what is money managment in forex?
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    money managment ka matlab hai k app apna balance dekh kar trading karien aur risk na lien aur greed ko folow na krien for example agar appka balance 100 dollars hai toh app sirf 0.01 mein hi trade lagayien is se ziyada nahi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      Money management ka matlab yeh hai forex mein k aap apne balance ko dekte hue and capital ko dekhte hue trading karen and aap yeh decide karen k kis trade per kitni investment karni hai is hi procedure ko money management kehte hain.
      • #498 Collapse

        g ha bi ji hum ko is parkam dillklga katr kam kar achey par hum log is par kam yab ho sakty hy hum ko is par dill lga kar kam kar na chey .......
        • #499 Collapse

          Iss ka mtlb hai k ap k account main jitna bhi balance hai uss k mutabik he ap ny tradng krni hotii hai . forex sb sy best hai aur yeh ek real business hai sb sy .
          • #500 Collapse

            gee bhai is business me app log ko planing hi app log ko kamyab kertehe. is ther money mamgement hi se kaam kert ge too app log is business bhot zyada earn kerte he. money ager market met rate bhot juldi change hote he. too app log stop loss ko imtam ker ke aik achi profit earn ker saktye he.
            • #501 Collapse

              mare dost yer mare khyal me money managment wo ha ky ap apani trading ko open karo apany capital ky hisab se mare dost ye hi ha money managment mare dost in forex trading business market is ko learn karo.
              • #502 Collapse

                dear friend i m new user in forex so i dnt knw that what is maney managment i forex .................................................. .............................................????? ?????????
                اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                hm kasa money managment kr sakta han forex pa trading k lea koi plan share krain
                • #503 Collapse

                  Money management is a way Forex traders control their money flow: literally IN or OUT of own pockets... Yes, it's simply the knowledge and skills on managing own Forex account.
                  • #504 Collapse

                    bhai ap pehle tu demo per kam kren wuhan ap ppori trh expert ho jaen bad men pheer ap real per kam kren tak apko real me koi loss na ho usk bad ap month ki plan banaen earning ki ziyada se ziyada ap apne balance ka khiyal kren
                    • #505 Collapse

                      jiss trader ko money mamgenment nhi ati ha wo trading main humesha fail hi rahay ga money mangement ka bus best way yahi ha k aap apna loss kum say km rakhain aur apni lots size ko apnay equity ko dekhtay huway lagyaain manage money during forex trading. My dear brother money managemnt is too much important in forex trading fisrt of all you should manage your trades , and then you should manage your profit then you are able to with draw the profitable amount, the money managemnt is easy if you take is easy. .....
                       
                      • #506 Collapse

                        forex pe currency pair ko khas tor pe watch karte rehna chahiye aur un ki movement pe nazer rakhni chahiye k ye pair kitna uper gya ye kitna niche aya is se 1 idea ho jata hai aur pher trade lagane main ziada mushkil nahi hoti.
                        • #507 Collapse

                          with out proepr money management ap iss business main kamyb nahi ho sakte agar ap ka pass acha trading plan hi orr ap iss main achi money management kerte ho to koi waje nahi hi ke ap acha profit earn na ker sakoo iss main hi ap ki kamybi hi
                           
                          • #508 Collapse

                            forex me money management yehi hoti hai k k esay aap kam ko kar sakty ahian aru kesay aap ki earning barh sakti hai is lye in cheezon ko zror dekhna chahye aru ye acha tareeka hai.
                            • #509 Collapse

                              well buddy forex trading main money managementaik bht hi zaroori cheez hai aap k9om forex main aqpna apny capital ko mind main rakh k hi tardes ko open karna chahiye ta k agr aap ki koi trade minus main rhi hai to aap ko us ki waja se bare loss ka samna na karna pare
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                hisaa ha aur jiss trader ko money mamgenment nhi ati ha wo trading main humesha fail hi rahay ga money mangement ka bus best way yahi ha k aap apna loss kum say km rakhain aur apni lots size ko apnay equity ko dekhtay huway lagyaain achey par hum log is par kam yab ho sakty hy hum ko is par dill lga kar kam kar na chey k itna hi work karna hae aur is se ziada nahi karna aur phir apne us target per hi pakkay raho aur lalach kar k us se ziada work na karo. isi tarha money management ho sakti hae. ..................
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X