samjh ayygee is market main ap ko phir say new chezain samjhna hongee ess leay forex main touch rehna zrori hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading ko seekhna hy to consistency paida kren

                        Yes dear kisi bji business man ki apny business ki terf jo approach hoti hy woh bahut matter kerti hy. Sekhy baghair to kuch mumkin nhen. Jb tek trading ki history, isky working pattern ki samjh nhen a jati utny tek forex main investment risk per hoti hy. Yeh aik lamba safer hy isko sekhny main himat aor aik na khtem hony wali motivation chaey hoti hy. Consistancy se hi yeh possible hy.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading ko seekhna hy to consistency paida kren

                          Dear member aapne bilkul sahi Baat kahi hai agar mein Pakistan Forex Mein Kamyab hona hai tu hamesha hi ke Ham pahle market ko achi Tarah Se Na Lage Karen aur apne experience and knowledge kodaly basic par update Karte Rahe Ta bhi Hamesha main kamyabi well sakti hai aur hum accha profit bhi Kama sakte hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X