Forex main market ka analysis karna khud learn krain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main market ka analysis karna khud learn krain
    Dear members,agar ap forex main kamyab hona chahty hain to ap ko chahye keh market ka analysis karna ap khud learn krain. jitna ziyada ap ka technical analysis acha ho ga utna ziyada ap k forex main kamyabi k chances hon gy.. dosron k signals per depend na krain. apny free time forex ko learn karny main guzarin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main market ka analysis karna khud learn krain

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon dear jitna insan khud kam karta hai koi or kesi ko kar kay nhe deta me samjhta hon hon kah kesi senior sy signal leny ka matlab muhtaji hai agr ham khud he market ko analysis kar kay trading karen gay to is sy hamen bhot acha expereince ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex main market ka analysis karna khud learn krain

      Agar aap forex mei khud ko achi tarah kamyab dekhna chahtay hain apnay andar abilities paida karain aap ko khud experience hona chahiye apni skills asi develop karain aap ko khud analysis karnay atay hon takay aap kisi pe depend he na karain jab aap ko khud analysis ajayen gay then aap kisi pe depend he nahi karain gay.
      • #4 Collapse

        Re: Forex main market ka analysis karna khud learn krain

        G Han ap ki bat theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k forex trading market main humare liay boht zarori hay k market ko analysis Kare aur khob learning Kare us k bad hi trades open Kare kiu k jab Tak hum technical analysis nai karte hum market trend ko sahe see a samjh pate is lit zarori hay k koi bhi trade open karne se pehly technical analysis zaror kare
        • #5 Collapse

          Re: Forex main market ka analysis karna khud learn krain

          Ap forex market mai kamyabi hasil krna hai tou es key lye zaroori hai k ap forex market mai khud ki learning key sath sath ak teacher / senior trader sey bhe forex market ki learning krey. Jab ak trader es market mai khud ki learning key sath senior traders sey bhe advice ley gy tou wo markret mai asani sey kamyabi hasil kr sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex main market ka analysis karna khud learn krain

            g han dear bilkul theek kaha hai ap ne market ko agar ap ne analyze krna seekh liya to phir ap k liye loss ko overcome krna aur acha profit earn krna asaan ho jae ga is liye dosron py depend krny se acha hai k khud learning kren aur us k according market ko analyze krny ki koshish kren kyun ky jitna acha ap khud ANalyze kr sakty hain utna acha ap ko koi aur guide ni kr sakta is liye apni madad ap k tehat he kaam kren.
            • #7 Collapse

              Re: Forex main market ka analysis karna khud learn krain

              Ji bilkul app ki baat sahi hy forex main kamyaab honay k lie market ka analys kerna bht zaroori hy ager app k pass achay analysis nai hon gay to app kabhi bhi achi trading nai ker sakain gay or forex main kamyaab hone k lie bht zaroori hy k app analysis kerna khud learn krain is se app ki learning bhi bht achi ho gi or app bht kuch learn ker sakain gay is lie khud analys kerna learn krain takay app ko acha experience mil sakay or app aik kamyaab trader ban sakain
              • #8 Collapse

                Re: Forex main market ka analysis karna khud learn krain

                App belkul sahe keh rahai Hain dear dosto ke signals aur dosro ke kehnai pe hamai trading nhe krni chaye balkai khud ko iss qabil banana chaye ke hm apni analysis krkai khud he trade lga Sakai aur earn kr sakay aur forex seektay waqt hamai logo say sawal krnai Mai jejakna nhe chaye balkai apnai senior say apna har question pochna chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main market ka analysis karna khud learn krain

                  g han bhai apki tb sae m itifq krta hon kae forex pr jab b hm koi b akm krty han tu hme khud hy learngkrni cheyae ksi pr ddepend rh kr kam krna sae hm zdya dar tk survive ni kr skty han or dsra ya kae agr ap khud market ko analysis krna sekh skh jaty han tu apko asani ho jaty ha apni tradign krnae m loss ko profit bannae m
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main market ka analysis karna khud learn krain

                    forex mai hamy market ko analysiz karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik online business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main market ka analysis karna khud learn krain

                      forex aik real business hain hamy analysis ko use kar ky market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik legal business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famius ho raha hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main market ka analysis karna khud learn krain

                        mere khayal mein jitne bhi members kaam kar rahe hain woh market ko Kodi analysis karte hain aur kudi technical analysis karke trade karte hain lekin kuch member and receive karte hain aur unko apply nahin karte aur waise he treat karte hain jisse wo achha loss karte hain koshish karna chahie technical analysis betrayed Kare lekin news of fundamental ke waqt technical analysis kaam nahi karte hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main market ka analysis karna khud learn krain

                          Yes my dear bro you are right hamein market analysis Karne ka tarika khuf sikhana chahie aise hi hoga ki hame pata chal jayega key market analysis kaise kiya jata hai aur trade par kaise trading ki jati hai aur hamein yaha bhi pata chal jayega ki hamein kis trade par kaun si trading karni hai aur kitne amount ki karni hai aur hum is tarah apna confidence level bhi increase kar sakte hain aur hum confidence hokar trading karenge aur achha profit ka mange

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X