agar hmari shuruwat achi he to acha profit milta he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    bilkul is main koi doubt nahin hey aur agar hamari shuruaat achi ho aur hum agar is main achi trha se learning kartey aaahein to phir hum is main achi trha se kamiyab ho saktey hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      Assalam-O-Alaikum is me koi shak nahi hay kay ager hum demo account me achi practice kar kay aur is ka proper knowledge hasil kar kay forex trading kay business me in hotay hen to pher wo shuro say he acha earn kartey hen.
      • #198 Collapse

        ge han bilkul kiun nahien jab ham forex trading ko seek kar karte hien or apne jazbat par control kar ke karte hien to hamien profit acha hota he is liye sab ko chahiye ke vo is ko theek sey seek kar aien
        • #199 Collapse

          je haan forex main kaam kartay howay aap ke first step acha tu aap ku faeda be ziyada ho ga par kosis kary day by day mind se trading karay aur es main greedy na karay
          • #200 Collapse

            ji han apny theek kaha hai forex trading mein apko start mein bht hard work karna hota hai taky ap achy trader ban saky trading bht hi good oppertunity hain hum sub k lye trading mein success k lye hard work ki zarorat hoti hai hard work sy apko experience hota hai jo trading k lye bht hi good hai
            • #201 Collapse

              Ji hai ap ki baat sahi hai hamare agar shoruyat achi hai tu hamare trading achi rheti hai yee main ap ki baat se agree kar ta ho
              • #202 Collapse

                dear mai ap ki baat say agree nahi krta k agr humara start acha hoo tu humra profit ziada hota hai,mai tu is bat pay believe krta hoon,k agr humaray pas proper knowledge and information ho ga tu humary profit k chances tab ziada hoon gy,isi liye humein chiye k hum log mehnat krey forex mein and achi earning krey forex sy.
                • #203 Collapse

                  Nahi g aisi baat nahi hai shuruwat ziyada tar logo ki achi nahi hoti aur un ko loss ho jata hai jab k is loss se wo bht kuch seekhte hain aur next time dehan rakhte hain k aisi kon si mistakes hoi thi jis ki waja se loss howa aur phir us se bach kar achi trading kar sakte hain.
                  • #204 Collapse

                    mere personal opinion mein to ye sab fazool ki baatein hein k agar aap ka start acha hoga to aap ko profit hota rahe ga aur agar start mein loss hoa to agy bhi loss he hota rahe ga. mein to in sab baaton par yaqeen nahi karta.
                     
                    • #205 Collapse

                      my dear ap k sath aisa experience hoa ho ga tabhi ap aisa keh rahe ho but mein ap ki rai se mutafiq nahi hoon q k forex mein naffa or loss ap pe depend krta hai agar ap soch samj k proper analysis k sath trading krte ho to ap ko los k chances buht km hai
                      • #206 Collapse

                        As a trader minority (minimal capital, limited capability), of course we can only follow the flow path where the market wants, but it may be another matter for the market players. they must have confidence in the market
                        • #207 Collapse

                          yes jis ki starting achi hoti hai wo agay bhi kamyab he rehta hai laikin aksar aisa nahi hota jo starting main loss karay agay ja kar wo itna profit earn karta hai kisi ki soch main bhi nahi hota
                          • #208 Collapse

                            ye bat b ap ki thk ha but ye bat b for you to ha k can be me risk WORK WITH bht hota ha kabhi admi up pe AND ALSO kabhi admi lower pe hota ha is me ap ki bat b thk ha but admi ka jab loss hota ha tab wo frr se mahnta kar k can be em ach b kaam ksta ha again
                            • #209 Collapse

                              a.salam.ji han trading karty waqt apny py yaqeen rakhny jb hum khud py bharosa rahny gyn aur kam achi soch k ssath shuro karny gyn tu hum acha profit earn karny gyn.har kam ki shurat achi soch k sath karny tu kamybi ap k qadm chomy gi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                G han bilkul...agr hamri trading ki starting achi hoi haii...tu hum ek acha profit earn kr sakty haii...q k agr hum strating maii e achi trading kre gy tu...profit tu mily ga e mile ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X