luck in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    yahan py luck ki bi bht zarort hoti hai mgr sirf luck ka nae blky mehnat ki bi bht zarori hai ur apny kam ko bht shuaq sy krna chahye taky hm iss kam mn khd ko behtr sy behtr bna lyn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      yes in my personal views luck matters alot in forex trading but you cannot depend upon your luck all the time in forex trading, once in a bloom you may get profit depending upon your luck but you have to work hard to get consistent success
      • #78 Collapse

        forex mein luck bhi kam ata hy aur forex aik lifetime business hay ap is mein feature mein bhi earning krna chata hon isi liye forex ko mein ziyada say ziayda learn karta hon and mein chata hon kay forex mein aik good trader bano takay mein logo ko bhi teach karon forex mein hamay manual trading karni chayie .
        • #79 Collapse

          trading m luck ni chalta sb kuch work pe depend krta hai agr work acha hoga to earning bhi achi hogi agr work acha ni hoga to earn bhi ni krskega
          • #80 Collapse

            sir donia main bahoot sy log hai jo qismat per yaqeen karty hai aour bahoot sy log qismat per yaqeen nai karty karobar main kabi qismat sat bi tyhti hai aour agar qismat khrab ho to karobar main humesha noksan hi noksan hota hai haan sat main knowledge bi zarrori hai
            • #81 Collapse

              dear user forex mai working k sath luck bhi chalti begair luck ap jitni marzi mehnat kr lai ap achi earning nhi kr skty is liy luck k sath hard work bhi krna chahiye.
              • #82 Collapse

                han is mey luck ka bhi aik bohat bara hath hai per sir luck sey kuch nhi hota,luck ke sath sath hardworking ki bhi bohat zarurat parti hai or yeh kaam aisa hai keh is mey 2ono cheezien bohat mainey rakhti hai or is liye sirf luck ko na daikhe
                • #83 Collapse

                  hello dost ap ki bt to bilkul theek hai q k forex main ap ko 3 cheezon ki zrorat hoti hai...wo yeh hain 1. acha luck 2. hard work 3. knowledge jo k forex ki sb sy bari key hai success ki... is liya ap ko forex main jitma ho sky ap ko mehnat krni caheya.........
                  • #84 Collapse

                    luck hona forex mai boht zarori hai kiyon ke har bussiness mai luck boht zarori hoti hai iss tarhan forex mai bhi luck boht zarori hoti hai aghar insan ki luck na ho to wo forex mai kuch nai kar sakta forex mai agar kisi ke luck boht mazbut ho to wo insaan boht jaldi success ho jata hai.
                    • #85 Collapse

                      Forex top class online bussiness hy ye na to koi luck draw jesi chez hy or na hi ye koi lottery hy jo luck ki waja se jiti ja sakti ho, Forex me apka knowledge or ap ki mehnat apki kamyabi ki manzil ty karty hain, Forex kko qismat pe chor kar trading karna siwae loss k or kuch nahi hy
                      A person who never made a mistake never tried anything new.
                      • #86 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdul Hakeem پيغام ديکھيے
                        kia trading ma luck chalti ha ya earning according to work hoti ha?????
                        trading main luck b chalti he sirf work sy aaap profit nhi hasil kr skty han agr aap sirf luck py beathy rho to b earn nhi kr skty so dono hi zroori hain es kaaam k leye
                        • #87 Collapse

                          luck tu forex mein hoti hia aur forex mein aap quick money earn kar saktay hian aur aap forex mein rich bi ban saktay hian is ky liye aap ko forex mein effort karni parti hai aur is liye aap is busienss mein market ko analyze kiya karey pir traes kiya kary yeh acha hai .
                          • #88 Collapse

                            my dear forex ko blind business nahi hai na hi ap is ko gambling se muwazna kr sakte ho forex ek real business hai is liye forex mein wohi success gain kr sakta or lucky trader ban sakta hai jo mehnat krey
                            • #89 Collapse

                              mery khayal mein to luck bhi chalti hy lekin us waqt chalti hy jab ap ny bohat mehnat ki ho kyun k luck bhi bahaduron k sath deti hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Forex trading aik practical marketing field hay. Aur practical field may knowledge, experience aur mahnat ki zaroorat hoti hay. Luck per hamara Eiman hay.Profit and LOss akhir kar by luck hay. Lakin Luck nazar nahin aata, Es liay es per hath par hath rakhna jaiz nahin. Aur allah ka hukam bhi ehi hay k Ensan ko wohi milta hay jis ki woh koshish karta hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X