Pips ki understandings

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pips ki understandings
    Pips k trends ko dekhen aur invest krtay hi munafa ki tawaqa na kren ye sabar azma Kam hi sakta ha. Balance jitna ziada go GA utna hi acha munafa go GA. Aj Kal AUDUSD aur NZDUSD me sarmayakari a hi ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pips ki understandings

    Dear phli baat to yeh hey keh apkay thread ka title statement se match nhen ker rha hey.
    Dear jeb bhi trade lagai jati hey to usko proper time dena perta hey. Jeb tek ap trade ko time nhen dain gey utny tek apko tention lagi rhy gi. Aisa kem hi hota hey keh trade lagaty hi profit main chali jaey. Profit earn kerny key liey time dena perta hey aor saber kerna perta hey.
    • #3 Collapse

      Re: Pips ki understandings

      Forex mein trading kay dauraan bahut zayada sabar sae kaam kerna hota hai aur apnay emotions per control rakhna bahut zaroori hai aur jaldi mein koi kaam na kerain hamesha market mein best entry point talash kerain aur uss per trade open kerain jaldi mein hamesha loss hi hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Pips ki understandings

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Muddassar پيغام ديکھيے
        Pips k trends ko dekhen aur invest krtay hi munafa ki tawaqa na kren ye sabar azma Kam hi sakta ha. Balance jitna ziada go GA utna hi acha munafa go GA. Aj Kal AUDUSD aur NZDUSD me sarmayakari a hi ha
        السلام علیکم جی بھائی جان آپ نے پیپس کے بارے میں تھریڈ کو اسٹارٹ کیا ہے لیکن اس میں اس کی جانکاری والی کوئی بات نہیں ہے پتا نہیں کہتے ہیں جو مارکیٹ کی موومنٹ پوائنٹس میں ہوتی ہے اس موومنٹ کو پیپس کا نام دیا جاتا ہے اور اگر آپ پیپس کو جاننا چاہتے ہیں تو آپ گوگل پر جاکر اچھے طریقے سے سرچ کر سکتے ہیں
        • #5 Collapse

          Re: Pips ki understandings

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Muddassar پيغام ديکھيے
          Pips k trends ko dekhen aur invest krtay hi munafa ki tawaqa na kren ye sabar azma Kam hi sakta ha. Balance jitna ziada go GA utna hi acha munafa go GA. Aj Kal AUDUSD aur NZDUSD me sarmayakari a hi ha
          Assalamualaikum as-salamu alaykum bhaijaan Forex trading main market ki moment jisse points A judge ki Jati Hai use hm pips kehte hain Agar market mein trend up down Hota Hai hi to jitne. Sewa up down ho raha hota hai use hm pips ka naam Lete Hain
          • #6 Collapse

            Re: Pips ki understandings

            Dear forex trading ma trend ko smjhny k liye hmy proper analysis or knowledge ki zarort hoti hai just pips ko dekh k hm achi trading nahe kar sakty hain
            Han ap ki bat thk h k jitna zayada account balance hoga profit bhi itna hi acha hoga q k hm biglots apply kr sakty hain or fast movement pairs ma bhi trading kar sakty hain account wash hony ka dar bhi nahe hota hai but hmesha try kren k secure trading ki Jaye or km profit ma bhi khush raha jaye
            • #7 Collapse

              Re: Pips ki understandings

              forex market rate ky end py jo digit hoty hain isy pip kahty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain agar hum forex mai mahnet sy kam kary gy to hum aik din mai 20 pips earn kar sakty hain forex aik international business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
              • #8 Collapse

                Re: Pips ki understandings

                forex mai pip ke bohat ahmeyat hain forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Pips ki understandings

                  forex aik world wide business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain market rate ky end py jo digit hota hain hum isy pip kahty hain hum kmak kar ky pip be earn kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Pips ki understandings

                    hamy pisp ko smaj kar forex mai kam karna chahey forex mai kam kar ky hum pips mai earn kar sakty hain forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Pips ki understandings

                      forex me pips ki understanding bohat zarori hoti hai lakin is se bi zayada ye bat zarori hoti hai k ap kitna hard work kar rahe hain so agar ap daily forex me hard work karte hain phir to theek hai lakin agar ap forex me hard work nahi kar rahe to ap ko is bat ka idea hona chahiye k ap apna time west kar rahe hain ku k forex me wohi log kamyab hote hain jo is me din raat ek kar k mehnat karte hain yani k hard work karte hain so ap ko bi hard work karna chahiye.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Pips ki understandings

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Muddassar پيغام ديکھيے
                        Pips k trends ko dekhen aur invest krtay hi munafa ki tawaqa na kren ye sabar azma Kam hi sakta ha. Balance jitna ziada go GA utna hi acha munafa go GA. Aj Kal AUDUSD aur NZDUSD me sarmayakari a hi ha
                        Dosto forex per agar ap be trading karty hain to ap ko be pips k bare may pata hona chahye pips forex trading may istamal hota hai agar apko pata hai to ap ko forex trading may bohat madad mile gi ap is sy acha faida hasil karsakty hian pips trend ko zaher karta hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X