Do you fear forex ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    I think fear of loss is good to some extent but you should not allow this fear to over come your skills because if you are trading carefully because of this loss then it is good but if this fear is influencing your trade and giving you loss then you need to controll the fear to prevent yourself from loss.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      hamain forex se fear nahi kerna chahye fear ker k hi hamain is market men loss khana perta hai is ley hamain achi practice ker k pory confidence se hi trading kerni chahye jis se ham kamyab ho jaty hain or profit kama lety hain apni trading se .
         
      • #348 Collapse

        no dear main forex say nhi darta but start may thora bohat dar lagta tha kio us waqt mary pass ziada knowledge or experience nhi tha is liay but wqat guzrnay kay sath sath ye khatm ho gaya ha or dartay wo log hain jin kay pass experience or knowledge ki kami hoti hay.
           
        • #349 Collapse

          forex traidng main app logo ko ek choty mistake si app logo ko is main bohat h loss ho saktha hain . or app logo ko chayee k app log demo account par practice kar is main jinti mistake hoty hain app kar sakty ho . jiss si app logo ko forex trading main ek acha expereince or knowledge hasil ho jaye gha .or agar app chaty ho k app ek achi trader banao tu app logo ko reall trading main mistake si bachna hogha
             
          • #350 Collapse

            jab market hamain achi tarah se wazeh na ho to amain is men trading kerty time buhat fear hota hai loss ka or many tiome loss ho bhi jata hai is ley pahly market ko achi tarah se chek ker lena chahye or phir tradibng kerni chahye jis se loss nahi hota hai.
               
            • #351 Collapse

              No dear forex trading se muje koi bhi fear nahin hay kyu kay forex trading aik profitable business hay jo humain asani se unlimited profit earn karne ka pora chance deta hay aur hum es ko learn kar kay asani se prfoti earn kar sakte hain.
                 
              • #352 Collapse

                Forex is a risky business and I never fear forex. I try to learn the business from heart and work hard. If we fear forex the success will never come to us. we have to work hard for success in forex.
                • #353 Collapse

                  insan jab bore khyal soch ta hai to us main braina paida hona start kar date hai is liya agr ap ka dil maindar hai to ap kabhi ache aur profitable trader nhi ban skty ku ka forex ko agr achi trha sekh kar start kia gai to mare khyal se insan ka dil main kabhi dar nhi hota hai ku ka insan ko is chez ka bare main knowledge hota hai ka is main kisa kam krna hota hai is liya working se phla learning lazmi hai
                  • #354 Collapse

                    forex trading main khoff ki waje se log apna loss kerwa lete hain agar ap ko forex trading main kam kerna hi to ap ko cheye ke ap apne greed fear and emotion ko control ker ke trade kero gye to kamyab ho ge
                       
                    • #355 Collapse

                      g nahi balke forex woh wahid jaga hai jahan se profit gain karna koi mushkil kam nahi hai aur is men loss ke khadshat tabhi hotey hen jub trade bina analysis ke lagaye jaye ya bina kuch samjhe kar li jaye
                      • #356 Collapse

                        Forex is a place where you can loose your money even you do little mistake. In forex market many people fear that. Do you fear of losing money in forex?
                        • #357 Collapse

                          No dear forex sy fear kaisa apko dil laga kar is mein work karna chahye or jitna ho sakay apko is mein sy knowledge gain karna chahye kyu k ap n professional trade ban,na hota hai is liye apko positive mind k sath trade ki taraf mind rakhna parta hai.
                          • #358 Collapse

                            ji han achaa sawal kiya hai jis ke pass knowledge na ho os toh fear hona chahiye our agar jis ke pass experience ho ya knowledge ho os ko toh bilkul bhi nahi darna chahiye....our forex koyi game nahi hai.
                            • #359 Collapse

                              nai forex say darna nain chaye, main ye samjta hun k jo shaks forex say dar gya wo mar gya, kion k jab ap is man kam krty ap k hath aur dimagh kamp gya to pher ap ny sahi faisla b nai kia, to wrong placement of lot would lead you to loss of money or account.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                Nai dear, Forex Trading say fear kyo hona. Forex Trading to aap ko aik life changing opportunity deti hay Forex trading say fear vo loog hoty hoo gaye jo forex trading ko proper way main nhi karty . mjy to Forex Trading say achi earning mil rhi hay .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X