Forex mein naya din naya target

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein naya din naya target
    Forex mein naya din naya week start hotay huay aik achi umeed kay sath trade kerain aur achi planning kay sath achay margin ka target select kerain sath mein last week ki jo trade ki unn kay points bhi mad e nazar rakhain last week mein mistakes hui hain unn sae bhi sabaq hasil kerain aur try karain kay yeh mistakes na kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein naya din naya target

    G han Forex market ka ye principle (asool) hota hay key wo daily new target ki taraf move karny lagta hay, agar traders market key previous targets (supports and resistance) levels mind me rak kar trading karen gey to ye traders ki ghalati hi hoti hay, market ka daily target last day se 100% different hota hay.
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein naya din naya target

      Har din ka apna tragit hota hy apni hi soch hoti hy jbbham trade lgaty hy to us my hamy sb kuch alag sy dykhna parhta hy har din new movemint hoti hy market my to hamy us my alaga new targit phr rakhna hota hy market my market k sath sath chalna hota hy phr bbit zeada faida hota rehta hy hamy
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein naya din naya target

        Bikul dosth har nay din jab start hotha hay tho har insaan ek new umeed k saath start kartha hay our forex forum par jithnay bee members kaam karthay hay tho wo yahee umeed rakhtay hay ke wo ziada say ziada posts karay our osay acha bonus hasil ho
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein naya din naya target

          Sir agar hum forex mien yeh soh ker kam kery hien k hamain her new din aik new target hasil kerna hai to yeh hamary lye bhut he acha hai agar hum as mien aa ker her new din earning kerna cahty hien tu hamain as mien apna target kam say kam rakhna ho ga or hamain as mien full menat kern ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein naya din naya target

            Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein agar hum daily ka aik target select kerain tou humain uss mein sahih mehnat aur analysis sae trade lagani chahyea aur profit hasil kernay kay baad uss din kay lye trading close ker dain aur next day kay lye aglay din naya target set kerain
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein naya din naya target

              My dear friends new week monday sy start hota hy is lye ap jb b trade lagaen apny pechlay week k points ko zehn mein rakhn k apny kin pairs py profit lya or konsi strategy use ki hy or kin pairs py loss kya hy 7ski kya wajuhat then in tamam chezn ko samjh kr nae din ka aghaz karn or achy andaz k sath trade mein confidence k sath deal daln or apna target earn krny ki koshish krn.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein naya din naya target

                Dear brother ap ne thik kaha hai hame trading me naye din sy naye target bnany chahye kiu hr din trading me trader k lye ehmiyat ka hamil hota hai hr din k sath apka experience b barhta hai es lye hame apny target ko b barhana chahye hr din nai soch aur nai planing k sath trading karni chahye.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein naya din naya target

                  G bilkul ap ki bat theak hai kay ap kay mind mai naye din aik naya target hona chaye aur ap ko us target ko archive bhi karna chaye es se ap ko bhut faida ho ga kiyu kay ap aik nayi aoch kay sath trading krain gaye aur ap ko profit kay chances zyada hun gaye
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein naya din naya target

                    Forex main trading kernay kay sath sath trader kay target bhi change hotay rehtay hain aur new target bantay rehtay hain. jo trader puranay targets aur losses main para rehta hay wo kabi bhi apnay liye new target achieve nahi ker sakta. que kay wo puranay losses kay malal main aur afsoos main naye josh aur jazbay say trading shoro nahi ker pata aur jon ka ton rehta hay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein naya din naya target

                      Jee han Forex market ka ye principle (asool) hota hay key wo daily new target ki taraf move karny lagta hay, agar traders market key previous targets supports and resistance levels mind me rak kar trading karen gey to ye traders ki ghalati hi hoti hay, market ka daily target last day se 100% different hota hay agar hum yeh kertuy hien to as mien fiada ho ga.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X