Loss sy bchny ka tareeka
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss sy bchny ka tareeka
    salaam members jesa ky aap janty hain ky logon ka kehna hia ky forex main loss ziyda and profit kam hoota hia mai samjhti hoon ky ais main humari practice ki kahien na kahien kami reh jati hain ais ky ilawa mera apny seniors sy swall hai ais konsa tareeka hai jis sy loss ko kam kiya ja saky and profit ko zada
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss sy bchny ka tareeka

    Loss aybbchny ka ayk hi trika hy apni markwt ko smjho us ko parhna sekgo achy trimy sy our phr us my apna kam kro jb market ko smjh jao gy to phr faida hoga loss nai hoga agr loss kro gy to stop los lga k kro pgr account wash naia hoga kam loss ho ga loss ko kam kr sgty hy stop loss ko lga k
    • #3 Collapse

      Re: Loss sy bchny ka tareeka

      Dear aap kay thread sey kuch khaas samjh nahi arah hai kay aap ney kia baat samjhanay ki koshish ki hai. Forex trading mai loss say bachana ka best tareeka hai kay achi tarah soch samjh kay or seekh kay trading shuru ki jaey.Trading mai tukkay nahi lagaey jaey jaha samajh ajaey trade lagaey or jaha samajh nahi aey waha market ko samajhnay ki koshish kertay rahey. Stop loss kay tool ka zaroor istamaal karey iss say loss aap kay control mai rahey ga. Issi tarah laalich bilkul nahi karey ziada profit kamanay kay chakkar mai thora bhi khatam ho jaey ga
      • #4 Collapse

        Re: Loss sy bchny ka tareeka

        Lose say bachny ka sub say acha tareka ye hai k lots size himesh ke liye small use karna chahiya kio lose k sub say bari wajha ya hota hai ka hum jub trade open kar lety hai tu lots size big rakty hai tu zayida lose ka sabab ban jata hai lose say bachny ke liye doato lots size small rakan chahiya our sath he sath lalach be na kary forex mai lose ka sub say bara dushman lalach ye humara dushman hai
        • #5 Collapse

          Re: Loss sy bchny ka tareeka

          bilkul ap ny drust kaha forex trading ka basic rule hy practice jitni ap practice kren gy utna aap behtr profit hasil kr skty hn demo account
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #6 Collapse

            Re: Loss sy bchny ka tareeka

            Dear sister profit aur loss har business ka hissa hai.. forex main bhi profit k sath sath loss bhi hota hai..lakin agar forex ko achi tarah learn kiya jaye aur demo account per ziyada sy ziyada practice ki jaye to phir humain forex main ziyada sy ziyada profit ho sakta hai aur kam sy kam loss.. ziyada loss un logon ko hota hai jo forex ko learn kiye baghair trading start kar dety hain...
            • #7 Collapse

              Re: Loss sy bchny ka tareeka

              Loss se bachnay k liay aap Cool mind k sath fresh ho k kaam karain. Tired munh le k work na krain. Technically kaam ko samjhain. Markeet k ups and downs ki jaanch honi chahiye apko. Jesa k koi order put krte huay dekhna chahiye k markeet ki future health kia hogi. Indicators ki zubaan ko bhi analyse krna ha . Is k ilawa lalach na karain. Kam se kam lot ka order lagaein.
              • #8 Collapse

                Re: Loss sy bchny ka tareeka

                Dear friends agar ap chaty hain k ap ko loss na ho to ap ko chaiy hai k ap ka treading my expert hona zaruri hai aur agar ap ap ko trading krna achi ati hai to apko loss nahi hoga aur achi trading k ly apko demo account par ziada sy ziada practice karni hogi taky ap treading expart ban sakhy aur loss na ho
                • #9 Collapse

                  Re: Loss sy bchny ka tareeka

                  G han dear ap thek kah rahi hain, loss ki ek reason practice ka na hona bi hay q kah agar hamari practice nai hogi to hamara experience nai hoga aur experience k kam honay say ham kabi bi profit earn nai kar saktay aur hamain loss ho jata hay, es k ilava emotional trading ki waja say bi aksar loss hota hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss sy bchny ka tareeka

                    loss se bache ka matlub agar ye hai k ap ko kabi bi loss na ho to esa nahi ho sakta lakin agar ap loss ko control karne ki bat kare to ye bilkul sahi ho ga ku k jub hum apne loss ko control karte hain to wo control me a jata hai lakin us k liye ap ko chahiye k ap ko jub bi loss ho ap apne loss se kuch na kuch zaroor learn kare or loss hone ka reason search kare k loss kis waja se huwa hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss sy bchny ka tareeka

                      forex trading main loss se aik soart main bacha ja skta hai k jub hum apni trading ko proper learn karty hain q k leraning se he apki trading ability strong hoti hai jis se ap trading ko achi trha karny main kamyb hoty hain or apko loss hny k cahnces bhi boht kam hoty hain tu apko apny learning sesson main itna time dety rhan chahye k apko loss na ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss sy bchny ka tareeka

                        forex aik bohat bara business hain hum is mai jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik involve hain hamy loss sy bachny ke pure koish karne chahey forex aik real business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss sy bchny ka tareeka

                          Dear friend loss ka ziada hona bhi hamary andar kisi tarah k knowlldge ki kami ki waga hy ws leye hamen apni as kami ko dor karna chahye aur forex k bary main knowlkdge hasel karna cahye asi main kameyabi hy
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss sy bchny ka tareeka

                            DEAR FRIEND forex main hamen as se bach kar rihna chahiy hai yani greed se aor hamen chahiy hai kee ham as main har kam khushi se kare q k ham as main har kam dil se kare gee tu ham as mai kamyab hon gee as liy hamen ache se kam karna chahiy hai aor hamen chahiy hai ke ham as main mihnat bi kare ta kee ham as main jaldi kamyab ho jay aor hamen chahiy hai kee ham as main lalach se bache lalach hi wo chezz hai jis se hamen ziada loss hota hai aor jis ki waja se hamra account wash ho jata hai as liy hamen as main greed se bchna chahiy tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen chahiy hai kee ham as main har woh kam kare jo hamen greed se bachata hai aor greed jo jo karta hai wo hi nakam hota hai aor jo as main greed nahi karta hai wo hi as main kamyab hota hai as liy hamen as main greed nahi karna chahiy tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen ache se bi kam karna chahiy hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X