Fundamental Analysis ka Source kia hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental Analysis ka Source kia hota hai?
    Dear brothers and Sisters! Ap sab janty hain k forex business me Technical and Fundamental analysis lazim malzoom hain. Mera swaal ye hai k Technical analysis hm chart k zriye se krty hain Aik chart pr support resistance high low fibo levels ,chart patterns etc. sb k jaeza lena hota hai. Magr "Fundamental analysis ka Source kia hota hai? Yani hm fundamental analysis kis zariye se kr saky hain? Apna experience and knowledge share kijye.Thanks in Advance.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental Analysis ka Source kia hota hai?

    Fundamental analysis is a way of looking at the Forex market by analyzing economic, social, and political forces that may affect the supply and demand of an asset. The idea behind this type of analysis is that if a country's current or future economic outlook is good, their currency should strengthen.With fundamental analysis, income statements, balance sheets, cash flow and other publicly available documents are used to analyze the financial health of product. Economic data such as trade ratio and interest rates may also be considered.
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental Analysis ka Source kia hota hai?

      G brother ap ne ak avha sawal keya ha k pak forex ma technical analysis or fundamental analysis donun zarori hoti jan ap ne fundamendal analysis k bare ma pocha ha to ma ap ko bata dun k fundamental analysis ma hum news k zareay narket ka pata calate han k market ka up howe ha or kab dowun yeh market janane ka ak acha zarea ha is leay hamein news sun kar market se agah rehna caheay
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental Analysis ka Source kia hota hai?

        Dear friends, fundamental analysis news par depend karti hay aur es main news k release honay par market ki direction ko predict karnay ki koshish ki jati hay aur es k leay forex say related news ko read keya jata hay aur es k leay bahut sari websites hain jen par forex say related news milti hain.
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental Analysis ka Source kia hota hai?

          Fundamental analysis ka source trader kay us currency ki economy kay baray main knowledge aur current affairs aur jo us economy mani current problem chal rahay hotay hain yeah sab sours ho saktay hain que kay trader ko news ki jesay hi update mitli hay to trader pehaly say hi us per work ker kay betha hota hay aur data release ho janay kay forun bad wo market main entry leta hay.
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental Analysis ka Source kia hota hai?

            G hain ap nay thek kaha k techanical anlyses khud kernay perty hsi lskin fandamanyal k resoirc kis bhi country k oper ho tsy hain jesay USD/JPY es main usd k contry main jo problim hun gi wo yahan fandamantal kehlati hain jesay unemployment clime main job creat kerna givermant ka kam hai agar job ziyda hai employer kam hsin to unempolyment strong ho ga agar job kam hai to wo week ho ga countey ki policy fanda mantal hai.
            • #7 Collapse

              Re: Fundamental Analysis ka Source kia hota hai?

              Agar ap fundamental analysis karna chahty hai to ap ko us pair ki economy ki poori information hasil karna hogi k pehly kya thi or ab kya hai or us ki value kis waja sy change hoti hai or wo kis cheez par depend karti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Fundamental Analysis ka Source kia hota hai?

                agar hum nay fundamental analysis karna seekh lain gay to eska humay he faida hota hay es business main khoob focus karna chahiye kyun keh seekh kar samjh kar he humari trading achi ho sakti hay es bsuiness main khoob time dainay main he faida hota hay tab he humari trading achi ho sakti hay jab achy say mehnat karen gay es business main
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Fundamental Analysis ka Source kia hota hai?

                  forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain forex aik real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Fundamental Analysis ka Source kia hota hai?

                    hamy fundamental analysis ko use kar ky kam karna chahey forex aik international business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kr sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Fundamental Analysis ka Source kia hota hai?

                      analysis ke muktalif iqsam hain hamy in ko learn kar ky use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex aik unique busienss hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar asane sy kam kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Fundamental Analysis ka Source kia hota hai?

                        Mai es business mai new ho aur mujh fundamental analysis key source key bry mai koi knowledge nahi hai. Likan es key detail ap net sey serach kr sakty ho. Aur es key best source ko bhe serach kr sakty ho. Es key bad ap bhe fundamental analysis sey bhe trade open kr sakty ho.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Fundamental Analysis ka Source kia hota hai?

                          Sir Fundamental analysis ka source ya to usi mulk k halat se bakhar rahny walo peoples hoty hen ye phir Us k NEWS hoti hen.q k news hi hmen us mulk k sab halat k bary me aware krti hen jis ki bunyad pr hm ape trading setup prepare krty hen. Is ley hemn chaehy k har kism ki news,Specially tor pr marketing news pr jyada twjjah den q k is se market me fast movement hoti hai or hm acha profit b earn kr skty hen.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X