Aap ko jab loss hota hai to kua aap ka account he blow hota ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aap ko jab loss hota hai to kua aap ka account he blow hota ha?
    Dear jb bhi trader ki trade loss man jati hain to zuada trader loss man close nahi krty woh yah he smjty hain k on ki loss wali trade kbi to profit man ay gi isi chakir man on k account bhi blow kr jaty hain wash ho jaty hain aap mujy yah btaye k aap ko kitna loss hota kua aap ka bhi account he wash hota hai u aap kam loss man trade close kr daty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aap ko jab loss hota hai to kua aap ka account he blow hota ha?

    Account ki safety pehley mind mei honi chahiye jab trades loss mei hon aur loss barh jay tou koshish karain hamesha trades ka faisla karna chahiye loss apnbay account pe barhnay na den jab loss barhta hay so end yahi hota hay account wash ka issue ajata hay so hamesha trades with stop loss karain agar trades open hain unko lazman dekhen aur time pe best decision len.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Re: Aap ko jab loss hota hai to kua aap ka account he blow hota ha?

      Dear brother hamari loss wali trade agar loss mein ja rahi hai tu wo kabhi bhi profit main close nahi ho sakti hai agar Hum is tarah ki umeed lagakar baith jayenge aur apni trade co loss mein ram hone denge to tab hamara account bhi wash ho jayega isliye hame aisi Koi umeed nahi lagani chahiye
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Aap ko jab loss hota hai to kua aap ka account he blow hota ha?

        bhai agr ap kae pas account ka balance kam ha ya zyda b ha lkn ap koi bary trade kr rhy ho wo zyda dr loss m ja rhy ha agr wo 10% sae zyda loss kra dty ha apkae account ka tu usko close krlo bht sae log asa ni krty han or wait krty han unko yhy kho ga kae ap apnae sath zydty kr rhy ho or ap ko asa ni krna cheyae or apko ya kosih krni chyrae kae zyda sae zyda apnae loss ko minimize kro taky account wash na ho skae
        TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
        Please visit my trading journal from here
        • #5 Collapse

          Re: Aap ko jab loss hota hai to kua aap ka account he blow hota ha?

          g sub sy phalie bat yeh k humain trade ko tab he open karna chaiye jis waqat humera mind bilkul fresh ho or tab he humain chaiye k trade ko open kariye or agr trade main loss hota jaa raha ho humain chaiye k hum us waqat acha decision laa kar apna account ko close kar laa iss sy humera account wash hona sy bach jata ha huamin chaiye k hum trade main zada loss hota k soorat main small lot he use kariye
          • #6 Collapse

            Re: Aap ko jab loss hota hai to kua aap ka account he blow hota ha?

            forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain loss ky bad hamara account be blow ho jata hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Aap ko jab loss hota hai to kua aap ka account he blow hota ha?

              forex aik online business hain ham is main trading karty hain hamy is main hard work or mehant sy kam karna chahey pher hi ham is main successful ho sakty hain is main kam karty howy jab ham sy koi be galti ho jaye to hamy loss ho jata hain or hamara account be blow ho jata hain is main hamara koi be boss nahi hota
              • #8 Collapse

                Re: Aap ko jab loss hota hai to kua aap ka account he blow hota ha?

                forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international or kabe be band na hony wala business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Aap ko jab loss hota hai to kua aap ka account he blow hota ha?

                  g haan bhai jaan ap ki bat 100 % sahi hai as main ham ko chahiy hai kee ham as main kabhi bhi greedy man na bane q k agar ham as main greedy man bane gee tu ham as main kabhi bhi kamyab nahi ho sake gey as liy ham ko chahiy hai kee ham as main greed na kare as main ham ko chahiy hai kee ham as main ache se bhi kam kare aor ham ko as main ache hai kee ham agar as main kamyabi chahjte hai tu ham ko as main greed se bachna ho gaa tu hi ham as main kamyab ho sake gey aor agar ham as main greed karte hain tu ham kabhi bhi as main kamyab nahi ho sake gey kamyab hasil karna hai tu greed ko chorna ho gaa
                  • #10 Collapse

                    Re: Aap ko jab loss hota hai to kua aap ka account he blow hota ha?

                    Bay shuk ap ko apni trade ko time dayna chahiye kun kay jald bazi say sirf noksan he hota hy ap kochahiye kay apni trade main stop loss zaroor use karna chahiye kun kay agr hum stop loss use nahi kartay to pir humara account bhi wash ho sakta hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Aap ko jab loss hota hai to kua aap ka account he blow hota ha?

                      forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain yai job less mans ky liye bohat ache job hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik legal business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Aap ko jab loss hota hai to kua aap ka account he blow hota ha?

                        ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hame loss ho raha Hota Hai To Hamara account blue Nahin Hota Hamara account red ho jata hai aur Hamein Jab profit hone Lagta Hai To Hamara account blue Hota Hai agar Hamara account blue hota hai aur Hame accha profit ho jata hai tu hone chahiye kya Humne Apna trade close kar dena chahi thanks

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X