Informative aur quality wali posts per thanks kerna chahyea

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Informative aur quality wali posts per thanks kerna chahyea
    Aise posts jis mein forex ki koi bhi information di gae ho aur jis ki quality bhi achi ho jo forex forum rules kay mutabiq ho aise posts per thanks zaroor kerain chahyea woh aap kay dost nay ki ho ya jis ko aap jantay bhi na hoon uss nay ki ho yeh forum kay rules mein bhi hai aur post kernay walay kay lye appreciation bhi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Informative aur quality wali posts per thanks kerna chahyea

    dear brother ap na bilkul theak kaha ha k informative thread aur post pa thanks zroor krna chayay aksr new traders ko dekha ha k woh dosron ki post pa thanks bahot km krtay hn meray khial mn yeh ghalt bat ha hr achhi thread aur post pa thanks zroor krna chayay ta k achha kam krnay walay ki hausla afzai ho skay
    • #3 Collapse

      Re: Informative aur quality wali posts per thanks kerna chahyea

      G dear sir ap ki bat bilkul shi hai jo post ap ko info wali lagaye aur achi lagaye tu ap ko thanks zaroor karna chaye kiyu threat atni muskil se soch samjh kay banya jata hai aur ager us pay bhi thanks na ain tu threat karnaye ka kiya faida hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Informative aur quality wali posts per thanks kerna chahyea

        G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me agr ham aesy member ki post ya thread pe thanks karty han to ek tarha sy un ki hosla afzai ho jati hai 2nd hamary bhi knowledge me ezafa ho jata hai so hamen aesy member ki post pe lazmi thanks karna chahye
        • #5 Collapse

          Re: Informative aur quality wali posts per thanks kerna chahyea

          G han brother ap thek kah rahay hain, agar pak forum par koi member achi quality ki aur informative post ya thread karta hay to hamain usay thanks zarur karna chaheay q kah yah pak forum ka rule hay kah achi posts ko thanks dena chaheay aur es say post karnay wali ki bi hosla afzai hogi aur woh aur zayada knowledge share karnay ki koshish karay ga.
          • #6 Collapse

            Re: Informative aur quality wali posts per thanks kerna chahyea

            g hun janab gaar ap logh si maain esi poost paar hi poost karyn gy to mera kahyal hy kah tabhi hum logun ko is main acha bonmsu hasil hoo ksat hy si maain hum ko jo bhi achi qulaty ki poost milti hy hum logun ko us maain hi post karni cahye takh kisi or ko bhi is ke bare maain malumat hoo skawe jis se un ko bhi acha bonsu haisl hoio mere hsiab se to ye buaht hiz ydsa bset hy
            • #7 Collapse

              Re: Informative aur quality wali posts per thanks kerna chahyea

              hamy is main achi or alla qualities ki posts reply karni chahey pher hi ham success gain kar sakty hain or acha profit hasil kar ky apni life sy gu8rbat ko kathem kar sakty hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain yai kabe band na hony wala business hain yai aik asa business hain jis main hamara koi be boss nahi hota yai aik best business hain
              • #8 Collapse

                Re: Informative aur quality wali posts per thanks kerna chahyea

                Salaam Alaikum ji friend Forex Mein acchi quality wali post par thanks karna chahie Jinse Hamen information mile Hamen knowledge hansl ho Aisi post ko thanks Dena chahie forex business bahut Achcha business hai ismein mehnat Jyada Se Jyada Karenge To Hamen fayda hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Informative aur quality wali posts per thanks kerna chahyea

                  market main posts achi ho gi tab hi hum acha bonus hsail kar skaty hain aur thnks tabi hasil kar skaty hain so hamain is k bary main learning karni ho gi aur quilty achi ho gi tab hi hum acha bonus hasil kar skaty hain aur hamain is forum main pahly learning karni ho gi tab hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main bi trade karien gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Informative aur quality wali posts per thanks kerna chahyea

                    information achi ho gi tab hi hum achi trade kar k hi hum run karien gay aur hamain acha trader banany say pahhly is k baryy main bi planing karni ho gi aur posts jitni achi ho gi tab hi hum acha bonus hasil kar skaty hain aur hamain markt main bi quilty wali posts karni ho gi tab hi hum acha bonus hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main bi earn ho saky gi
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Informative aur quality wali posts per thanks kerna chahyea

                      Asslamoalaikum G han bilkul Forex forum business men Jo log mahnat sy Kam Kar rhy Hain aur wo achi post krny ki koshes krty Hain Jin ki post myari aur informative hoti hy hmen un par thanks zror krna chahye.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X