Trading mein Confidence Sirf Learning aur Experiance se

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein Confidence Sirf Learning aur Experiance se
    Dear members , jitni mehnat aur lagan se ham forex ko seekhty aur us mein tajruba hasil karte jate hain wese hi hamara confidence badhta jata ha, ham zyada asaani se market ki movement ko samjne lagte hain aur kisi b trade ko open karte waqat hamain koi preshani nahi mehsoos hoti, aap ka kya kehna ha ???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein Confidence Sirf Learning aur Experiance se

    G Dear apne sahi kaha hai forex main hamen tab kamyabi milti hai jab ham mehnat karte hain aur achi practis kar k acha experience gain karte hain is lye newbies ko chahiye k shoro main wo pehle earning se zyada learning pe focus karen unki learning jitni achi hogi wo utna he acha earn kar painge
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein Confidence Sirf Learning aur Experiance se

      Dear brother forex trading men ap jitni mehnat karo lekin agar achi learning aur experience nhi hey tu iss mehnat ka koi faida nhi aur forex trading tu hey hi aik risky business aur risk sirf woh hi leta hey jiss men self confidence ho aur banday men confidence uss waqt aata hey jab banday k pass achi learning aur experience ho phir woh risk lenay se bhi nhi darta aur trading men kamyabi yakeeni hoti hey
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein Confidence Sirf Learning aur Experiance se

        Assalamualykum dear friends. Or sir jesa ap nay kaha he main ap ki bat sy muttafiq hn q keh koi bhi kam jis me ap mehnat sy work karry rehty hen ot us me ahista ahista agy barhty hen to ap me ek confidence buipd up hota he or ap khud ba khud or lagan ky sath kam karny lagty hen same forex bhi ek esa business he jis me me ap mehnat or lagan ky sathehnat kary gy to confidence aa jata he
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein Confidence Sirf Learning aur Experiance se

          Tarding my confidanace hanra kenring iyr hamari earning sy hi gota hy oyr ham achi lerning iur acha profit kam sgty hy agr ham sahi kam krty hy agr ham savi kam na kry to phr ham sahi mhant k sath ham agy nai ja sgty hy mhnat k sath hamy agy jana chiya iyr confidanace bna chiya hamy apna
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein Confidence Sirf Learning aur Experiance se

            G dear ap ki bat bilkul theak hai thora he arsa forex pay kam karnaye kay bad hain kafi expirence ho jata hai kay market ki moment aj kiya ho gaye aur es se ap kay confidence mai bhi izafa hota aur ap achi learning kar saktaye hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein Confidence Sirf Learning aur Experiance se

              hamy ache learning hasial kar ky confidence mai kam karna chahey pher he hum ache earning haisal kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakisan mai be legal business ban cuka hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein Confidence Sirf Learning aur Experiance se

                forex mai hamy acha knowledge hasial karna zarore hota hain or hamy confidence ky sat amount invest kar ky forex mai kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik world wide business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain is mai hamara koi boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein Confidence Sirf Learning aur Experiance se

                  forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy confidence ky sat kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein Confidence Sirf Learning aur Experiance se

                    hamy acha experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein Confidence Sirf Learning aur Experiance se

                      forex mai hamy confidence ky sat kam karna chahey pher he hum kam kar ky acha bonus earn kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein Confidence Sirf Learning aur Experiance se

                        G han forex main hmaien confidence hmaien achy experience aur achy knowledge say milta hau agar hmara knowledge aur experience zyada ho ga tobhi hmara confidence bhi increase ho ga aur hm forex main achi earning kar sakien gay is liyay agar apny confidence ko increase karna hai to pehle apny knowledge aur experience ko improve karain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein Confidence Sirf Learning aur Experiance se

                          ji haan bhai jaan aap main bilkul theek Kaha Forex may experience confidence aur knowledge experience se isme mehnat karna chahiye aur is Main Jaldi experience ho jana chahiye tha kya main Kisi Ki help nahi Maang na chahi please thanks for on my reply my request
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mein Confidence Sirf Learning aur Experiance se

                            ji haan Aap Ki Baat thik hai trading Mein Hamein confidence mostly tab Aata Hai Jab Hum mistake Nahin karte hain aur Hamare Paas experience hota hai ki hum Apne mistake ko control kar Saken aapko chahiye ke aap profit Hasil karne ke liye zyada Se zyada knowledge or experience Hasil Kare Jab aapke paas knowledge or experience hoga to aap confidence ke sath deeply analysis Karke Bina mistake ke trading Karenge aur aapko mostly profit milega jisse aap ki trading confidence Hogi na k tension ya phir fear se

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X