Forex trading me loss ki asal waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading me loss ki asal waja

    belkul janab app belkul sahe keh rahai hain hamai chaye ke hamara jo trade loss mai jata hai osske waja talash karai aur agar oss mai hm ghalti kar rahai hain to apn oss ghati ko door krna chaye tb he hm groom kr kai profit hasil kr saktay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading me loss ki asal waja

      Assalamualaikum dear friends Forex trading mein loss hone ki bahut sari vajah hai aur sab se Asal vajahyahi hai Hamare Paas knowledge aur experience ki Kami hai kuch member knowledge experience ke bagair kaam karna Shuru kar dete Hain Jis wajah se unko nuksan Hota Hai Ek risk wala business hai Jo log risk Lete Hain Badi lot ki tride Laga Dete Hain is wajah se unko loss ho jata hai
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading me loss ki asal waja

        forex mai loss ke asal waja hamare mistakes hote hain hamy in ko avoid karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik online business hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading me loss ki asal waja

          forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar live trading kar sakty hain hum is mai amount invest kar ky be acha profit gain kar sakty hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading me loss ki asal waja

            اصل پيغام ارسال کردہ از: MalikMehmood پيغام ديکھيے
            Dear friends ham log forex me trading krty wakt jb aksar loss krty hen to uski hamen waja talash krni chye ham logo ko nahi pta hota k ham ny kahan ghlti ki hy ham pehly seekhty nahi hen direct trading shuru kr dety hen jo hamary loss ki waja banta hy hamen loss managment ka bilkul andaza nahi hota major aur minor trends ka koi idea nahi hota is leay trading sy pehly major trends ko proper check thory sy loss py ham confuse ho jaty hen aur lagtaar loss krty rehty hen forex py ham senior dosro sy mashwara kr k bht bht kuch seekh skty hen aur profit hasil kr skty hen
            Well is business me loss hone keh kafi reason he jaise keh ap ne kaha keh loss hone ki reason ko search krna chahye to is bat par me apke sath agree ho is business me loss hone ki main reason emotions ka use he.
            Is business keh duran kafi traders emotions ka use krty hai like gusa ya greed wagera is se bohat loss hota he

            اب آن لائن

            Working...
            X