Loss ho jany se trading stop kr daina masly ka Hal ni ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ho jany se trading stop kr daina masly ka Hal ni ha
    Kuch log kehty haen k agr ap ko loss ho raha ho tu ap kuch din k lye trading chor daen thk ha ye bhi k bnda emotional ho jata ha aur ghalt faisly lag jata ha but ye es ka Hal ni ha. Es ka Hal ye ha jo trades loss mein close Hoi ha Un ko analyze Kiya Jaye us mein apni mistakes ko note Kiya Jaye aur us ko khatm krny k lye Kam Kiya jye tb hamari trading behter ho ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ho jany se trading stop kr daina masly ka Hal ni ha

    G forex trading business mein agr loss ho jata hy tu is loss ki waja se hum ko trading nhi chorni cahaiye hum ko ye dekhna cahaiye k loss kio hota hy hum kon si mistake kartay han js se loss hota hy agr hum un mistake ko cover karain aur apni mistake ko bar bar na karain tu next time trading kar k profit earn kar saktay han aur loss se bach saktay han trading ko acha karne k liye mehnat hi ki zaroorat hoti hy hum mehnat karain gay tu kaamyaab ho saktay han
    • #3 Collapse

      Re: Loss ho jany se trading stop kr daina masly ka Hal ni ha

      g han bro bilkul thek kaha ap ny humain trading karta waqat kbi be loss ho sagte ah humain trading ko chorna nhi chaiye balke huamin trading main k jana wali mistakes ko note karna chaiye jis k waja sy hum loss karwatye ain humain chaiye k hum next time trade karta waqat apni mistakes ko dak laa jis sy humain trading karna main bhot help mil jate ha humain apni mistakes ko samna rak kar trading karni chaiye
      • #4 Collapse

        Re: Loss ho jany se trading stop kr daina masly ka Hal ni ha

        Ye baat app ki bilkul theek hy ager trading main loss ho rha ho to trading ko chor dena kisi maslay ka hal nai hy balkay app ko loss ki reason ko samajhna bht zaroori hy jab bhi musalsal loss ho rha ho to kuch time trading rok dain lekin waqti or us k baad apni learning mazeed achi krain or agay barhain or knowledge improve krain takay app ko acha profit mile
        • #5 Collapse

          Re: Loss ho jany se trading stop kr daina masly ka Hal ni ha

          Loss ho Jaye to koi bat nahi kyon ke ye business hai is mein AP loss to karain ge lekin AP ka hunar ye hai ke AP ko recover karain aur profit mein convert karain market ka analysis Kar ke trade karain to achi trading ho gi
          • #6 Collapse

            Re: Loss ho jany se trading stop kr daina masly ka Hal ni ha

            ese hi hai k agar ap ko loss ho jay to ap ko trading karna stop nahi karna chahiye or na hi ap ko tension leni chahiye ku k loss to zindagi ka hisa hota hai or yad rahe k jub tak ap himat nahi karo gey tub tak ap fail nahi ho sakte ku k life me wohi log fail hote hain to himat har jate hain so ap ne himat nahi karni or try par try karni hai ta k ap apni life me successful ban sako.
            • #7 Collapse

              Re: Loss ho jany se trading stop kr daina masly ka Hal ni ha

              Asy log jo trade mn loss hny ky bd trading sy mayos hjaty hain aur trading chr dyty hain mn insyy yeh kehna chahunga ky yh bht ghlt chez hy agar apkoo losd hua hy tw yaqenan apki koi mistake hgii apko bss is mistake ko durust krna hg aur apko aynda loss nai hga islie ksish kren ky dbara sy zyada bhtri sy trading mn comeback kren.
              First LEARN Then You Can Remove The "L"
              • #8 Collapse

                Re: Loss ho jany se trading stop kr daina masly ka Hal ni ha

                forex aik online business hain ham is main trading karty hain is main kam kay duran jab hamy loss ho jaye to hamy zada tense nahi hona chahey na hi hamy apni trading ko closs karna chahey balky hamy is main apni galtioo ko avoid kar ky is main mehant or sabar sy kam karna chahye yai aik real business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ho jany se trading stop kr daina masly ka Hal ni ha

                  g haan bhai jaan ap ki bat 100 % sahi hai as main loss ham ko greed se hi milta hai aor ham ko as main loss ho jane se trading stop nahi karni chahiy hai ham ko age jary rakhni chahiy hai aor as main ham ko chahiy hai kee ham as main kabhi bhi greedy man na bane q k agar ham as main greedy man bane gee tu ham as main kabhi bhi kamyab nahi ho sake gey as liy ham ko chahiy hai kee ham as main greed na kare as main ham ko chahiy hai kee ham as main ache se bhi kam kare aor ham ko as main ache hai kee ham agar as main kamyabi chahjte hai tu ham ko as main greed se bachna ho gaa tu hi ham as main kamyab ho sake gey aor agar ham as main greed karte hain tu ham kabhi bhi as main kamyab nahi ho sake gey kamyab hasil karna hai tu greed ko chorna ho gaa
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ho jany se trading stop kr daina masly ka Hal ni ha

                    forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga forex kabe be band na hony wala business hain loss ko cover karna bohat zarore hota hain forex aik international business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ho jany se trading stop kr daina masly ka Hal ni ha

                      Ap ki baat theak hai k forex business mai loss stop ko control krney key lye ap ko ansalysis ki madad sey trade krna chahey. jis sey hum market mai earning kr sakty hai. Aur loss wali trade sey bhe hum kam sey kam loss kr sakty hai. Planning krney sey zada earning ho gy.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X