Why people feel forex a difficult business and quit it??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Dear kyun k un ko koi acha guide karny wala nahi hotaa haa.. or wo bagair knowledge k is business ko start karny lag jaty ha jis ki wajah se unko loss hota ha or mushkil lagta ha ye business
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      g bhai mere khayal main to ye koi difficult business nahi hai ap theek keh rahe ho ke jab forex ke bare main internet per tamam malomat mojod hai hai or her broker site apko demo account deti hai trading sekhne ke liye to phir isko karne main kya mushkil hai
      • #33 Collapse

        People think that Forex frequently difficult because they do not have a successful trading strategy and can not be trained and learn well in this market and I think that the forex market is much easier than this as they think
        • #34 Collapse

          koi be kaam bgair mehnat ke nahi hota or log mahnat nahi karte isi waja se forex ko msushkil samjte hen kiu ke har kaam ko karne ka ak treeka hota he tab ham ko success milti he is lie ham jab tak learn nahi karte or achi trah forex ko samaj nahi late hamko mushkil hi rahae gi is lie leanring per zor den or practice karen phir forex easy ho gi
          • #35 Collapse

            dear forex mai ap ko chahiye k ap acha kam karo ta k ap ko boht acha faida ho aur jab ap es mai acha kam karo gy tu ap ko acha faida ho ga es liye ap ko chahiye k ap acha kam karo gy tu ap ko es mai acha kam krna chahiye,,,
            • #36 Collapse

              WO Jo lazy hoty hen WO trading nhi kar sakty qk is me active hona zarori hey forex need hard work and knowledge or Jo isy chor jaty hen WO is kam ko nhi karna chahty because WO hard worker nhi hoty or jb tak ap hard work nhi karty achy trader nhi ban sakty
              • #37 Collapse

                As all the information about the forex trading is available on the internet and demo account is also provided by the brokers then Popel are first time diffcult and then easy.
                • #38 Collapse

                  ji haan dear aapnay bhut achi baat ki hai forex mai bhut saray log bhut jaldi quit kar jatay hain ku kay wo forex kay bussniss ko nahi samjh patay hain and na ahi learning kar patay hain tabhi wo is bussniss ko chor ker chalay jatay hain q kay onko mushkil lagtaa hai yai kam........................................
                  • #39 Collapse

                    dear forex aek risky buisness he hai lekin humen is buisness mein kam karne k liye ek achay knowledge aur experience ki zarort hoti ha aur jab hamare pass ek acha knowledge hoga aur ham skills ko use keren gay to phir ham aek achi trading ker saken gay
                    • #40 Collapse

                      mary kahyal sy jo log es ko quit kar dyty ha es ki main reason ya hoti ha k wo hard work ni kar skty ha or without hard work wo es ko learn ni kar skty ha or na he es ko samaj skty ha jis ki waja sy wo just es mi loss he karty ha or es ko quit kar dyty ha.
                      • #41 Collapse

                        basically jub tak koi is k bary main nai janta us ko wo kam mushkil hi lagta hy lakin agar koi guid line mill jy to kam asaan ho jata hy asay hi agar ap ko net sy proper guidline mill jy to ap ka kam b asan ho jay ga
                         
                        • #42 Collapse

                          Forex is a business that can make you rich on the day one, so you need to learn that Forex needs a lot of hard work and efforts if you really want to get rich so better invest your efforts and also the time for the good earning.
                          • #43 Collapse

                            mere bhi bhot sy logo ni pta hota ha k forex par kase trade ki jay is liye ap kliye bets ha k ap forex par tradin k liye hard work karn orap ko forex par trading k liye loss ho jata ha is liye har koi forex ko chaor jata ha qk is sy kise ko loss ho jata ha
                            • #44 Collapse

                              The Balance of Payments includes all those visible and invisible items exported from and imported into the country in addition to exports and imports of merchandise.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                bhai ye business mushkil to hai is mein to mehnat buht zeyada hai lekin agar koi chor ke jata hai to is ka matlab ye hai ke ho skta hai us ko loss hua ho jis ki wajah se wo dil har gya ho aura b kaam na krna chahta ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X