forex trading in islam
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    yar meray khayal main to is main koi aisi bat nai hay jo keh islam kay against ho, wo is liye keh is main profit aur loss dono ho saktay hain, agar kisi business main sirf profit ho loss ka koi chakkar na ho to wo business islam main thik nai hay, forex main aap ko loss aur profit dono ho sakta hay , is liye ye kam thik hay,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      well dear i think yeh forex mein halal nhi hai kyunki is mein hum bina sochy samjhay trade kerty hain or kabhi bht zyada profit hota hai or kabhi bilkul bhe nhi hota lehaza is ki mushabihat jooye ki tarah ki hai
      • #78 Collapse

        bhai sab logo k apne apne opinions hota hai so mujhy personally itna tu nhi pta k halal hy ya haram lekin itna zaror pta hy k accpouunt create kerta waqt hum apna acount swap free bnata hain.,.
        • #79 Collapse

          I'm glad our legal system in the Forex. I've been looking for a long time the fatwa. You can do Forex trading along now, we have no hesitation easy.
          • #80 Collapse

            g han iss baat main koi shak nahi ha ke iss kaam ko pori mehnat se kia jaye iss se hi aap ko fayda ho sakta ha iss liye aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen iss main hi aap ko fayda ha iss kaam ko aap haram na samjhen iss kaam ko aap ko halal samajh kr krna ho ga
            • #81 Collapse

              forex trading bhai jaan mje to is mai is bare mai to nhe pata ha mai to is mai just new member he hu per mai samjta hu forex mai wahe loag success rehte jo trading mai sabr say kaam karte hai maine kafi loago say suna hai k humay forex trading mai loag kar rahe hai and us say he maien suna hai k ye kaam hum kar sakte hai
              • #82 Collapse

                According to my point ov view there is no hartm if you work on currency its purely kind of a business which involve buy and sell ov the currencies which involve profit and loss too
                • #83 Collapse

                  har wo cheez jis main mehnat ki jaey wo ceez halal hay forex main bhi hamara mind demag bohat kharch hota hay ye business aie thori hamen paisa de deta hay har kam main mehnat k bagahir nahi milti cheez so mera khiyal hay k ye halal hay.
                  • #84 Collapse

                    assalam u aliakum ? dear bhai islam me ye ha ka har kam ka leye mahanat zarori ha mahanat se kia howa kam halal kam ha hota ha jis tara ham trading kar ka profit kamate ha ye bi halal kam ha .............
                    • #85 Collapse

                      yes dear friend forex trade Islam k lehaz sy belkul halal h q k es mien hum log mehnat kerty hien or hamain es mien kabi profit hota h to kabi loss es waja sy yeh belkul jiaz h
                       
                      • #86 Collapse

                        Ya ak bohat hi acha kam ha is ma har koi kam kar sakta ha is ma ma bi kam karta ho is ma ap ko part time ma is ma kam karna ho ga ya ak part time job ha is ma sab log is ma part time ma kam karty ha or is say fayda hasal karty ha is ma kam bi koi moshkal nahi ha is ma sab kam ahsan ha is ma ap bi kam kar sakty ha is ma ma bi kam karta ho or os say fayda hasal karta ho
                           
                        • #87 Collapse

                          Forex trading ko islam main halal karar dea gia hay is trading main hum currencies ki gold aur metals ki trading kar kay income hasil kartay hain iss trading main loss aur profit hoata hay iss leay yeh aik halal business hay
                          • #88 Collapse

                            Ya ak bohat hi acha program ha is ma har koi kam mar sakty ha is ma ma bi kam kar sakta ho or is ma kar raha ho log is ma har din ma kam kar ray ha or is say fayda hasal kar rahay ha kam is ma ahsan ha Is ma har koi kam kar sakta ha is ma ap ko part time ma kam karna ho ga is ma ham sab part time ma kam karty ha or is say fayda hasal karty ha is ma part time ma kam karna ahsan ha
                               
                            • #89 Collapse

                              Forex tarding aik bahot acha business ha hum ko is main kam karta rahna chahia ya hum ko hamra kam karna ka paisa data ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Ya ak bahtarin program ha kam karnay k liya is ma har koi kam kar sakta ha is ma ma bi kam karta ho is ma kam k ak alg maza ha is ma har koi kam kar sakta ha is ma ap ko part time ma kam karna ho ga part time is is ma kam ahsan ha log is ma part time ma kam karty ha is ma koi kam bi ahsan nahi ha is ma sab kam kar sakty ha or is say fayda hasal kar sakty ha is ma ma bi kam karta ho is ma har koi kam kar sakta ha kam ki is ma koi moshkal nahi ha
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X