Mehnat Kamyabi ki Kunji h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat Kamyabi ki Kunji h
    Boss mien forex aik baat janta hun k as mien agar ham mehnat kerte hien tu as mien ham ye jan sakte hien kamyabi hamare qadam chome gi q k hamari tareqi ka raaz sirf aur sirf forex mien mehnat kerne mien h aur hamain ye kaam zaror kerna ho gaa.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat Kamyabi ki Kunji h

    Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bilkul thek kha hai is me koi bhi shak wali bat nhe hai kah mahnat kamyabi ki kunjhi hai ham forex trading business me jitni mahnat karty han hamen us ka itna he ohal milta hai ab ap kay samny hai jis jis ny bhi posting me mahnat ki hai us ko acha bonus mil gya hai jab kah jis ny mahnat nhe ki us ko bonus bhi acha nhe mela hai
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat Kamyabi ki Kunji h

      ha g yah bat to hai k ham jiss jaga per b kam karty hai to mahnat to ham ko karny party hai or ham jitna mahnat karty hai ham ko utna fiada hota hai or ham yakeeni toor per is bat kko understand karty hai k mahnat kamyabi ki kunjy hai. or jahna tak forex ki bat hai k to forex aik riksy kam hai or ham us main zyda mahnat karny ki zaroorat hoty hai . or is main her bnda kamyab ho skata hai jo mahnat karna janta ho or wo bandy jo forex iak earning machine samjhty hai wo foerx se door he rahy to acha ho ga .
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat Kamyabi ki Kunji h

        Ji bilkul forex trading main mehnat bht zaroori hy ager app mehnat kertay hain or trading ko analys kerne main mehnat se kaam laitay hain to app zaroor kamyaab hon gay or aik din kamyaab trader bnain gay is lie app ko chahiye k app trading main din raat mehnat se kaam.krain
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat Kamyabi ki Kunji h

          G bhai jan ap nay theek kaha hai ager ap koi bhi kaam karty hain jab tak ap mehnat nahi karty to ap ko us cheez kam ka koi faida nahi hai kyun kay mehnat kamiyabi ki kunji hai so ap ko forex main kaafi mehnat karni chiye taan kay ap ko is mehnat ka ajeer achy profit ki sorat main mil jiye
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat Kamyabi ki Kunji h

            ye bat to sach ha k jis ne mehnat ki wo kamyab huwa forex ho ya koi bhi buisness ho mehnat lazmin ha us kam ko seekhna us ko smjhna us ke achy bury result ko kabool krna , loss profit sb k sath kabool krna hota ha ,mehnat hi kamyabi ki tara jany ka rasta ha
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat Kamyabi ki Kunji h

              Dear friends ye bat to bilkul bhut mashoor hai k mahnat kamyabi ki kunji hai g han dosto ap kie b katy ho aur us my apni puri mahnat aur lagao sy karty ho ap namakam koe nahi kar sakhta hai esi Tarah apko chaiy k forex trading main khob mahnat kary aur dil laga kar kam to kanyabi apky qadam chomy gi
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat Kamyabi ki Kunji h

                Dear friend kisi bhi business mn kamyabi k liay mehnat to krni prhti ha forex trading aik bahot achha online business ha agr ap is mn mehnat kren aur forex k baray mn knowledge aur experience gain kr len to ap forex trading mn kamyabi hasil kr k bahot achhi earning hasil kr sktay hn
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat Kamyabi ki Kunji h

                  G haan bhaai jaan aap ne bilkul theek kahan hai mehnaat waqai aik kunji ka name hai hamey chahiye ke ham bhi bohat ziyada say ziyada mehnaat Karen taa ke ham bhi wo kunji hasil Kar paaye Jo dosrun ke papas hai thankx
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat Kamyabi ki Kunji h

                    G bilkul dear ap ki bat ahi hai kay sub kuch hum mhanet se he hasil kartay hain aur ager hum mahnet ni krain gaye tu humain kamyabi ni milaye gaye aur jitni zyada mahnet krain gaye atni zyada kamyabi kay chance hotaye hain kay humain kamyabi milaye gaye es se
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat Kamyabi ki Kunji h

                      dunia ma asi koi b kamayabi ni ha jo insan ko mahnat k bagar milti ha jo insan jis kisi field ma mahnat karta ho wo kamayab zarur hota ha asi koi b kam ya taraky ni ha jo insan ko mahnat kiya bagar mili ho agar mahnat kara ga to os pal zarur mila ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat Kamyabi ki Kunji h

                        Yes sir forex mien aa ker agar hum mehnat kerty hien tu hamain as mien yeh pata hai yeh he key of success hai as lye hamain forex mien aa ker kaam kerna hota hai or a smien as had tak mehnat kerna hota hai k jab tak hamain as mien success hasil na ho jata hai or jab tak hum aik expert ban ker earning na kerty hien.
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat Kamyabi ki Kunji h

                          g haan bhai apne sahi kaha hai as main mihnat kamyabi ki kunji hai ham ko hahiy hai kee ham as main mihnat kare tu hi ham as main aik acha bonus hasil kar sake gee agar ham as main mihnat kare gee u hi ham ko as main acha bonus mile gaa
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat Kamyabi ki Kunji h

                            ji haan sir aapne bilkul theek kare Agar Hum Forex mein mehnat Karenge 2 Hame iski mehnat ka fal Jarur Milega aur Agar hum mehnat nahi karenge to Humne kuch bhi Naseeb nahi hoga to ISI Liye Hame chahiye ke Ishq Mein Hoon Main Naat kare aur bonus Hasil Kare thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat Kamyabi ki Kunji h

                              g haan bhai jaan ap ne thek hi kha hai kee as main mihnat hi kamyabi ki kuji hai as liy ham ko chahiy hai ke ham as main mihnat kare tu hi ham as main kamyab ho sakte hain as main ham ko dil se kam bhi karna chahiy hai aor agar ham as main mihnat kare gee tu hi ham as main kamyab hon gee

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X