Loss in Trading? Keep Your Plan & Learn At Your Mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Jb b Hamay loss hu jaata ha. Hamay over confidence nai huna chaheay. aur Hamesha mistakes to control karna chaheay. Mistakes to control karna hamay aik professional trader bana sakta ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      q ke forex ke busienss me hame profit and loss dono hoty hen or hame loss ke dar se trading chor nahi deni chahye balky hame is se kch na kch learn krna chahye or aik new level se trade krni chahye ta ke wo loss ko recover krna chahye
      • #18 Collapse

        yes forex me hm tradding karte he r hme ise bht sahulat hoti he r hm forex tradding planning se karte he r forex me learning b karte he r hmari mistake se hm bht kuch sikhte b he.
        • #19 Collapse

          g haan bhai agr trading mein loss ho raha ho tau hamain apni mistakes se sabak haasil karna chahiye aur future mein apni mistakes ko repeat na karna hi real learning hoti hae aur loss se ghabrana nahi chahiye bul k learning and planning kar k trading mein rehna chahiye.
          • #20 Collapse

            trading ma loss hota ha or aksar agar aap na note kia ho tou loss hamari apni mistake ki waja sa hota ha a cha b hota hy q k jb loss hota hy to kuch seekhny ko b milta hy
            • #21 Collapse

              i totally agree with you forex me loss hone se khud pe aitmad krna na choren blky apni us glti ko dekhen js se apko ye loss hua aur us glti se sikhen aur dobara esi glti krne se avoid kren ta'k apko dobara loss na uthana apry
              • #22 Collapse

                brother yahn par learning bohat zarori hai. agr apko yahn sy achi earning karni hai to apko mistakes ne karni chaye hai but aik acha trader wohi hai jo apni mistakes sy seekhta hai r again wo mistake ne karta hai
                • #23 Collapse

                  yar agar hame forex main loss ho jat ahi to hame himmat nahi harni chahie or hame is main mukammal learning karni chahie or apne loss se bhi learning kar ke faeda uthana chahie
                  • #24 Collapse

                    Trader true is that they do not lose your mind and do not fret over the loss of trading them for too long and take the message in all of these things into something right. They usually learn the mistakes they made along with the prevailing market conditions at the time the loss occurs
                    • #25 Collapse

                      agar aap chahte h0 ke aap ko loss kam or profit ziada ho to aap ko chahye ke aap ko market ke bare ma ba khabar or ziada se ziada knolege rakhnaq zaroori ha
                      • #26 Collapse

                        Loss any traders ko hota hay lakin kisi ko zyada loss hota hay or kisi ko kam,humay apne mistakes say seena chahie or dobara usko dohrana nahi chahie,apne experience ko barao or trading ki life may door chalay jao.
                        • #27 Collapse

                          forex trading may loss to hp jata hey ap kki miostake ki wajjah say laiken ap ko chaheye kah jab ap ko loss ho ap koi na koi planning kar lea karen or apni jin mistake say ap ko lsos hua hey us say kuch na kuch seekhen or koshes kia karen kah ap ko ye galti dobara na karni pare
                          • #28 Collapse

                            forex may loss to hota he hai lakin agar ap market ki study kiye baghair trading kerty hain to us may ap ko hamaisha nuksan he hota hai sub say behtar hai k ap apne loss say seekhay aur next time strategy banaye k ap save end per hn market baysahk jitna marzi move ker lay ye usi soorat may hoga jub ap daily news perhay gay
                            • #29 Collapse

                              bilkul dost ap ne bat sahe kahin hai business ma profit or loss sath sath chlty hai trading k lie sab se zarori us k about knowledge hai us ki learning hai phr hi ap achi trading kar skty hai loss se bachny k lie planning ka buhat important role hai trading ma
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                It is true that profit and loss are the main parts of business but the main thing that we should not take it at our luck. But we should learn from our mistakes and we should improve our trading with good planning. Because Forex trading is long term planning and it takes time to become perfect in trading. .
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X