Dear forex trading mein taqriban har trader ki aik badi mistake hoti hy aur wo ye hoti hy k hum sbar nahein karty patience nahein rakhty humein lalach aur gareed sy bachna chahiye taky humara loss na ho agar mistake ho to usy tlash karo aur phir usy khtam bhi karo taky phir sy loss na ho wohe mistake dubara na ho apni knowledge ko improve karein aur trading mein expert banein
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим