New traders sirf currencies pairs par trading karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders sirf currencies pairs par trading karain
    Dear friends, new trader k pas zayada knowledge aur experience nai hota elseay new traders ko chaheay kah woh sirf aur sirf currencies pair par trading karain q kah currencies pairs ki movement slow hoti hay aur un ko samjhna thora sa asan hota hay, but agar woh gold ya crude oil par trading karain gay to un ko loss ho jaay ga aur account wash ho jaay ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New traders sirf currencies pairs par trading karain

    G han bhai ap sahe keh rhy hen me apki bat sy etifak karta hon new trader k pas knowledge aur experience bilkul nai hota es lye unhe sirf currency pairs par treading karni chahye kui k en me risk boht km hota hai aur enki moment boht slow hoti hai new trader ko kbhi bhi gold ya oil pe treading nai karni chahye kui k ye boht risky pair hen aur enki moment boht tez hot hai ye apko bara los dy sakty hen es lye en sy bachna chahye.
    • #3 Collapse

      Re: New traders sirf currencies pairs par trading karain

      New traders ko chiaye ky wo currncies prr trade kia kren kio ky currencies bht sloww move krtii hain aurr bht ee kam pips cover krtii hain islie new traders ko loss hny ky chances kam hty hain aur wo zyada loss mn nai jaty aurr istrh shru shru mm currency pairs prr experience bhi ho jata hy.
      First LEARN Then You Can Remove The "L"
      • #4 Collapse

        Re: New traders sirf currencies pairs par trading karain

        G han dost ap ny bilkul thk kaha hai k forex trading my jb new mamber aty hain to un ko chaiy k wo khoshis kary k curinces par trading kry aur acha experience aur knowledge hasil kary taky unhy forex trading k bary main pta chaly aur wo sekh sakhy aur agar un k sath seniors dost hai to gold aur oil par b apny seniors dost k mashwary sy tarding kr K acha experience aur knowledge hasil karny k sath parofit b hasil kr skhta hai
        • #5 Collapse

          Re: New traders sirf currencies pairs par trading karain

          G han dear me apki bat sy itfaq karta hon dear mery khyal me apki bat bilkul thek hai forex trading business me jis kay pas experience hoga just wo he aesy risky pear pe trading kary jo new trader han un ko aesy pear pe trading karni chahye jis me risk bhot kam ho ta kah account wash ya zeyada loss sy un ki mahnat waste na ho
          • #6 Collapse

            Re: New traders sirf currencies pairs par trading karain

            Yes brother new traders k pas knowledge aur experience kam hota hai woh gold mein ya crude oil mein trade open krty hein tu unka account bonus bhi small hota hai aur kuch dair mein account wash ho jata hai agr woh currency pairs mein trade krein tu yeh risky nai hota aur profit bhi acha hota hai aur experience increase hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: New traders sirf currencies pairs par trading karain

              New new jo trader hoty hy un ko yahi chiya hota hybk who apni trading my bhot zeada mhnat ki kry sahi trha sy kamayb howa kry our bhot zeada hardwork kia kry taky un ko bhot zeada faida ho our taine lgta hy smjhny my isnbuisness ko tb tak un akao chiya k who bry paire pr jin pr kam krna mushkil hota hy us pr na kam kia kry choty oaire or jam kia kry
              • #8 Collapse

                Re: New traders sirf currencies pairs par trading karain

                New traders ko ye bat samajh honi chahiye kay bohat he zyada risk hota hay barray pairs yani Gold Oil wagaira mei currencies kuch behtar hoti hain beginners kay liye inn mei risk kam hota hay so experience bhi kam hota hay beginners ka so unhay hamesha currencies pe he focus kar lena chahiye currencies pe trading practice bhi achi hojay gi aur trading mei faida bhi hoga.
                :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                PLEASE VISIT HERE
                • #9 Collapse

                  Re: New traders sirf currencies pairs par trading karain

                  Forex trading business mein jo gold aur oil hy wo buht ziada risky pair han kiok un ki movement buht ziada aur fast hoti hy aur new trader in pair par trading karain gay tu loss ho sakta hy kiok new trader ko knewledge aur experience kam hota hy is liye new trader ko un currency pair par trading karni cahaiye jn ki movement kam hoti hy kam movement k currency pair par trading kar k profit earn kar saktay han
                  • #10 Collapse

                    Re: New traders sirf currencies pairs par trading karain

                    Ji bilkul new traders k pass jaisa k knowledge or experience kam hota hy is lie new traders ko slow moving pairs mean crruncies main hi kaam kerna chahiye kiun k crruncies ki move bht slow hoti hy or isi tarhan is main risk bhi kam hota hy is main lot size ager equity k mutabiq ho to loss k chance bhi kam.hota hy or ye bht easy pairs hotay hain is lie new traders ko crruncies pair per hi kaam kerna chahiye takay wo safe trading ker sakain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: New traders sirf currencies pairs par trading karain

                      G bilkul ap ki bat theek hay aur main ap ki vat se agree karti hun k jo.bhi.new traders is business main aate hain tou un k pass experience kam.hota hay jis wajha se unhe metals wafera par trading bilkul bhi nai karni chaiay aur unhe chaiay k wo c currency pairs par trade karain kiu k un par trade karna easy hay aut hum acha profit bhi gain kar sakte hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X