Dear jb bhi trader ki trade loss man jati hain to zuada trader loss man close nahi krty woh yah he smjty hain k on ki loss wali trade kbi to profit man ay gi isi chakir man on k account bhi blow kr jaty hain wash ho jaty hain aap mujy yah btaye k aap ko kitna loss hota kua aap ka bhi account he wash hota hai u aap kam loss man trade close kr daty hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим