Do you put sel lorder and how this works?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Do you put sel lorder and how this works?
    hi,i have recently known that sellorders are there and when price go down we get profit.i wanna ask one thing about it that how we place selloder without buying first?please explain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    agar aapnay loss say bachna hay tu phr aap ko chahiyah kay aap koshish kaian kay yah option use kaian kyun kay jis say loss honay say bacha ja sakta hay.
    • #3 Collapse

      Assalam-O-Alaikum forex trading ki market ki yahi to khoobi hay bhai gee kay ap is ko pahley sell be kar saktey hen aur ye bil kul aisey he hay kay ap kisi be cheez ka pahley kisi say rate tay kar latey hen aur bad me bazar say us rate say km rate me kisi aur say khareed kar apni deal pori kar latey hen yehi system forex trading me be chalta hay kay hum kisi be trade ko high rate per sell kartey hen aur low rate par hum ko profit hota hay.
      • #4 Collapse

        gee haan bhai hmein jb pta chl jae keh market ke price down ke trf ja rhe he to hmein apne trading mein sell order lagana hote hein aur hmein apne trading mein us time buy nhe krna he aur apne trading market ke sath chlna hota he
        • #5 Collapse

          aap ko demo account mt4 per open karna chahiye us se he aap ko trading me knowledge achi tarha se mil sake gi sab se pehle aap demo account open karen chart per right click kar ke one click trading select karen wahan se aap sell ya buy ke order ko dekh kar kaam kar sakte hain .
          • #6 Collapse

            g bhai forex trading mien ap sell stop ke order bhi laga sakte hian lekin uske liye bhi apko is mien market ka analysis theek se karna hoga tb hi ap kamiyab honge apni trading mien.
            • #7 Collapse

              Jab bhi aap ney order lagana hota hy pehlay market ko analyse kia jata hy aur is key trend ko samjha jata hy. Is kye bad aap buying ya selling ka order lagatey hain. Sometimes market reverse ho jati hy aur aap ka order loss main jana shuroo ho jata hy. Aisi situation main aap ney stop loss ya take profit zaroor use krna hy.
              • #8 Collapse

                Ap es market mai sell ya buy ka order bhe laga sakty hai. Likan ya sub ap ki planning par depend krta hai. Ap es market mai stop loss au take profit ko bhe use kr sakty ho. Ap ki planning achi ho tkbap earning hasil kr saky.
                • #9 Collapse

                  Gee mery bhai ap ko sell order ya buy order lagan hai tou ap chart par support aur resistance ki line ko draw kray. Aur phr trend ko follow krtay Jo market mai order ko open ya close kr sakty ho.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    humain is main agr kam karnahay to humain learning kar kay achy sya kam karna ho ga humain is main khudi kam karna ho ga jis say humaina chi earning hasil ho sakti hay loss km ho ga
                    "The mind is everything, What you think you become"

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X