forex main pehly loss hai bad main profit hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main pehly loss hai bad main profit hai
    dear friends forex business main ye ap ko pta hona bohut zrori hai ha k pehly pehly ham ko loss he karna parta hai kyon k kam expereince hony ki wjah say ap ko nuksan hota hai aur nuksan say sekh sekh kar he ap ko expereince milta hai aur ap earning k kabil hoty hain isleay loss hony say ghbraty hain nahi hain hard work krty rehna chaheya ap ko kamyabi mil he jaygee aik din.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main pehly loss hai bad main profit hai

    Dear brother yeh zaroori nhi k her trader ko shuru men hi loss ho jay kabi kabi pahli trade men hi acha profit mil jata hey lekin ziyada tar new traders ko shuru men loss ho jata hey lekin agar woh iss loss se sabak seekh kar aur apni ghalti ko door kar k jiss ki waja se loss huwa hey phir nay jazbay k sath trading karen tu profit hasil kar saktay hen aur issi liay kehtay hen k loss aur profit her business ka hissa hota hey iss liay agar pahlay loss hey tu bahd men profit bhi hota hey
    • #3 Collapse

      Re: forex main pehly loss hai bad main profit hai

      Pyary dost ap sach keh rhy hen trading ek aisa business hai jis me los zaror hota hai lekin agar los bardasht kya jaye aur achi training ki jaye aur knowledge hasil kya jaye tu ap profit hasil kar sakty hen nakam wo log hoty hen jo kam chor dety hen jo los k bawjod mehnat jari rakhy wo ek din kamyab zaror hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: forex main pehly loss hai bad main profit hai

        Bilkul aisa hi hy forex trading aisa business hy jis main starting main sab ko hi loss hota hy or phir jab samajh ati hy to profit hone lag jata hy is lie starting k loss se ni gabhrana chahiye balkay app ko starting k loss se seekh ker agay barhna chahiye takay app ko ainda loss na ho or agay profit hi profit hota jaye
        • #5 Collapse

          Re: forex main pehly loss hai bad main profit hai

          Yes dear ap ny shei bola new members new hei hota ous ko loss karwna parta our jb old ho jata phr loss kyy chance kamm ho jatyy hai our profit kyy Chance zaida ho jatyy hai lykinn jo members phlyy 2 3 month balkyy is syy zaida demo account par time detyy hai oudr syy experience hasl kar kyy real account par trading kartyy hai wo jaldi real account main bi experience hasl kar lyta..
          • #6 Collapse

            Re: forex main pehly loss hai bad main profit hai

            Dear bro forex trading main loss hona routine ki bat hy is main jo loss ko berdasht ni ker sakta wo forex trading main enter hi na ho aj tak forex trading main koi trader aisa ni hy jis ko loss na hova hy specially new trader start main loss lazmi kerty hn lkn kamyab wohi hoty hn jo loss se seekhty hn
            • #7 Collapse

              Re: forex main pehly loss hai bad main profit hai

              Jee han forex trading mein new traders ko starting mein zaror loss hota hai lekin jo traders hosly aur himmat se trading continue rkhty hein unki trading mein slowly slowly improvement ati hai aur woh profit hasil krny lgty hein lekin profit hasil krny mein kuch waqt lgta hai.
              • #8 Collapse

                Re: forex main pehly loss hai bad main profit hai

                ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hame trade kar rahe hain tu Hame Pehle loos ka Khatra hona chahiye aur baad mein profit ka sochna chahiye aur Agar Hame loss ho raha hai tu Hame chahiye ke IMO se study kare thanks
                • #9 Collapse

                  Re: forex main pehly loss hai bad main profit hai

                  Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear bilkul aesy he jab ham sekhty han to loss he karty han or jab hamen thora bhot experience ho jata hai tab ham earning profit me karna start karty han to pahly forex me loss he jota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main pehly loss hai bad main profit hai

                    agr hum new han forex me to hum ko chahye ke apne mind me ye bat dal dain ke as se hum ko phle loss he ho ga phr hum as me earn ka sochan ge agr hum ko loss hota hye to hum ko ye bhe dekhana ho ga ke Q hova hye and as me mere kia mistake thi agr hum apne mistake se sekhte han to hum ko kse bhe teacher ke need nahi hote hye agr hum as me mehant krte han and apne ap ko lalch se bachte han to hum as se acha earn kr sakte han agr hum loss se dar geye to as me kamyabi moskl hye
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main pehly loss hai bad main profit hai

                      Han g yah to hota hai k jab b ham koi business start karty hai to phaly ham ko loss hota hai or bad main jiasy jasiy ham us main grip karty jaty hai to tab ja kar ham ko profit hota hai or same condition forex k sath hai k start main ham ko loss ho sakt hai . is lai lazmi hai k ham start main demo per kam karian taky ham is loss se bach sakain or bad main jaiy hamain lagy k ham forex per grip kar chuky hai or ab ham kuch bahter perform kar lain gy to tab ham kko real main trading start karni ho gy. taky ham loss se bach sakain or kuch profit hasil kar saskain .
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main pehly loss hai bad main profit hai

                        g bhai asa he hai ap shai kah rahy hain forex business main ju jab ham new new join hoty hain tu hmain kuch pata nahi hota k kam kesy karna hai jesy jesy ham loss krty hain hmain eess ki smajh ati jati hai aur expereince milta rehta hai ager ham lgy rehty hain tu ham aik din bohut he achy trader ban jaty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main pehly loss hai bad main profit hai

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
                          dear friends forex business main ye ap ko pta hona bohut zrori hai ha k pehly pehly ham ko loss he karna parta hai kyon k kam expereince hony ki wjah say ap ko nuksan hota hai aur nuksan say sekh sekh kar he ap ko expereince milta hai aur ap earning k kabil hoty hain isleay loss hony say ghbraty hain nahi hain hard work krty rehna chaheya ap ko kamyabi mil he jaygee aik din.
                          Forex trading League difficult business for maximum traders co Forex trading Mein start Mela se hota hai lekin traders co mind nahi karna chahiye apni mistakes sailana karna chahiye aur achi trading ki try Karni chahiye
                          • #14 Collapse

                            Re: forex main pehly loss hai bad main profit hai

                            forex trading ko agr ap start ma trade lany say phaly fourm pa kam kar lian us ki waja say aup kay knowledge ma bohat zayada ifza hoo jata hai ar is ko use karnay say aup ko loss ka chances bohat had tak kam hoo jaty hyn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main pehly loss hai bad main profit hai

                              pehlay loss phir profit ya pehlay profit phir loss ye koi formula nahi hai trading mai, jis waqt hum trading ker rahey hotay hai uss waqt ki market ka turn or mood he trading mai profit loss ka sabab banta hai agar hum theek tarah sey market ka trend dekhay baghair trading karengay to phir yaqeenan loss he hoga or agar trend theek dekh kay trade lagaen gay to profit hoga iss liye formula nahi hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X