basics for a trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    basics for a trader
    aik trader ko ye tamam baatun ka pata huna chahye jese k trade fill kese kia jata hai iskki lot size kia hoti hai is main pairs kisy kehty hain aur pips kia hoti hain is k baad stop loss aur take profit kia hoti hain in tamam baatun ka apko ilm huna chahye
    Last edited by ; 20-04-2019, 06:24 AM.
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: basics for a trader

    G han dear me apki bat sy itfa qkarta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear me samjhta hon ye sab hamry lye forex me basic hai or ye basic har trader ko ana chahye agr basic he nhe aen gi to mery khyeal me wo trading he nhe kar sakty han lehaza hamen in sab ko lazmi learning karna chahye
    • #3 Collapse

      Re: basics for a trader

      Ji bilkul teek kha aap ne 200 % kyu k basic nahi pata hoga toh loss he samjo .kia krna hey, kese krna Hey, aur kaha krna hey .basic nahi pata ho ga toh samjo 0 ho aap
      • #4 Collapse

        Re: basics for a trader

        G han dear ap nay thek kaha hay, jab koi trader trading join karnay lagta hay to usay forex ka basics ka zarur pata hona chaheay tabi ja woh trading start kar sakay aur demo account par trading ki practice start kar sakay ga but agar us k pas basic knowledge hi nai hoga to trading start karnay k kabel bi nai hoga.
        • #5 Collapse

          Re: basics for a trader

          g han dear aisa he hai ek trader k liye ye zroori hota hai k forex ko join krny se pehle us k bare men har cheez ko ache tarha se learn kre jaise k candles ki movement aur candle sticks hoti kia hai is k sath sath indicators ko study kre stop loss aur take profit kia hoty hain aur forex trading men kyun zroori hain agar wo ye sab learn kr ly to wo ek kamyab trader bn sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: basics for a trader

            Agar ham ko boss forex mien aik acha tajir ban na h tu ham ko as ki bunyadi cheezo ko dakhna ho ga agar ham un per amal ker lete hien tu kamaee ker sakte hien as lyee mien forex mien as ki bunyadi cheezo ko dekhan chahta hun aur mien in per amal kerna chahta hun as lyee hamain as mien aik acha tajir ban ker kaam kerna hota h.
            • #7 Collapse

              Re: basics for a trader

              G Han bilkul theek kaha ha ap ne ek trader ko kamyab hone k liye forex ki basics ka must Pata hona chaheye kyun KY yehe basics apki practice men bi help krti hain aur is k sath sath ap ko kamyab bnane men bi in ka bohat ziada kirdar hota Hai is liye ek trader ko pta hona chaheye k stop loss aur take profit Kia hain in ka forex men Kia role Hai is k sath sath markeet ko analyze krny ka pta hona zroori Hai is k bgher kamyabi mumkin ni Hai is k ilawa indicators ko study krna bi Ana chaheye kyun KY kabi kabi indicators bi acha signal dy jaty hain.
              • #8 Collapse

                Re: basics for a trader

                Hi g trade ki basic main ye hai k ap pehly is main invest karen ye ap ki marzi hai k ap invest jo krna chahty hein wo bonus invest hai ya khud sy ao.i amount k through invest hai ager ap bonus k thriugh invest krna chahti hein to oher ap ko chahiye k ap company sy bonus len per is k leye ap ko sb sy oehly bonus account banana pary ga us main ap posti.g karen gen pura mahina pher company ap ko ap ki posting k mutabiq bonus de gi jis ki base py ap ye business kr sakein gi
                • #9 Collapse

                  Re: basics for a trader

                  ya tu apne boaht hi basics ki bat kar di hai ke pips kya hai trade kaise karni hai stop loss take profit kaise lagana hai waise new trader ke liye ya sub b bohat ahm hai pip ka tu pata chal hi jata hai basics j cheez hai wo stop loss kaise lagana hai or take profit kaise lagana hai ya seekhnaho ga ke ya dono kam kaise kiye jate hai forex trading me.
                  • #10 Collapse

                    Re: basics for a trader

                    G han jo forex ko join karty hai ounnh sub sy phly basicc seehkna chiyee agr investment karni hai to kaisy ki jaiyy oir agr bouns hasl karna hai to kaisy hasl kia jaiyy bouns hasl karny kyy forum par pora month posting karni parti hai our insta forex account ky sat attach ho kar ap ky account skril account main bouns aya hai jb trading karty hai to pata hona chiyee stop loss take profit indicators ka istaml etc kaisyy kartyu hain..
                    • #11 Collapse

                      Re: basics for a trader

                      G han expensive me apki bat sy itfa qkarta hon apny bhot achi bat shear ki hai expensive me samjhta hon ye sab hamry lye forex me basic hai or ye simple har trader ko ana chahye agr basic he nhe aen gi to mery khyeal me wo buying and selling he nhe kar sakty han lehaza hamen in sab ko lazmi learning karna chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: basics for a trader

                        G hain bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hain forex mein humko is mein ihtiyat se kam karna chahye aur fortex hi best hain jis mein ap earning kar skate hain aur aik trader ko sab abto ka ilm hona chahye aur apko is mein pata hona chahye k ap is mein earn kar skate hain aur forex hi best hain jis mein ap earn kars akte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: basics for a trader

                          forex ke basics ke learning karna har aik traders kay liye lazmi hota hai forex basics say murad forex ke bunyadi malomat hai . traders kay pas jab forex ke basic ya bunyadi malomat majood hon ge tu phir he traders forex trading ke learning ko behtar karny ke liye advance level ke learning kar sakin gaay.
                          • #14 Collapse

                            Re: basics for a trader

                            yes sir agar hum forex mien kam kerty hien tu as mien aa ker hamain tamam bato ka pata hon azarori hai agar hum forex mien aa ker tamam bato per amalna kerty hien tu hum theek say earning bee na ker sakty hie as lye hamain forex mien aa ker as k tamam bato per amal kerna hota hai or hamain as mien aa ker earning kerna hota hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: basics for a trader

                              As-Salaam-Alaikum dear friend Aap Ki Baat bilkul theek hai Jab Koi tried Forex trading co join karta hai hai to usko sabse pahle basics par tawajjo deni chahiye Apne knowledge par tawajjo deni chahiye iska knowledge aur experience ko Sikar trading ka kaam karega bahut zyada kamyabi milegi aur Agar Bass ke bagair kaam start Karega kuch bhi Haasil Nahin hoga Is Tarah wo nakam Hota rahega isliye Ye join karne se pahle knowledge experience aur hardworking bahut zaroori hai Phir hi Hamari acchi basicsHogi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X