Jis ky mind me aim hoga kamyabi ka wo nahi ghabraye ga kisi situation mein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jis ky mind me aim hoga kamyabi ka wo nahi ghabraye ga kisi situation mein
    Dear members! Jin logon ka mindset bana hua hoa hy kh jnho ne forex mein. kam kar kh kamyabi hasil karnj hh or Professional Trader banna hy wo log mehnat karny se nahi ghabrayen gy. Or agar unhein kisi loss ka samna karna parh to wo us surat mein apni himat nhi harhn gy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jis ky mind me aim hoga kamyabi ka wo nahi ghabraye ga kisi situation mein

    Ji bilku , forex ko join karne har trader apna aik maqsad le kar aata ha wo forex se acha earn kare ga, aik kamyaab trader bane ga , lakin dunia ke baqi businesses ki tarah forex mein b kamyaabi itni asaani se nahi milti , bharpoor mehnat aur dill laga kar kaam karne se hi kamyaabi milti ha , ismein jo loss ke dar se ya baqi mushkilaat ko daikh kar ghbara jaye wo kabhi kamyaab nahi ho sakta, isi liye kisi b factor se darne ki bejaye agar ham lagataar mehnat karte rahain to aik din ham us manzil tak zaroor poahnch jain gy jiska khwab daikh kar ham ne forex ko join kya ha.
    • #3 Collapse

      Re: Jis ky mind me aim hoga kamyabi ka wo nahi ghabraye ga kisi situation mein

      g bilkul sahi kah rahy haain jis k mind main aim hoga kam karny k jazba hoga acha trader banna chahta hoga wo her haal main mehnat kaarin ga zada se zada time learning main lagye ga taa k kamaybhi hasil ho aur wo koi b risk leny se nahi dary ga wo apny andar se her ksim k dar khof ko hatm karay ga aur wohi kamayb b hoga aur acha profit b earn kary ga.
      • #4 Collapse

        Re: Jis ky mind me aim hoga kamyabi ka wo nahi ghabraye ga kisi situation mein

        Boss jab ham aik bar than lete hien k ham ny forex mien kayab hona h tu ham ko kamyab hone sy kio b na rok sakta h as lyee mien ny apne zehan mien soch lya h k mien a mien zaror kamyab hun as lyee mien din rat forex mien mehnat kert hun aur mien janta hun k aik bar mujh ko as ka phall zaror mile gaa aur mien kaamaee zaror karo ga.
        • #5 Collapse

          Re: Jis ky mind me aim hoga kamyabi ka wo nahi ghabraye ga kisi situation mein

          yes ,dear hamaray kaam hamari life ka ik maksad hay k ham nay karna kia hay ham is dunya main aye kis k liye aur kia karnay hain agar ham kahin jaa rahay hain aur hamain yeh nai pata k ham nay jana kis rastay say hay to maira khayal hay k ham kabhi bhi apni manzil tak nai pouch sakingay same isi tarha forex markeet ka busness hay k hamaray pass iska propper knowledge nai hay hamain pata nai hay k markeet ka trend kab start hota hay kab iski end hogi aur kab hone chaye etc to ham is main kaisay koi bharosay wali entery laingay kaisay ham is main say profit earn karaingay.
          • #6 Collapse

            Re: Jis ky mind me aim hoga kamyabi ka wo nahi ghabraye ga kisi situation mein

            Jis kinmhant sahibzeada hotinhy who kamayab bhui zeada hoat hy jis kinmhant pr sahi dyjan dian dia jata hy trading k kam my hamy mhant k sath sath agy barhna chiua hamy choyanham trading k kam mjy sahibmhant jry ourbham agy ajye sahiantrha syagr ham mhant jainkrybgy tonham sahi kamyab nai hongy
            • #7 Collapse

              Re: Jis ky mind me aim hoga kamyabi ka wo nahi ghabraye ga kisi situation mein

              Ji bilkuk forex trading ho ya koi bhi business ho us main kamyaabhi tabhi hy kab hum apna aim ya goal set ker k kaam kertay hain kiun k jab hamaray mind main aim ho ga to hi hum kamyaabhi k lie usi hisaab se mehnat krain gay is lie apna aim set ker k usay achieve krain
              • #8 Collapse

                Re: Jis ky mind me aim hoga kamyabi ka wo nahi ghabraye ga kisi situation mein

                G bilkul aap ny sahi kaha ha. forex aik international markeet ha or is py trading krny k ley hum ko knowledge or experience ki boht zayda zaroorat ha. forex aik business ha or business main admi ko profit or loss dono ka samna karna parta ha agr aap ko kabi loss ho b jay to ap ko tenshan leny ki bilkul b zaroorat nahi ha balky aap ko forex sekhny ka zayda shoq peyda hona chaey or aik waqat aay ga ap apny aim ko pora kar sako gy or successful trader ban jao gy.
                • #9 Collapse

                  Re: Jis ky mind me aim hoga kamyabi ka wo nahi ghabraye ga kisi situation mein

                  aim wala he kamyab hoga forex ko join karne har trader apna aik maqsad le kar aata ha wo forex se acha earn kare ga, aik kamyaab trader bane ga , lakin dunia ke baqi businesses ki tarah forex mein b kamyaabi itni asaani se nahi milti
                  • #10 Collapse

                    Re: Jis ky mind me aim hoga kamyabi ka wo nahi ghabraye ga kisi situation mein

                    Forex market main goals ya aims ka hona bohat he zarori hai ,agar ham bina aim k trading start kar daingay tu phr ham forex main kisi kisam ka gain bhe nahe kar sakein gay,dear fellow hamein apni manzil ka pata hona bohat he zarori hota hai tab he ham kisi rastay ko chuntay hain or safar teh karnay ki try kartay hain,without target we cant acheive anything
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Jis ky mind me aim hoga kamyabi ka wo nahi ghabraye ga kisi situation mein

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: alianas پيغام ديکھيے
                      Dear members! Jin logon ka mindset bana hua hoa hy kh jnho ne forex mein. kam kar kh kamyabi hasil karnj hh or Professional Trader banna hy wo log mehnat karny se nahi ghabrayen gy. Or agar unhein kisi loss ka samna karna parh to wo us surat mein apni himat nhi harhn gy.
                      Assalamualaikum Ji Bhai bilkul sahi baat hai agar aap apna Ek Taki chat kar lete hain aur usse target ki taraf Chalte Rehte Hain To aap kabhi bhi na Kam Nahin Honge Kamyab is Jarur Ek na Ek Din Aap Ke Paas chal kar Aayegi
                      • #12 Collapse

                        Re: Jis ky mind me aim hoga kamyabi ka wo nahi ghabraye ga kisi situation mein

                        forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum agar is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex mai usa or china jasy bary bary mumalik involve hain yai pury pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai apne marze sy time table bana kar be kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jis ky mind me aim hoga kamyabi ka wo nahi ghabraye ga kisi situation mein

                          Ap ki baat theak hai k forex market mai aim ki kamyabi key lye ak trader ko zada mehnat ki zaroorat hai. Aur forex market mai zada mehnat krney sey ak trader market mai kamyabiu hasil kr sakta hai. Ajur es ki earning bhe zada ho gy.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jis ky mind me aim hoga kamyabi ka wo nahi ghabraye ga kisi situation mein

                            dear fellow aim hona kafi nahe hai aham ye hai k hamari trading skill kitni strong hai ,agar ham achi trade kar saktay hai tu phr he ham apna aim hasil kar sakein gay but agar hamein trade karna ata he nahe hai tu phr aise aim ka kiya faida es liye ye bohat aham hai k ap itna learn karo k achi trade kar sako
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jis ky mind me aim hoga kamyabi ka wo nahi ghabraye ga kisi situation mein

                              Aim hona ayk uned hiti hy our hammy kisi hi kam my umed hoti hy to ham acha ka.a sgty hyy our ham sahi kam kr sgty hy agr ham uned k sath ham kam kry gy to ham huot zeada sahi kam kr paye gy our ham achi trah sy mhabt kr kr k ham kamyab bhi ho jaye gy agr ham mhant krty rahy gy to hamhy bhit zeada faida hoga mhant k ahamy faida zeada hota hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X