Kis pair ki movement ko samajhna mushkil hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kis pair ki movement ko samajhna mushkil hai
    Forex .ein kuch aisay pairs hotay hain jin ki movement ki koi samajh nahin aa rahi hoti mere lye jo complicated hai woh gold hai gold ki movement ki mujhay koi samajh nahin ati mein jo expect ker raha hota hoon uss tarah kabhi bhi move nahin kya aap kay lye kaun sa pair complicated hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kis pair ki movement ko samajhna mushkil hai

    G mery liye silver bht mushkil hai mera account balance kam h kafi to me silver ma km lot sizes k according long term trading krta hon but ajkal silver ka mjhy kuch smjh nahe aa raha me ne buy ma trade lgae thi or wo meri trade k against move kr RHA hai kafi Dino se wsy itna mushkil nahe hota hai analysis krna but kbhi kbhi hm sahi se judge nahe kar paty market ko
    • #3 Collapse

      Re: Kis pair ki movement ko samajhna mushkil hai

      Dear Gold market ko samjna beginner traders key ley impossible ho sakta hay, magar professional gold traders ki tarha agar hardworking ki jaye aur gold key har movement element par nazar raki jaye to ye possible hay key asani se gold ki market ko samja jaye, other currencies ki tarha gold ki market etni slow nahi hoti aur bahot kam time me gold ki market apny support and resistance level points ko change kar sakti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Kis pair ki movement ko samajhna mushkil hai

        Gbpusd ki thora mushkio ho jata hy who ayk hi level or oper nechy hoti rehti hy ya phr who bhot zeada fast ho jati hy ja kahi our rahi hoti hy achanak sy break kisi our sid ho jati hy our gold ko bhi smjhna bhot zeada mushkil hy ya 2 piare pr trade lgana bhott mushkil hota hy
        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
        • #5 Collapse

          Re: Kis pair ki movement ko samajhna mushkil hai

          New members k liay tho samajna buhut mushkil hay lekin na mumkin nahe kionka ye business experience our knowledge ka hay our aap is fourm par jitna ziada kaam karthay hay aap ka experience uthna ziada hotha hay our per har pair ke movement ka aap ko experience ho jatha hay
          • #6 Collapse

            Re: Kis pair ki movement ko samajhna mushkil hai

            Meri nazar mien her us pair ki movement ko samjhna asan na hai jis say hum aa ker dil say jan ny ki try na kerty hien agar hum as mien aa ker kesi bee pair ko dil sy try kerty hien or as ko learn kerty hien tu as mien success hasil kerna bhut zyada asan ho jata hai or earning bee jaldi ho sakti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Kis pair ki movement ko samajhna mushkil hai

              dear ham jantay hain k forex un k liye bahut he mushkil business hay jinko is main experience nai hay aur jo is k baray main achi tarha say jantay nai hain aur jo traders is main experts hain aur isko samjhtay hain unk liye is main koi bhi mushkil nai hay agar ham forex k baray main jantay hain to hamaray liye kisi bhi pair pay kaam karna koi mushkil nai hay is k liye hamaray pass agar experience hay to hamain kisi bhi halat main ghabranay ki koi zarurat nai hay.
              • #8 Collapse

                Re: Kis pair ki movement ko samajhna mushkil hai

                Forex mein tamam pairs ki movement aik jaisi hoti hai kisi bhi pairs ki movement ko samajhna mushkil nahin hai agar aap forex mein tawajuh aur dil sae kaam kerain gay tou aap forex ko jaldi seekh jayain gay aur aap ko tamam pairs ki movement achi tarah samajh aa jaye gi
                • #9 Collapse

                  Re: Kis pair ki movement ko samajhna mushkil hai

                  G Han gold ki movement samajhna aik mushkil kaam hai is mein AP ko experience chahiye buhat zeyada warna new trader is mein buhat zeyada loss Kar sakta hai is ko karne ke liye analysis karna zaroori hai aur demo practice
                  • #10 Collapse

                    Re: Kis pair ki movement ko samajhna mushkil hai

                    Dear aap ne theek kaha gold ki movement mujhy bhi samjh nahi ati aur iski movement aksar traders ko preshan krti rehti hai lekin jo professionals hoty hein woh gold ki movement ko achi tarah samjhty hein aur is mein boht acha profit hasil krty hein aur gold mein trading krna pasand krty hein.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kis pair ki movement ko samajhna mushkil hai

                      Dear meraye khyal se kisi bhi pair ki movement smajhna asan ni hai but aj kalntu gold ki koi samjhbni a rhi hai us ki moment bhut fast hai jis se koi samjh ni ate tu bhter hai ap gold pay trade na he karo
                      • #12 Collapse

                        Re: Kis pair ki movement ko samajhna mushkil hai

                        Ager trader ko trading kay analysis ka knowledge achi trah say yad hay aur wo analysis ki kafi practice ker chuka hay to wo kisi bhi pair ko kisi bhi time frame main kisi bhi time per achi trah say analysis ker sakta hay wo sirf forex ko hi nah wo stock exchange kay pairs ko bhi usi trah say analysis ker sakta hay. shirt sirf yeah hay kay us ka halsil kia gia knowledge har lehaz say behtreen ho.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kis pair ki movement ko samajhna mushkil hai

                          mery liye silver bht mushkil hai mera account balance kam h kafi to me silver ma km lot sizes k according long term trading krta hon but ajkal silver ka mjhy kuch smjh nahe aa raha me ne buy ma trade lgae thi or wo meri trade k against move kr RHA hai kafi Dino se wsy itna mushkil nahe hota hai analysis krna but kbhi kbhi hm sahi se judge nahe kar paty market ko as lye yeh kerna hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Kis pair ki movement ko samajhna mushkil hai

                            forex main gold ki bohat zada ehamiyet hain ham is main trading karty hain is main hamy best experience hasil kar ky kam karna chahey agr ham new hain to is main kam karny ka risk nahi lena chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai kabe be band na hony wala real or international or online business hian
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kis pair ki movement ko samajhna mushkil hai

                              Gold dollar ky pair pr trade krna sbsy zyada mushkil kam hy kio ky ispy trade krty wqt bht zyada movement htii hy qeemt kafi zyada upr nechy htii hy tw smjh nai ati banda confuse hjata hy islie ispy trade krny kilie bht zyada knowldge aur bht zyada experience ki zrurt hti hy tab e banda isy sahi krskta hy.
                              First LEARN Then You Can Remove The "L"

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X