trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    Chand asbaab hain jinki waja se trader ye sochtay hain keh unka loss hojayga. Ek to ye keh insan ki fitrat hai keh wo sb se pehlay loss ka sochtay hain. Dusri baat ye keh kuch logon main self-confidence ni hota. Aur teesri baat ye keh ye insan k wasaaiil pe b depend krta hai tbi wo apnay loss k baray main sochta hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      trade karte waqt bohat se logon khof hota hai ke nuqsan na hojaay ye iss liye hota hai agar koi acha trader bhi kew na ho agar uss ko market ka ilm aur mahol ki poori information nhi hogi tab tab log kehte hain ke nuqsan na hojaay .
       
      • #258 Collapse

        Brother yeh log is leye sochte hai un k pass knowledge bilkul b nai hota hai or wo guess trading ker rhe hote hai ,is waja se un k andar confidence nai hota hai or unhe dar laga hota hai is leye wo yeh he souchte hai k unhe loss ho jaye ga , agr tou proper learning se trade kare tou aesa nai ho ga.
        :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
        :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
        • #259 Collapse

          forex trading main wo log hee yi sohty hain k moji loss ho jaye gha or jiss ko forex trading main ek acha knowledge or experience ho tu wo trader be esa nahee sochty hain kiyoo os ko khod par ek trust hotha hiai or on logo k pass ek acha plane be hotha hain jiss si or ke har odder hit jatha hain .
             
          • #260 Collapse

            Yeh is liye ke is kam main app apne real money ko deposir kar ke is ko loss se safe karne ke liye demo account per kam ke bagar hi is ko karna shuro kar do aur app ko market ka bhi pata na ho ya app ko apne emotion per control nah ho tu app ko yeh dar rehta hay . Aur app ko yeh dar hi loss karne ke liye kafi hay .
               
            • #261 Collapse

              ye ek fact hai jab insan koi new work start karta hai hai our us ko us kam main koi exprience bhi na ho to dil main ye kheyal aata hai ka ye na hoo main itni mehnat karn our muje koi faida na hoo to dear ap apney ap par pura yaqeen rakhain our Allah per tawaqa kar ka trading karain it is part of life loss our profit to zindagi ka hisssa hai to pher tension leni enjoy work
              • #262 Collapse

                loss or profit forex ka hissa hein ager hamein loss hoti hai to nahi gabrana chahiye q k business mein loss hoti hai loss se bachne k liye hamein forex treading k bare mein study kerni chahiye
                • #263 Collapse

                  app ko tread krte waqat ye hargiz nai sochna nai chaye k mje loss ho ga balky is ko dil se nikal kr tread krni chaye or is per dil se kam kre take app loss ki baje profit kre q k tread aik risky business hai jis me kuch b mumkin ho sakta hai .
                   
                  • #264 Collapse

                    trade karte waqt log isliye sochte hain mujhe loss hojaayga un ka khood pe believe nhi hota un ki knowledge main kami hoti hain agar wo practice karen to iss khof se bahar nikalsakte hain .
                       
                    • #265 Collapse

                      Kyuke bhai jaan saaf or simple bat kyuke ounko khud ke oper barosa nhi or woh yah sochte hain or ounko loss bhi hota hai agar banda apne oper barosa ker kam kere tou loss nhi hota
                      • #266 Collapse

                        sum bhi trading ka hissa hai.agar hum transaction karty hain to deprivation bhi ho sakta hai or earn bhi.is liey kabhi bhi zyaada peril nahin leena chahiey.casualty is a move of concern.but hamain casualty ka value apny brain main nahin rakhna chahiey.
                        • #267 Collapse

                          trade karte waqt iss liye ye sochte hain k hamain loss hoga to un ki knwledge main kami hoti hai unhoon ne practice nhi ki aur un ko learning ki zaroorat hoti hai .
                             
                          • #268 Collapse

                            look her business do chezon pe depend karta hy aik loss aur dosra profi ye hr business ka main hisa hota hy ager ap ko kisi business ka experience nahi to ap pehly us ka practic karo,is tarah ap k loss k chances kam sy kam ho jaen gy,to jin ko is experienc nahi hota woh trade karty waqt darty hen loss ka soch kar lekin achy ki umeed rakhni chahy.
                            • #269 Collapse

                              Dear jb koi trader invest krta ha to us loss ki ziada fikr rahti ha kahi uska loss na ho jaey aisa is liay hota ha k usko intna experience nhi hota or na usay market k baaray may pata hota dosri baat ye hay is trade may ghair yqini hoti kbhi bhi kuch bhi ho sakta ha.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                g han trading start krty hoe har koi yehi sochta he kion ke starting me invesment ki hoti hena agar shuru se hi bnda loss me jae to phr kam kesy kary ga income kesy hasil kary ge
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X