Forex trading ka graph

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ka graph
    Salam dosto forex trading mai jb investment krty hain to jis trade ma ap investment krny lagy hon us ka graph ak dafa zaror dakh lain ta k ap ko situation ka andaza ho jay k graph ks trah up and down ja raha ha us sy ap ko profit or loss ka b andaza ho jay ga ap bether tariky sy investment kr skain gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ka graph

    G han brother ap nay bahut achi bat ki hay, kisi bi pair par trade open karnay say pehlay hamain us pair ka graph zarur dekhna chaheay. es say hamain market ki situation ka pata chalay ga aur ham adnaza laga sakain gay kah market k upward janay k chances hain ya downward janay k chances hain.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ka graph

      pehli baat to is main invest karna aik junior trader ya ak new trader k liye sahi nahi hai is sy loss ho kar accoubnt wash ho jata hai aur wo dissheart ho jaaty hain dusri baat ye k jab bhi koi invest karta bhi hai to pehly achy analys kary aur markete ka trend dekh ley us k baad hi trade main ebntry ley is sy loss kam aur earn ziyada ho sakta hai
      Click On Name And Visit My Journal
      Naseer953 Trading Journal
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ka graph

        Forex trading mein jab bhi kaam kerain tou sirf uss graph ko hi nahin dekhna chahyea balkay humain sub sae pahele purri market ka jaiza lena chahyea aur jis pair mein trade kerni ho uss kay analysis zaroor kernay chahyeain ta kay humari trade kamyab ho sakay
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ka graph

          forex ma agr ap market k graph par jao gay to wo b ap market k history bataye ga ap ko future nahe bataye ga jis sa ap ko koi pata nahe chalta k market up ho ge ya down to ap ko market k news par depend karna chaheya jis sa ap ko zayada faida ho sake
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ka graph

            اصل پيغام ارسال کردہ از: MalikMehmood پيغام ديکھيے
            Salam dosto forex trading mai jb investment krty hain to jis trade ma ap investment krny lagy hon us ka graph ak dafa zaror dakh lain ta k ap ko situation ka andaza ho jay k graph ks trah up and down ja raha ha us sy ap ko profit or loss ka b andaza ho jay ga ap bether tariky sy investment kr skain gy
            G han dear me apki bat sy itfaq karta hopn apny bhot achi information shear ki hai dear mery kheyal me hamen trade open karny kay lye har ek cheez ka jiza lena hota hai tab hamen achi trade milti hai or us me acha profit jesy ab abi apny trading me graph ko dekhny ka kha ye bhi bhot zarori hai trading me
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ka graph

              trade open kart waqt market ka achi tarah jaiza lena parta ha analysis karni parti ha aisa kabi bi mumkin nahi ha k tukky sa trade lagaye our vo ap ko profit dy degi so analysis is very important before any trade opening thanks very much
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ka graph

                forex aik online business hain hum is ma kam karna chatey hain to hamy market ky graph ko dahkna chahey pher he hum ache earning hasial kar sakty hain forex aik international business hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho ga forex aik bohat bara business hain is mai hamara koi boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ka graph

                  forex market kay chart ko samjh kar trading karnay main he humara faida hota hay es liye humay chahiye keh es business ko achi trha learn karen aur jab hum achi trha learn kar kay demo account par trading practice kay baad real account par trading karen gay to he hum market chart ko achi trha learn kar kay trade kar sakty hay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ka graph

                    garph ko samj kar hum kamyab ho sakty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ka graph

                      yes sr hum ko as mien a ker her bar graph ko dakh ker kam karna hota hai or Jab hamary pass experience or knowledge hota hai to hum ko kesi cheez ki bi parwah nahin hoti hai q k ham janty hain k ham trade kesy karna hai aor ham ko as mien earning kesy hasil karna hai jab hum as mien experience hasil kar lety hain to hum market ki current satuation ko jan laty hain k market kis side par ja sakti hai or ham ko ab trade buy ka lagana hai ya ham ko trade sell ka lagana hai as tarah ham trade as mien laga daty hain or hum earning aram say hasil kar lety hain,her kio kehta hai k hum ko knowedge or experience zaror hasil karna hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading ka graph

                        forex aik real business hain hamy agar forex market ke movement ke samj aa rahe hain to hamy garap ko mady nazer rahk ky kam karna chahey forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai business pakistan mai legal ban cuka hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading ka graph

                          forex aik unique business hain hamy trading ky graph ko dahk kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik legal business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain is mai hamara koi be bos nahi hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading ka graph

                            pehli baat to is main invest karna aik junior trader ya ak new trader k liye sahi nahi hai is sy loss ho kar accoubnt wash ho jata hai aur wo dissheart ho jaaty hain dusri baat ye k jab bhi koi invest karta bhi hai to pehly achy analys kary aur markete ka trend dekh ley us k baad hi trade main ebntry ley is sy loss kam aur earn ziyada ho sakta hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X