Forex aik risky business hai aisa tou aap suntay hi rehtay hain aur beshak yeh aik risky business hai aur iss mein risk lye beghair koi bari kamyabi hasil kerna bhi mushkil hai aur agar iss mein risk lenay sae pahele hum apni trade kay lye apnay account balance ko dekh ker money managemeny ker lain tou humari risky trade bhi kamyab ho sakti hai
`
X
new posts
-
#1 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Forex mein risk aur money management -
InstaForex -
#2 Collapse
Re: Forex mein risk aur money management
Dear friend ap bilkul thek kah rahy hai forex trading wakhy he ek risky business hai forex trading risky business hona ka sath sath money management b hai jis me hum risk lay ka boht acha profit earn kar sakhty hai... -
#3 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Forex mein risk aur money management
Is main koi shaq ni k forex aik bht risky business hy is main risk liye bgair koi bhi earning ni ker sakta is lie risk to laina parta hy lekin app ko risk apne balance k mutabiq hi laina chahiye or behter yehi hy k app risky trade se pehle money managenent ker lain risk or money management ka apasain bht taluq hy -
#4 Collapse
Re: Forex mein risk aur money management
forex mai risk ki involvement bohat ziada hai lakin iss mai ziada tarr hum khud apna account ya trades ko risk pay ley jatey hai, jb hum trading kertay hai to lalich humey majboor kerta hai kay risk ley or laazmi nahi kay hum her baar risk mai kayaab ho jaey. money mangement ka matlab he risk sey bachna hai or agar money management achi hai to risk kam hoga or profit ziada hai -
#5 Collapse
Re: Forex mein risk aur money management
Jee haan dear brother aapne bilkul theek kaha hai agar hum apne risk ko kam se kam karna chahte hain to forex main apni money management ko lazmi adopt karna hoga jab tak hum forex mein money management nahi karenge to loss ka khatra baki rahega aur hamare account wash hote rahenge forex trading main SL ko agar use kiya jaye to yeh sab se ziyada beneficial hai..THKS -
#6 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Forex mein risk aur money management
aup koi be business start karty hyn tub us ma bohat risk bohat hota hai ar ap soach rahay hoty hyn ka pata nai profit ho ga ya loss ya chaly ga ya nai chaly ga soo ap apni management say usay kamyab bana daty hyn bilkul forex trading online business ma ap be issi traha mangement karty hyn -
#7 Collapse
Re: Forex mein risk aur money management
Ye bat theek hay k forex waqai main aik riski business hay aur bina risk liay hum is main kabhi kamaib nai ho sakte lekin humin hamesha is bat ka khas khyal rakhna chaiay k hum jo bui trade karain low risk k sath karain aur money management ka khass khyal rakahin take acho aur save trade kar sake -
#8 Collapse
Re: Forex mein risk aur money management
g bilkul risk business k part haai is liye is se gabrana nahi chahye bal k is k samana karna chahye aur is se seekhna chahye aur hamesha risk se bachny k liye trade se phly money management kar laain aur small lot ko use kaarain taa k agr loss ho b to kam se kam ho aur hum us ko easily manage kar saakain aur apny account ko wash hony se b bacha sakain. -
#9 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Forex mein risk aur money management
Dear sir forex trading business main earning kay liay risk lena zaroori hay. and risk kay liay management karna hoti hay. jo trader money management main expert hain wo loss kam kartay hain, because wo money management say risk ko control kar letay hain. es liay business main success kay liay management karna zaroori hay. -
#10 Collapse
Re: Forex mein risk aur money management
Jee bilkul forex trading mein risky factors hoty hein mery khayal mein acha profit hasil krny k liye risk lena chahiye lekin aik baat ki ahtiyat ho k money management bhi achi ho agr balance acha ho aur risk bhi utna lein jitna balance afford kr saky tu risk leny mein koi muzaiqa nahi. -
#11 Collapse
Re: Forex mein risk aur money management
G han bilkul forex trading ak risky business hai jb tk ap risk nhi ly gay earning nhi ker sakty agr ap k pas money managment achi hai to ap ko chayi k ap risk ly or agr ap risk lay gay tb ap ko profit bhi ho ga or experince bhi ho ga is kam ko krny k lkn risk leny k liye apny blance k kheyal bhi rakhy or tb ap kamyab ho sakty hai -
#12 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Forex mein risk aur money management
Gee haan aap ki baat theek hai forex mein beghair risk kay kaaam kerna fazool hai jab tak hum forex mein risk nahin lain humain acha profit nahin milay ga aur hmain chahyea kay forex mein agar risk lena hai tou uss kay lye bhi planning bahut zaroori hai warna risk sae sirf loss hi ho ga -
#13 Collapse
Re: Forex mein risk aur money management
Forex business mein money managment k bagher ap aik pal bhi agay nahi ja sakte. Ap aik trade bari lot k sath lagate ho aur wohi trade apke khilaf chali jae to account khali. Is lie low lot aur low profit aur stop loss k sath jaya jae na ke rocket banana chahy. -
#14 Collapse
Re: Forex mein risk aur money management
Forex aik risky business zrur hai laikin agr hum trade se pehle apnay account balance ko aik br dekh lain aur risky trade se pehle money management kr lain to humain faida bhe ho skta hai -
InstaForex -
#15 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Forex mein risk aur money management
g mere bhai forex men in dono cheezon ka khas khyal rakhna chaheye risk aur money management ka jo in dono ko samajhny men kamyab ho gya wo acha trader bnny men kamyab ho gya q k bohat sare log forex men in dono ko na samajhny ki waja se bohat sara nuqsan uthaty hain is liye pehle in ko samjhen phir trading krny ki koshish kren.
اب آن لائن
ہم مواصلات کے پلیٹ فارم کے طور پر فاریکس فورم فاریکس پاکستان کے آپ کے انتخاب کی تعریف کرتے ہیں۔
موجودہ وقت 02:00 PM (GMT+5)۔
Working...
X
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим