forex main pehly loss hai bad main profit hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex main pehly loss hai bad main profit hai

    dear member asa bilkul nahi ha k forex main loss ha phly ,kabhi kabhi strt ki trading main bhi profit ho skta ha ,jis trader ko forex ki knowledge ha hori bht wo jo trader market ko smjh smkta ha ups and down janta ho to wo apni trade ko loss main nahi nikaly ga ,koshish yehi kry k profit ho ,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex main pehly loss hai bad main profit hai

      mere bhai aisa lazmi ni hai ho sakta hai k bohat sare log pehle profit gain krty hun aur loss unhen bohat kam hota ho q k forex ek aisa business hai jis men jitna acha knowledge aur experience ho ga loss hoine k chances bi utny he kam hun ge aur profit k utny he ziada is liye loss k bare men sochny ki bjae apni learning aur experience ko better bna kr apny losses ko kam kren aur profit ko maximum kren.
      • #18 Collapse

        Re: forex main pehly loss hai bad main profit hai

        forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahk kar kam karna chahey
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: forex main pehly loss hai bad main profit hai

          yes dear jaaab b koi b new trader le jy tu start main 1st loss hota hain trade main loss chalta rehta hain pher kuch hour baaad humhain profit start hota hain and agar wrong trade lagai ho tu pher loss hit ho jata hain forex main loss say bachne k liye zarori hain k jis pairs main hum jaaab b trade le tu us paris main lazmi nazar rakhain take achi entry point mil e

          اب آن لائن

          Working...
          X