Trading main skills kaise banaye Jaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main skills kaise banaye Jaye
    trading me best results hasil karne ke liye trading key skills ka hona bahut jaroori hai jab tak hamare paas trading key skills nahi hogi tab tak Hum apni trading ko sahi tarike se nahi chala sakte hain hame profitable trading ke liye trading key skills ka hona bahut jaroori hai jiska maybe hamari maharath nahi hoti hai uska mein Hum failure hi hote hain
    Hume achi skills ke liye bar bar practice karni hoti hai jab Hum apni practice ko jari rakhenge tabhi Hum is business mein kis khel se bana payenge aur tabhi hame is business profit milega
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main skills kaise banaye Jaye

    Zahir hay jab trading ki maharat trading ki achi skills he nahi hongi aap ko kaam karnay mei behad dushwari hogi so hamesha proper way sey kaam karain apni trading ko acha sey acha karain aap hamesha kamyab hogay trading skills sab sey pehle hain agar trading skills nahi hongi aap failure he raho gay esliye hamesha proper trading skills hasl karo.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Re: Trading main skills kaise banaye Jaye

      ​G han bro ap ki bat bilkul thk hy forex trading main skills ka hona bahut zarory hy aur skills bh outclass hon, ager ap chahty hn ke ap ko forex trading se ashy earning ho to phir ap ko apny skills ko improve kerna pady ga skills ko improve kerny ke liy demo account per ziada se ziada time daina aur practice kren aur apny skills ko improve kren
      • #4 Collapse

        Re: Trading main skills kaise banaye Jaye

        Dears members teading main skill bnana perti hai kyunk ye bohat braa forum hsi es main posting ki jaten hain jis air bonas milta hai us say hum trade kerty hai aur ecperince bnaty hain aur whan say skill impeove hoti hai k account ko kesay servive kerty haim air kesay profit lety hsi kyunk trading ko anlyses kerna asam kam nahi hai es main bohat mahnat and time spend kerna perta hai esliya experince k bagair trade na krain aur forum skill and knowlege bhi deta hail agar skil aa geyi to wo acha and most experince trader ban jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Trading main skills kaise banaye Jaye

          G dear aisa hi ha hamaen apni skills ko improve krna chahaye ta k hamari trading behter ho saky skill ko improve krny k lye hamaen market aur apni trades jo hm krty haen un pe dehan daina hoga jo mistakes aur plus points haen un ko judge krna hoga es trha hamari skills sahi improve ho ge
          • #6 Collapse

            Re: Trading main skills kaise banaye Jaye

            Achi trading skills achi maharat ha trading mei must ha ap ky paas kam krny ki achi skills hon agar ap ky pas skills na hon ap kabhi achi trading nahe kar saktey ye ik haqeeat ha islye hamay is bat ka care kerna chaye samjhay importance den apnay tiem ko qeemti baniye aor proper skills ko hasil kar len.
            • #7 Collapse

              Re: Trading main skills kaise banaye Jaye

              Trading skills improve karny ka 1 hi way hay key trading ki achi practice kar le jaye es key elawa aur koi be esa way nahi jes ki waja se trading skills ko increase kia jaye, trading ki zeyda se zeyda aur achi reasonable practice agar ki jaye to traders ka skills key sath confidence be behtar ho sakta hay, otherwise agar demo account ki trading ko fazul samja jaye to ye mumken hi nahi key trader key skills aur confidence pehly se better ho jaye.
              • #8 Collapse

                Re: Trading main skills kaise banaye Jaye

                Forex trading business mein achi skills ka hona bhi zaroori hy achi skills hasil kar k hum achi trading kar saktay han aur skills ko acha karne k liye hum ko demo account par ziada se ziada practice ki zaroorat hoti hy hum demo account par practice kar k apne experience ko aur skills ko acha kar saktay han aur learning aur knewledge se bhi improve kar saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main skills kaise banaye Jaye

                  Forex trading mein skill hasil kiye baghair aap kuch nahi ker saktay.bina skill k aap loss kerte rahen gay kabi profit hasil nahi hoga.
                  aur skill gain krne k liye aap ko zaiyada se zaiyada Demo account pe practice krna pare gi.apni learning aur knowledge ko improve kr hi aap aik success ful forex trader bn sakte hain .aur forex market mein survive ker sakte hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main skills kaise banaye Jaye

                    Trading main skill bananay kay liye trader kay pas knowledge hona chahye aur jitna knowledge ho ga trader us knowledge ko jab demo ya live trading main jitna zyada use kertay ga us ki skill usi lehaz say zayada hoti jaen gi har guzartay time kay sath. is liye traders ko sab say pehlay apna forex trading ka knowledge increase kernay ki zarorat hay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X