Forex market ki tezz movement mein trade nahin lagti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market ki tezz movement mein trade nahin lagti
    Forex mein trade laganay kay lye jub hum forex mein tezz movement mein trade open kertay hain tou uss kay lye humari trade open nahin hoti jis ki wajah yeh hai kay forex mein market ki values bahut tezzi sae change ho rahi hoti hain jis ki wajah sae system unn reading ko parh nahin pata
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market ki tezz movement mein trade nahin lagti

    Jee bilkul jb market fast move krti hai tu teizi k sath price ups and down hoti hein aisi conditions mein hum jaisy hi koi order place krty hein tu hamari trade open nahi hoti balkeh system reject kr deta hai kionkeh system us waqt price ko manage krny mein busy hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Forex market ki tezz movement mein trade nahin lagti

      G han brother ap thek kah rahay hain agar market ki price tezi say change ho rahi ho to order open nai hota but meray sath aisa kabi nai hwa q kah jab market ki movement fast hoti hay to main trading nai karta aur jab market ki movement stable ho jati hay to es k bad market ko achi tarah analyse kar k trading karta hon.
      • #4 Collapse

        Re: Forex market ki tezz movement mein trade nahin lagti

        Gee haan forex market mein jab kisi pair mein market tezz move ker rahi ho tou uss mein na tou koi order execute hota hai aur na hi hum koi trade close ker saktay hain kyun kay market ki movement tezz hoti hai aur server humari kisi command ko itni tezzi sae read nahin ker sakta
        • #5 Collapse

          Re: Forex market ki tezz movement mein trade nahin lagti

          Gee brother aap nai droost kaha ky jab taak market main tezzi hoti hay iss waqat trade lagi bhi nai ja sakyi oor jab close kerni hoti hay too bhi mushkil ho jati hay kun ky server command read nai krrta hay.
          • #6 Collapse

            Re: Forex market ki tezz movement mein trade nahin lagti

            Dear frend ye bat bilkul theek hai k forex ki taiz movement mai tread nai lgti hai or jab market ki movement taiz ho to hmy tread open b nai karni chaue kun k marmet jitni taizi sy move karti hai os k kuch pata nai chalta k kab market wapis apni positions mai wapis aa jaye kun k jab aisa hota hai to hmari lgai hoi tread aksar galt ho jati hai es loye hmay wapis market ko normal hone tak ka wait karna chaye.os k bad he koi tread open karni chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Forex market ki tezz movement mein trade nahin lagti

              Forex market ki tezz movement main trade nahi lagti us main kuch problem trader ki traf say aur kuch problem broker ki taraf say hotay hain. que kay ager trader ka lagnay ka process late ho ga to trade kabi bhi fast move main nahi lagti aur ager trader kay pas jo internet speed hay wo slow ho to bhi is traha kay problem a jatay hain.
              • #8 Collapse

                Re: Forex market ki tezz movement mein trade nahin lagti

                Forex market ki tez movement mani trade nahi lagti. is ki kafi pareshnai hoti hay new trader ko. que kay jab bhi order lagta hay to market kay fast honay ki waja asy wo price change ho jati hay jis price say order trader kay han say send hota hay. is liye jab broker kay pas wo order ponchta hay to us main price main change ki waja say wo order cancel ho jata hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market ki tezz movement mein trade nahin lagti

                  Froex market ki move jab tez ho rahi hoti hay to us main trader ki lakh koshish kay bawajood trading nahi lagti. is ki wajah yeah ho sakti hay kay broker fast move main orders ko handle nahi ker pata. aur us kay trading setup zayada efficient nahi hota. dosra yeah ho sakt hay kay trader kay end per net slow honay ka bhi problem hota hay. jis say fast market main order nahi lagta.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market ki tezz movement mein trade nahin lagti

                    Ya koi method nahi k taz movement mai trade nahi krtey.Forex market mai trade krney ka method ya hai k hum es market mai anlysis krey aur es market ka trend maloom krey. Tou hum es market mai trade kr sakty ho. Es tarah sey hum taz market ho ya slow hum market mai regular trade kr sakty hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market ki tezz movement mein trade nahin lagti

                      G Dear jab market main koi news ajae ya koi data ajai to market confuse ho jati hai kabhi bahut up chali jati hai aur kabi bahut down to aesi condition main trade nahi lagti qk market ko move bahut tez hoti hai aur hamen aesi sorat hal main trade lagani bhi nahi chahiye qk loss ho jata hai aese
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market ki tezz movement mein trade nahin lagti

                        jab market bohat tazz ho to hamy is mai kam nahi karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik online or kabe be katem ba hony wala business hain is mai apne marze sy time table bana kar trading kar sakty hain forex aik world wide business hain online ke dunya mai forex aik best business hain hamy market ka achy sy tajzia ly kar is mai kam karna chahey
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex market ki tezz movement mein trade nahin lagti

                          jab market tazz hote hain to hamy is mai trade nahi lagane chahey q ky hamy loss be ho sakta hain forex aik online business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai hamara koi boss nahi hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X