indicators ko bhi ziada aehmiat nai dani chaye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators ko bhi ziada aehmiat nai dani chaye.
    dear maira yahan apko yeh mashwara hay k hamain indicators ko bhi itna ziada aehmiat nai daini chaye q k ham aisa karnay say thoray mohtaaj say ban kr reh jatay hain hamain hamaisha apna experience he use krna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicators ko bhi ziada aehmiat nai dani chaye.

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me indicators sy hamen trade lagany me asani ho jati hai jis trah sy ham candle stick use karty han han thek isi traha sy he indicators sy bhi bhot help milti hai lehaza hamen indicators ka sth nhe chorna chahye
    • #3 Collapse

      Re: indicators ko bhi ziada aehmiat nai dani chaye.

      New Zealand ki movement ki money management ke sabse movement Hoti Hai Hum logo ko chahiye kiye movement jaby Ho market ki movement Agar jyada ho rahi hai To Hum Log Yaha par uske sath investment kar sakte hain Hum Log information ke sath calculator vyapakam investment Kare marketwatch current market ki movement jyada ho ki khabar chahiye ki Aapa investment aap investment ko kabhi bhi kamjor Na Samjhe Ye apko sport provide karti hai
      • #4 Collapse

        Re: indicators ko bhi ziada aehmiat nai dani chaye.

        Dear ye bat ghalat hay indicators jo key technical points ka bataty hey ye trading key ley informative ho sakty hey agar fundamental aur technical points ko combine kar key market ki analyzing key ley use key jaye to mery khayal me ye new traders key bahot hi acha ho sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: indicators ko bhi ziada aehmiat nai dani chaye.

          Dear apki bat thk hai lakin indicator hamen blend trading se bachate hain matlb apko trading karne k lye aur apni ek stratgies pe work karne k lye indicator ki help leni he parti hai bina indicator k ap kabhi bhi achi trading nahi kar sakte hain khas tor pe jo short trading karte hain wo lakin agar apne long term trading karni hai to inidactor ki help nai leni parti
          • #6 Collapse

            Re: indicators ko bhi ziada aehmiat nai dani chaye.

            App ki baat bilkul sahi hy humain ziada se ziada apni learning ko focus kerna chahiye indicators bhi trading main humaray lie bht beneficial hotay hain lekin in per bhi bht ziada aitmad nai kerna chahiye bas ziada se ziada learning or experience ko hi focus krain
            • #7 Collapse

              Re: indicators ko bhi ziada aehmiat nai dani chaye.

              G bilkul ap ki bat theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k humain indicatores par kabhi bhi zada trust nai karna chaiay kiu k ye humain kabhi bhi right trade nai btate aur hum is tarha khud se koi trade nai kar sakte behtar yehi hay k ap khud market k trend jane k bare main mehnat kare aur in indicators par zada trust nai karain
              • #8 Collapse

                Re: indicators ko bhi ziada aehmiat nai dani chaye.

                agar hum indicators theak say use karty huway trading karen gay to he acha earn kar sakty hay kyun keh market main indicators ki theak say setting karna bohat zaroori hota hay agar hum sahi say esmain time dain gay to he acha profit bna sakty hay es business main dil lga kar time dainay aur mehnat karnay main he faida hota hay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: indicators ko bhi ziada aehmiat nai dani chaye.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                  dear maira yahan apko yeh mashwara hay k hamain indicators ko bhi itna ziada aehmiat nai daini chaye q k ham aisa karnay say thoray mohtaaj say ban kr reh jatay hain hamain hamaisha apna experience he use krna chaye.
                  Forex trading market mein bahut se indicators hai aur traders ki mistake Hoti Hai Jab Woh indicator score hundred percent right Samajh Kar unhi ko dekh kar trading karte hain aur FIR unko loss ho jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: indicators ko bhi ziada aehmiat nai dani chaye.

                    Dear me is post se ittefaq nai kron ga q k indicators ko samjhay bagair invest krna kud kushi ha indicators ap ko nuqsan se bohot had tak mehfoz rakhtay han aur munafa bhe dilwatay han trens aur indicators se madad k bagair forex trading mushkil ho jati ha
                    • #11 Collapse

                      Re: indicators ko bhi ziada aehmiat nai dani chaye.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                      dear maira yahan apko yeh mashwara hay k hamain indicators ko bhi itna ziada aehmiat nai daini chaye q k ham aisa karnay say thoray mohtaaj say ban kr reh jatay hain hamain hamaisha apna experience he use krna chaye.
                      Bahut Sare traders samajhte Hain ke a indicators 100% right Hote Hain Jab Kaisa nahi hota indicator Jo sirf market ke trend ka gas Dete Hain aur woh bhi wrong ho sakte hain
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: indicators ko bhi ziada aehmiat nai dani chaye.

                        Dear apki post se main kisi hed tek itifaq kerta hon. Indicators per sera ser to bherosa nhen kerna chaey per inko nazer andaz bhi nhen kerna chaey. Hum indicators ki madad se trading main signal ley sekty hain. Jb indicators ki theory ko samjha jaey to.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X