New traders ko shru mein lot size kam rakhna chahye ya ziyda

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders ko shru mein lot size kam rakhna chahye ya ziyda
    dear friends umeed karta hum ky ap sub kharyat sy hon gy doston aj ma ap sub ko btana chahta hun ky jo members insta forex par new hein unhein chahye ky wo trade krty huy shru mein lot size ko kam rakhein qky shru mein new memebers ko trade ki itni samjh nai hoti esi liye agr koi loss ho bi jata hai to unhein ziyda loss nai hoga lot size kam hony ki waja sy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New traders ko shru mein lot size kam rakhna chahye ya ziyda

    G han newbignners ko starting ma km lot size rakhna chahiye hai because unhy itna experience nahe hota hai to account BH wash ho sakta hai q k starting ma newbies ko itna bonus nahe milta hai k wo biglots se risk ly saken esi liye wo ply to achi trha demo account ma practice kren phr jb experience ho jaye to real account ma trading start kren small lots k sath or stop loss ka use krty huay ta k secure trading kar saken
    • #3 Collapse

      Re: New traders ko shru mein lot size kam rakhna chahye ya ziyda

      Forex trading main money management aor risk management bahut zarori hey. In donon ki management ka taluq diarect lot size se hey. Start main lot size choti rekhni chaey takeh loss bhi kem ho aor pair key bary main knowledge bhi hasil ho jaey. Lot size us waqt beri use kerni chaey jeb apki capital amount itni ho keh loss bhi ho to account wash na ho.
      • #4 Collapse

        Re: New traders ko shru mein lot size kam rakhna chahye ya ziyda

        ​G han bro ap ki bat bilkul thk hy ke new trader ke pass start main experience and knowledge ki kami hoty hy is liy un ko deposit bh kumkum kerna chay aur lot size bh kum se kum rakhny chay new traders ko hamesha kum risk ke sath trading kerny chay phir timetime ke sath sath un ko lot size increase kerna chay jaisy un ko experience hota hy
        • #5 Collapse

          Re: New traders ko shru mein lot size kam rakhna chahye ya ziyda

          G han forex trading men new traders ko starting men aksar loss ho jata hey kiun k unn k pass trading ka ziyada experience nhi hota jiss ki waja se woh sahee trade nhi laga saktay iss liay tamam new traders ko chahiay k woh starting men small lot size ko use karen ta k kam profit milay lekin ziyada loss nah ho iss jo small profit per hi khud ko agree kartay hen woh bahd men kamyab traders ban jatay hen
          • #6 Collapse

            Re: New traders ko shru mein lot size kam rakhna chahye ya ziyda

            Dear friend forex trading mn new trader k pass trading knowledge aur experience ki kmi hoti ha to aisay trader ko shro mn loss k bhi ziada chance hotay hn to meray khial mn aisay trader ko chayay k lot size km rakhen aur small lot size mn trade kren ta k agr apki trade loss mn chali bhi jay to apka account wash na ho
            • #7 Collapse

              Re: New traders ko shru mein lot size kam rakhna chahye ya ziyda

              Dear friends froex trading main new any waly mambar ko meri advise hai k wo jb shrow my tread par lot lagaty hain to usko apna lot size chota rakhna chaiy q k un experience na hony ki wajah sy agar unhy loss ho b jata hai to unka bounas wash na ho
              • #8 Collapse

                Re: New traders ko shru mein lot size kam rakhna chahye ya ziyda

                اصل پيغام ارسال کردہ از: adeeljaved پيغام ديکھيے
                dear friends umeed karta hum ky ap sub kharyat sy hon gy doston aj ma ap sub ko btana chahta hun ky jo members insta forex par new hein unhein chahye ky wo trade krty huy shru mein lot size ko kam rakhein qky shru mein new memebers ko trade ki itni samjh nai hoti esi liye agr koi loss ho bi jata hai to unhein ziyda loss nai hoga lot size kam hony ki waja sy
                Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aapne bilkul theek Kaha Mere Khayal mein bhi aisa hi hai kya kharab Forex trading co newly join kar rahe hain tu lot size aapka Hamesha Chota hona chahiye Kyunki starting Mein aapka capital b Chota hota hai isliye aapko apna lottery Chota Rakhna chahiye Kyunki agar aap apna lot size Bada kar lenge aur aapke analysis acche nahi honge to aap apna account khaali Kar Gaye
                • #9 Collapse

                  Re: New traders ko shru mein lot size kam rakhna chahye ya ziyda

                  new traders ko shuru me lot size kam rakhna chahiye agar wo lot size zeyada rakhy gy to ap ko loss b zeyada hoga agar ap lot size kam rakhy gy to loss b kam hoga q k agar ap new hai to ap ko loss zeyada hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: New traders ko shru mein lot size kam rakhna chahye ya ziyda

                    new trade ko cheyae kae market ko study kro or lot size kam rkhio taki start m apko experience ho jae or apko agr loss ho jae tu kam loss ho ga is trah ap demotivete ni ho ggae but ager start m apko zyda loss ho jae tu ap kam sae dill utha lo gy6 or us loss ko recpover ni kr skae gae is lyae lot size kam rkho start m or hmesha apnae capital ko dekh kr lot size rkho
                    • #11 Collapse

                      Re: New traders ko shru mein lot size kam rakhna chahye ya ziyda

                      g bilkul theek kah rahy haain new traders asi bahoot se mistakes karty hain wo start main he lack of knowledge ki sath he big lot ko use kar laity hain jis se wo loss main chaly jaaty haain aur apna account wash karwa k beth jaaty haain asa bilkul nahi karna chahye hume start main hamesha small lot ko use karna chahye taa k agr loss b ho jaye to hum us ko easily manage kar sakain.
                      • #12 Collapse

                        Re: New traders ko shru mein lot size kam rakhna chahye ya ziyda

                        New trader ko alot size ni rhkna chiyee thk bola ap ny new trader ko markeet ki smjhh ji hoti loss ho jata forxs main itny itny time syy jo add hai ounho ko loss ho jata neq members phr kis cheez ki mar hai new members ko chiyee markeet par rahy markeet ko dehkyy smjhyy kb markeet kidr move kar rahi hai markeet ko smjhny ki kosishh karyy our agr ap trad karna chahtyy bi hai to small size syy shoro krenn agr loss ho to kamm ho aisyy seekhy smjhyy forxs ko .
                        • #13 Collapse

                          Re: New traders ko shru mein lot size kam rakhna chahye ya ziyda

                          G dear meraye khyal se jo new member hain un ko lot size se he trading shuru hona chaye ea se ye hota haibkay ager ap ko loss ho jata hai tu kam he hota jis se ap sanbhal jataye hain tu best hai
                          • #14 Collapse

                            Re: New traders ko shru mein lot size kam rakhna chahye ya ziyda

                            forex trading ma new trader ko trade satrart karty waqat kam say kam rhakana chaye 0.01 pa rhakyn too is waja say ap bohat zayda seeik jaty hyn too aup ko chaye is ko kam say kam rhakyn taky ap ko loss kam hoo ar experience zayda ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New traders ko shru mein lot size kam rakhna chahye ya ziyda

                              Ji bilkul jo new members hain un ko lot size kam rakhna chahiye kiun k new k pass experience bht kam hota hy or new ka capital bhi kam hota hy is lie lot size kam rakhna chahiye takay app ko ager loss bhi ho to kam ho jis ko baad main asani se recover kia ja sakay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X