Equity ko hamesha maintain rakhna chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Equity ko hamesha maintain rakhna chahiay
    Loss beshak bahot zyada chal raha ho koi farq nehi perta agar apki equity maintained rehy tou jab bhi ham beshak loss main bhi trade close ker lain agar equity maintain hai tou hamary pas ho sakta hai trade close kerny ky bahd withdrawable bhi kuch amount jo
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Equity ko hamesha maintain rakhna chahiay

    Ji app ne bht achi suggestion di hy humain apni equity ko mantain rakhain kiun k ager app ko loss bhi ho jaye to app ka account mantain ho to app ko farq nai parta is lie acha option yehi hy k app apni equity ko mantain rakhain yehi aik achay trader ki sab se bri khoobhi hy
    • #3 Collapse

      Re: Equity ko hamesha maintain rakhna chahiay

      Jee han humay agar loss b ho raha hun log time rread ho ya koib jab b humay loss ho raha ho tu humay apni equity ko maintain rakhna chyia ku kay jab humara account ki equity maintain ho gi tu humay loss kay bad b account mein kuch withdraw ho ga but jab humay tread kay sath he loss hona jag jay tu humay kuch time wait karna chyia or ho sakta hay humay profit ho jay.
      • #4 Collapse

        Re: Equity ko hamesha maintain rakhna chahiay

        open method ke sath is ka kam ho working kar sakte hai hame chahiye Hame chahiye Moscow trading Mein Hame chahiye Hume hardworking ke sath coconut ke saath kaam karna chahiye
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Equity ko hamesha maintain rakhna chahiay

          Equity hamari woh amount hoti hey jo hamary profit aor loss ko shamil kerny key bad nikalti hey. Ager equity hamary deposit se ziada hey to hum running trade close ker key profit nikalwa sekty hain. Trading aisi managment key sath kerni chaey keh equity deposit se ziada hi rhy.

          اب آن لائن

          Working...
          X