Forex trading kachuay aur khargosh ki race ki hai ky slow and steady hi win kerta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading kachuay aur khargosh ki race ki hai ky slow and steady hi win kerta hai
    Forex trading bilkul aesi hi hai ky agar ham bahot jald forex trading sy bahot zyada earning hasil kerna chahty hain tou aesa possible nehi hota lekin agar ham slowly slowly forex market main trading kerty rehain tou hamara experience itna increase ho jata hai ky ham easily achi earning ker sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading kachuay aur khargosh ki race ki hai ky slow and steady hi win kerta

    yes dear jo forex main yeh chahta hay k usay bahut jalsi say sab kuch hasil ho jaye usay aisa kuch bhi nai milta hay aur jo yeh chaye k thora thora kr k earn karay usay dono sides say knowledge aur earning milti rehti hay is liye hamin bhi yahi chaye k ham kachway aur khargosh wala kaam apna kar slow and wteady say forex markeet main kamyabi hasil karni chaye jis ka result sab say acha hay aur dair pa hay.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading kachuay aur khargosh ki race ki hai ky slow and steady hi win kerta

      G good ap ne bohat ache mesalde ha ha belkul pak forex esa he ak business ha jis ma slow and steady se kam lena parta ha jo jald baze dhekae ga wo lose ma he jae ga is leau treading karte wakt ache tara analysis kar lena caheay k market is wakt kis rokh par ha or phir ahesta ahesta treading karein ta k ap k lose k chance kam or profiit k zayada hun
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading kachuay aur khargosh ki race ki hai ky slow and steady hi win kerta

        G han slow and steady hi forex main bhi win kerty hain ky agar ap forex market main trade ker ky raton rat ameer admi banana chahty hain tou forex trading main yeh possible nehi hai yahan per wohi log kamyab hoty hain jo thora thora profit hasil kerty rehty hain aur jab experience bahot zyada increase ho jata hai tou earning bhi achi hony lagti hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading kachuay aur khargosh ki race ki hai ky slow and steady hi win kerta

          G han bhai ap sahe keh rhy hen forex treading ko slow slow karna chahye agar ap esy speed sy karen gy ty ye tez gari ki tra control sy bahr ho jaye gi aur apka nuksan kry gi treading me wohi log kamyab hoty hen jo km profit ko kbol karty hen aur hamesha hi thora profit ly kar side pe ho jaty hen jo lalach karty hen unhe los ka maza chakhna parta hai es lye kamyab trader wo hai jo risk sy bach kar treading kary aur km profit pe agree ho.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading kachuay aur khargosh ki race ki hai ky slow and steady hi win kerta

            G bilkul bro ap thek bol rahye hain main trading 1 dam itni earning nhi kar sagtye humain small lot sy trade ko start karna chaiye jab be trade kariye toh humain market k level ko dak kar or small lot sy start kariye or 1 dam trading kar k zada earning nhi kar sagty humain slowly slowly he iss k knowledge or experience hota ha tab he hum acha bouns gain kar patye hain humain kabi be trade karta waqat confuse nhi hon chaiye
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading kachuay aur khargosh ki race ki hai ky slow and steady hi win kerta

              G bilkul.aesa hi hay aur main ap ki bat se agree karti hun k forex market main agar hum.long time tak survive karna chate hainnaur acha profit hasil karm xhate haim tou us k liay humain kisi kisam.ki jald bazi nai karni chaiay balke soch aamjh kar har step uthana chaiay take acha profit bhi hasil karte rahe aur humara experience bhi barhata rahe kiu k jald bazi main aa kar hum apna loss karte hay aur kabhi bhi kamiab nai ho pate
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading kachuay aur khargosh ki race ki hai ky slow and steady hi win kerta

                G han brother ap nay achi bat ki hay, forex trading main jo trader rato rat kamyab honay ki koshish karta hay aur kam wakt main zayada profit earn karnay ki koshish karta hay woh kabi kamyab nai hota aur usay loss hota hay but jo trader kamyab honay main kuch wakt lagata hay woh acha profit earn karta hay.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading kachuay aur khargosh ki race ki hai ky slow and steady hi win kerta

                  Ji forex trading main kamyaab wohi hota hy jo slowly slowly laga rahay or constant mehnat kerta rahay is lie is ko kachuay or khargosh ki race se mashabah kerta hy is lie app ager is mehnat or lagan se kaam kertay rahain to aik din app is main zaroor kamyaab hon gay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X