agar hmari shuruwat achi he to acha profit milta he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    g bhai bilkul aisa hota hai agar apki shuruwaat achi hai to phir ap is mein kaafi kamiyab hote hain aur kaafi profit is mein banate hain,is liye apko isko theek se seekh kar hi is mein earning karni chahiye aur is mein khoob mehnat karke profit banana chahiye,aur iski practice bhi karni chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Dear sir shruaat say muraad yeh hay keh humain trading shru karnay say pehlay huamin es ki learning achi terhan karni chahayie and practice bhee es say humain profit zaida honay kay chances hain.
      • #183 Collapse

        g haan agar aap ne trade achi pic ke hay tou ap ko shru se he trade profit me ajati hay isssay aap kaconfidence berha jata hay and aap apnaytrading decision zada achay se le skty ho otherwise ap confusion me wrong decision letay ho
        • #184 Collapse

          g bhai aisa bhi hai ke agar apki forex mein shuruwaat achi hoti hai to ap is mein apne ap par bharosa karne lagte hain aur different strategies bhi ap try karte hain,uske baad ap is se kaafi earning bhi karlete hian.
          • #185 Collapse

            G han bilkul.agar proper learning or study kay baad start kia jaey to phir hum earning bhi kar sakty hain.main aap say agree karta hun.agar ik acha start ho ga to phir earning karna bhi easy ho jaey to phir he hum survive bhi kar sakty hain.
            • #186 Collapse

              g ha bhai jaan ap sai keh rahy ho k agar hum start main he is business se acha profit earn kar lain to hum bohat happy ho jaty hain and interest se trade karty hain and agar loss ho jaye to hamara dill toot jata hai and hum sad ho jaty hain.
              • #187 Collapse

                disipline is very important, especially in holding the regulations in the trade, important as we need air to live. difficult for living as well as discipline, if there is no discipline trading Dlm be destroyed our trading account.
                 
                • #188 Collapse

                  G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hm shurwat me achi trading karty hain tu hmen acha profit milta ha or hm age se is business me phr achi earning b kar skaty hain kyun k ye aik asa business ha jis me hmen har cheez pr nazr rkhni chahye
                  • #189 Collapse

                    G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn agr hmari shurwat is business me achi ho tu hm is business se profit b acha hasil kar sakty hain kyun k ye aik asa business ha jis me hmen har cheez par nazr rkhni chahye tb hi acha profit hasil kar sakty hain
                    • #190 Collapse

                      • #191 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business hya jis me hmari shurwat achi ho tu hmen profit b acha hasil hojata ha isi liye hmen chhaye k hm is business me hmeshah achi knowledge k sath kam karna chahye tb hi hm is business me acha profit hasil kar sakty hain
                        • #192 Collapse

                          g bhai aap na thik bola ha ka agar aap ki shorwat achi hoti ha to kam bhi acha hoga or profit bhi acha hota ha islya aap ko chahy ka aap demo par account bana kar practice karo taky shorwat chi hoo,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,..................... .......................
                          • #193 Collapse

                            yes my dear janab es men koe shak nhi ha ky jub hum apni starting best rakhen gy to hum ko profit bhi acha hi mily ga jetni ache humare knowledge hoge hum ko utna hi faida hoga sub kam shuruwat sy hi hoten henshuruwat ka acha hona bout zaroore ha or jub humare shuruwat hi bad hoge to humare treading bhi ache nhi hoge or hum ko us men loss hoga .
                            • #194 Collapse

                              Agr aap ki starting achi ho to aap bekhof ho jaty aur forex main dr kr kam nahi krna chahy nahi to loss ho jata hy aur aap phir loss main jaty raty hy agr aapko shoro main hi profit mil jay phely kuch tread profit main chali jay to aap forex main aur acha kam krny ki koshish kr ty hy.
                              https://investsocial.com/ur/forum.php?referrerid=31767
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Assalam-O-Alaikum ye bat zrori nahi hoti hey key ager hum is key start me acha earn kartey hen to acha earn he kartey rahen gey q key start ki aik do trades me to her koi earn karta hey lakin jab hum aik do bar profit ley letey hen to lauch me aa kar sab kuch ganwa letey hen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X